• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Kisi ke Jane se na jindgi rukti, . Kisi ke Hone se na bewfa dil sambhalta he, . . Is bedard duniya ka dsatur to dekho yaro, . . Kamino ko saccha pyar milta, Aur sacche ashiq ko intzar karna padta he........
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ajeeb si kashish hai hum dono kedil mein, Jo ek duje ke yaadon mein hum dono khoye rehate hai, Dilon par to pyar se pyar ki huqumat hai, Bas dur rehakar bhi yahi ek dastane zindagi ji rahe hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khilte gulab ki tarah nayaab ho tum ♥ chamakte chand ki tarah mehtab ho tum ♥ na koi Duja tujh sa is jahan me koi ♥ Har ada me la jawab ho tum ♥
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chehre ki Muskaan Ban Jata Haikoi, Dil Mein Dhadkan Ban ker Bas JataHai koi, Phir kaise Jeeya Jaye Unke Bin, Jab Zindagi Jeene ki Wajah BanJata Hai koi...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Zindagi K Raaz Main Ek Raaz Tum Bhi Ho Meri Bandagi Ki Aas Main Ek Aas Tum Bhi Ho Tum Kya Ho Mere, Kuch Ho Bhi Ya Kuch Bhi Nahi” Magar Meri Zindagi K Kaash Main Ek Kaash Tum Bhi Ho…!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apne Pyar Mein Woh Hamein Badnaam Samjhate Hain, Unpar Hum Fida Huve Toh Apna Gulaam Samjhate Hain, Man Ke Pujaari Ki Unko Kuchh Bhi Kadar Nahi, Tan Ke Pujaari Ko Woh Apna BhagwanSamjhate…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khayal Jab Unhe Mera Aaya Hoga, Meri Yaad Ne Unko Sataaya Hoga, Bhool Na Paye Jinhe Hum Aaj Tak, Kaise Unhone Hume Bhulaya Hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapki khushi me aapke sath Sirf wo Hoga Jisse Aap Pyar katre hain. Par Aapke Gum me sirf wo hoga Jo Aapse Pyar karta hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "कोई दोस्त कभी पुराना नहीं होता, कुछ दिन बात न करने से बेगाना नहीं होता, दोस्ती में दुरी तो आती रहती हैं, पर दुरी का मतलब भुलाना नहीं होता."
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Barso Guzar Gaye Rookar Nahi Dekha, Ankho Me Neend Thi Sookar Nahi Dekha, Wo Kya Janenge Dard E Mohabbat Kya Hai, Jisne Kabi Kisi Ka Ho Kar Nahi Dekha..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rishta banaya hai to nibhayenge, Har pal aapko hasayenge-satayenge, Pata hai aapko to fursat nahi yaad karne ki, Hum hi msg kr-kr ke apni yaad dilayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sahil per khare kharehumne shaam kardi, Apna dil or duniya aap knaam kar di, Ye bhi na socha kaiseguzregi zindagi, Bina soche samjhe herkhushi aap k nam kar di.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rishte Wo Nahi Jisme Roz Phone Pe Baat Ho.. Rishte Wo Bhi Nahi Jisme Roz Aame Saamne Mulaqaat Ho.. Rishte Wo Hain Jisme Kitni Bhi Dooriyan Ho.. Par Dilse Dil Mila Rahe Aur Apno Ki Yaad Saath Ho..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • kas khusiyno ki ek dukan hoti aur usme hamari pahchan hoti lelete apke liye sari khusiyna chahe unki kimat hamari jan hoti !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Doob Jaate Hai Kashtiya, Jab Aata Hai Tufaan, Yaade Reh Jaate Hai Bichad Jaate Hai Insaan, Yaad Rakhoge To Kareeb Paoge, Bhul Jaoge To Dhundte Reh Jaoge..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • woh peyar youn krta hai sanbhalne nahi deta.. phir dukh k samundar main ubbharne nahi deta.. uski jafa bhi mashroot ha wafa k saath.. woh dard to deta hai magar rone nahi deta..] karta hai waar marham ko khanjar pe laga ker.. woh zakham to deta hai magar marne nahi deta.. jo torta hai dil to ansoo bhi bhata hai.. barbaad to kerta hai magr ujardne nahi deta.. mahboob mila hai ham ko ajeeb se MOHSIN woh aag to lagata hai magar jalne nahi deta..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Raat Ki Raah Mein Taaron Ki Kaman Roshan Hai Chand Mein Kon Hai Yeh Kiska Makaan Roshan Hai, Jisko Dekho Mere Maathe Ki Taraf Dekhe Dard Hota Hai Kahan Aur Kahan Roshan Hai, Yaad Jab Kabhi Ghar Ki Aati Hai Toh Lagta Hai Raat Ki Raah Mein Sishe Ka Makaa Roshan Hai, Chand Jis Aag Mein Jalta Hai Usi Shole Se Barf Ki Waadi Mein Kuhre Ka Dhuan Roshan Hai, Subah Se Dhund Rahe The Ki Kahan Hai Suraj Ab Najar Aaye Ho Toh Sara Jahan Roshan Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chahat Milti Nahi Bazaro Me, Na Hi Milta H Sucha Pyar, Kabhi Jhank Kar To Dekho Kisi K Dil Me, Karta Hoga Koi Tumse B Bdpanah Pyar.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS