Ye Hakikat Hai Kahi Khwab
To Nahi, Hame Koi Yaad Kare
Aisi Koi Bat To Nahi, Fir
Bhi Na Jane Kyu Ye Ehsas Hua
Jaise Kisi Ne Yaad Kiya,
Kahi Wo Aap To Nahi.
Jasbaate Ishq Naakaam Naa
Hone Denge Dil Ki Duniya Mein
Kabhi Shaam Naa Hone Denge
Dosti Ka Har Ilzaam Apne
Sar Par Le Lenge Par Dost Hum
Tumhe Badnaam Na Hone Denge.
Jab kisi ka pyaar kisi ka aarmaan ban jaye
kisi ki hassi kisi ki muskaan ban jaye
Bepanah pyar kehte hai use
jab kisi ki sansein kisi ki jaan ban jaye.
Dil Ke Aaiina-Khaney Ki Adhaori Tasveer
Taqdeer Ki Kitaab Ki Woh Adhoori Tehreer
Kisi Dil Ki Basti Mein Ik Adhoori Jaageer
Kismet Ke Haathon Per Ik Adhoori Lakeer
उम्मीद की किरणों से सज कर कुछ पल जगमगाएंगे
हर दर्द हम सब अपना आपस में मिलकर भूल जायेंगे
कुछ सुकून की तलाश सबको है आज दुनिया में
हम सब अपनी post से सबको कुछ महकते पल दे जायेंगे
Kabhi Kabhi hamein bhi yaad kar liya karo
hamari tasveer bhi dekh ke choom liya karo
maana ke tumhe kisi cheez ki kami nahin hai
par hamein bhi kabhi apni dua mein shamil kiya karo
Apne Tute Hue Sapno Ka Khayal Aata Hai
Har Hasrat Ke Janaje Pe Malal Aata Hai
Kisi Ne Pher Lee Apni Nigahe Kuyn Mujhse
Mere Labo Pe Aksar Ye Sawal Aata Hai.
Mohabt Ki Mahfil Me Aaj
Mera Zikar Hai, Abi Tak Yaad
Hu Unko Khuda Ka Shukar Hai,
Unki Dhadkn Me Meri Yaad
Abi Baki Hai, Ye Haqiqat
Mere Jine Ke Liye Kafi Hai.
Ye Halat Meri Ho Gayi Tumse
Milne Ke Baad.. Zndgi Pyari
Ho Gayi Tumse Milne Ke Baad..
Chehre Pe Ajeeb Rang Hai
Mohabbat Ka.. Har Cheez Nayari
Ho Gayi Tumse Milne Ke Baad..!