• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • unki chahat may dil majbur ho gaya bewafayi karna unka dastur ho gaya kasur unka nahi tha mera tha humne chaha hi itna ki shayad unko gurur ho gaya Hushain2
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • मुझे भी सिखा दो भूल जाने का हुनर.. मैं थक गया हूँ हर लम्हा हर सांस तुम्हें याद करते करते..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • sUnho ne hamse Pucha Ki Pyar Ka AsLi Mtlab Kya Hota H . . Tbhi hamne Hans Kr Kaha . . . . Jo Mtlab K Liye Kiya Jaye Wo Pyar Hi Kaha Hota H..?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Phool banke kya jina ek din murja jaoge to dafnaa diya jaoge.!! Jina he to patthar ban ke jeo kbhi murti bhi gye to ""khuda""keh laoge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har pal ka naata hai aap se, Apnapan kuch jyada hai aap se, Na sochna ki kabhi bhul jayenge apko, Zindagi bhar satayenge ye wada hai aap se.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Usne Pucha Main Kahan Hoon? Maine Kaha Tu Meri Saanso Mein, Dil Mein, Khayalo Mein, Dhadkan Mein, Rooh Mein, Nas Nas Mein Hai… Usne Poocha Main Kahan Nahi Hoon? Maine Kaha Shayad, Shayad Meri Kismat Mein…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj Kuch Waqt Ke Liye Pas Mere Tum Aa Jate Bahut Tanha Hu Mai Aaj Kabhi Khud Ko Itna Kamzor Na Hone Diya Par Aaj Bikhar Gaya Hu Tum Aa Jate.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Khubsurat Saath Chuta Nahi Karte Waqt Ki Sakh Se Lamhe Rutha Nahi Karte Milte Hai Kuch Log Aise Zindgi Me Jinse Rishte Kabhi Toota Nahi Karte…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kitna B Chahi Na Bhul Paoge Hame Jitna Dur Jao Nazdik Paoge Hame Mita Sakte O To Mita Do Yaadein Hamari Magar Kya Sapno Se Juda Kar Paoge Hame
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum Jaise Chaho Apna Andaaz De Dena.. Haq Itna Sa Mujhe Aaj De Dena.. Nazre Duniya Ki Jab Tumhe Tanha Chhod De. Us Mood Par Mujhe Ik Aawaaz De Dena..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mujh se mera kya rishta hai har ek rishta bhool gaya itne aaine dekhe hain k apna chehra bhool gaya Ab to yeh bhi yaad nahee hai farq tha kitna dono main Us ki baatein yaad raheen aur us ka lehja bhool gaya Pyasi dharti k hothon per mera naam nahee to kya` Main woh baadal ka tukda hoon jis ko dariya bhool gaya duniya wale kuch bhi kahein per apni to majboori hai doston Uski gali jab yaad aayi hai ghar ka rasta bhool gaya..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bikhre ashko ke moti hum piro na sake, Teri yaad me sari raat so na sake, Bheeg na jaye aansuo me tasweer teri, bus yehi soch kar hum ro na sake.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ki Baat Dilme Na Rahe Ankho Ke Khwaab Ankho Me Na Rahe.. Dil Ki Baat Isliye Keh Di Aapko.. Ki Galti Se Aap Kisi Ke Dilme Na Rahe.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Me Beshumar Pyar Hai Aap Ke Liye Duwao Me Manga Hai Aap Ko Rab Se Har Lamha Aap Ke Khayalon Me Hi Guzara Hai Har Pal Aap Ki Yaad Saatati Hai Kabhi Aake Hamare Dil Se Pucho Kitna Tadapta Hai Dil Aap Se Milne Ke Liye Kaash Aap Hamare Paas Hote Tabbi Yeh Bekarari Thodi Kaam Hoti Jaha Bhi Ho Aap Yeh Zarur Yaad Rakhiye Ek Deewani Hai Is Duniya Mein Jo Aap Se Bepanah Pyar Karti Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aati Hai Aap Ki Yaad Har Dum Par Aap Nahi Aate, Reh Jate Hai Adhure Mere Khawab, Kyun Ki Aap Unme Shamil Nahi Ho Pate Pura Kar Do Mere Khawabo Ko Kyun Ki Unke Bagair Hum Nahi So Pate.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tera Khyal Teri Talab Teri Arzoo, Ek Bheer Si Lagi Ha Mary Dil K Shaher Main, Dunya Ki Naymtain To Yahan Destiyab Hain, Ek Teri Hi Kami Hai Maray Dil K Shaher Main...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apni Nazar Me Meri Nigaah Phir Kyon Dhoondhte Ho.. Apni Tanhai Me Meri Kami Kyon Mehsoos Karte Ho.. Apne Ahsaason Me Meri Chhuuan Kyon Talashtey Ho.. Apne Lafzon Se Aksar Yeh Faasley Kyon Taye Karte Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Raat Hue Jab Shaam Ke Baad, Teri Yaad Aaye Har Baat Ke Baad, Humne Khamosh Rehkar Bhi Dekha, Tere Aawaz Aaye Har Saans Ke Baad!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS