• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Ek Hi Duniya Mein Rehte Hain Par Mil Kyon Nahi Pate Hain? Aapse Kahin Ache Aapke Sms Hain Jo Mobile Mera Mehkaate Hain… i miss u my lv
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aao Tumko Palko Me Chupa Le Hum.. Bekaraar Dil Ki Dharkan Me Basa Le Hum.. Kya Pata Kis Mod Pe Bichaad Jaaye Hum.. Is Se Pehle Pyar Ki Ek Dunia Basa Le Hum..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ko Hum Se Churaya Aap Ne, Door Hote Hue Apna Banaya Aap Ne, Kabhi Bhool Nahi Payenge AapKo, Kyu Ki Yaad Rakhana Sikhaya Aap Ne…?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • क्या रोग दे गई है ये नए मौसम की सर्द हवा , याद आ रहे हैँ मुझे भूल जाने वाले ।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat mein aapka imtihaanlene ka humara iraada na tha,Humari ek chhoti baat se aapko chot pauchene aisa iraada na tha,Humein bhi apne pyar pe bura bhaorosha hai wafayee ka,Door jaake bhi humtumhe na bhulaenge wada hai mohabbat ka .
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khushbooan Se Hawaon Se B Milty Nahi Kuckh Log Mosam Ki Adaaon Se B Milty Nahi Kuckh Log Mil Jain To Jeven Ko Saja Daity Hain Agr Bichraian To Duaaon Se B Milty Nahi Kuckh Loggggg
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte jaam dusro se chhin kar piya nahi karte use agar mohabbat hai to aakar izhar karde picha hum bhi kisi ka kiya nahi karte.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi Ne Kuch Sawalat Badal Daley.....!! Waqt Ne Mere Haalaat Badal Daley.....!! Main To Aj Bi Wohi Hun Jo Kal Tha.....!! Bas Mere Liye Logo Ne Apne Khayalat Badal Daley..~~~!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • nigahoan main kisi tasveer ko jadkar bahut roye tumhara naam likhi chithiyan padhkar bahut roye tumhe dil mei ik baar bewafa keh to lia lekin hum uske baad apne aap se ladkar bahut roye
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hamare liye apne heart me jagah rakhiye, Mind me nahi Hume mind me rakhna dangerous ho sakta hai Kyonki hum mind blowing hai By - ANIL
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ki Aag Ko Ashkoon Se Bujha Lenge Aayegi Jo Yaad Aap Ki To Jaam Utha Lenge Humse Behtar Koi Mile To Bata Dena Aap Ki Rahoon Se Khud Ko Hata Lenge
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hoga Afsos Jab Hum Na Honge, Teri Aankho Se Aashu Kam Na Honge, Bahut Milege Tere Armano Se Khelne Wale, Lekin Us Wqt Teri Parwaah Karne Wale Hum Na Honge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ne Kanch Samji Todi Gayu Koi, Svapno Aankh Mathi Chori Gayu Koi, Dar Lage 6e Have Koi Par Vishvash Mukata, Kemke Mara Vishvash Mathi Swash Chori Gayu Koi...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Intezaar Uska Hai Jiske Aane Ki Koi Aas Nahi.. Khusboo Us Phool Ka Hai Jo Mere Paas Nahi.. Maanzil Na Mil Saki Humko To Koi Baat Nahi.. Gam Bhi Usi Ka Diya Hua Hai.. Jise Mere Pyar Ka Ehsaas Nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Humein Dushman Se Dushmanni Bhi Acchi Nahi Lagti Khuloose Dil Na Ho Toh Dosti Bhi Acchi Nahi Lagti Koi Mooflis Ye Keh Kar Mar Gaya Footpath Par Dekho Khudaya Itni Muflisi Bhi Mujhe Acchi Nahi Lagti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi Ko Pyar Hum Aapse Jyada Nahi Karte... Kisi Pe Aitbar Aapse Jyada Nahi Karte... Aap Jee Sake Mere Bin To Achi Baat Hai...Hum Jee Lenge Aapke Bin Ye Wada Nahi Karte…!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • जो फ़किरी मिजाज रखते हे वो ठोकरो मे भी ताज रखते हे , जीनको कल की फ़िकर नही वो मुठ्ठी मे भी आज रखते है ॥
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Sacchi Dosti Baarish Ki Tarah Nahi Hoti, Jo Aaye Or Chali Jaaye, Balki Hawa Ki Tarah Hoti Hai Jo Dikhati Nahi Par Hamesha Har Pal Mehsus Hoti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS