• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Hume Koi Kahe Bura To Bhi Hum Ji Lete Hain.. Hum Dua Dekar Unko Apne Honth Si Lete Hain.. Hamare Dilme Dard Ho Chaahe Kitna Bhi.. Zeher Ka Ye Pyaala Chhupke Se Hum Pi Lete Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "Aaj jaroor badalo ka dil toota hoga, Shayad koi apna unse aaj rootha hoga, In boondo me ek bewafa ki parchai si hai, Shayad pyar ka vasta de aaj dilo ko kisi ne loota hoga."
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Haqikat Ke Rahoo Me Sapne Toot Jaate Hai, Mausam Badle To Phool Bhi Murjha Jaate Hai, Yaad Kiya Hai Dil Se Aap Ko, Fir Mat Kehna Ke Hum Aap Ko Bhul Jaate Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • “कभी चाहा तुझे ऐसा की रब जैसा पूजा, किस जगह मैने तुझे पुकारा नही, यु दर्द देकर क्या मिला तुजे? कह देते की तुमसे मिलना अब गँवारा नही”
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindgi se ruthna takdir nahi hoti Kisi ki yado me khona zindgi nahi hoti Bhul jao pi6le sare gamo ko Qki aane wali zindgi JANNAT=2 se kam nahi hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaad Uski Dil Main Dava Ke Rakhi Thi, Tasveer Uski Man Main Chupa Ke Rakhi Thi, Door Usse Jakar Bahut Dard Mila Tha, Dard Main Zindagi Maine Basa Ke Rakhi Thi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • SUN SMILES WHEN RAIN IS OVER... MOON SMILES WHEN THE SKY IS CLEAR.... A BABY SMILES WHEN MOTHER IS NEAR.... AND... SMILE WHEN YOU WILL REMEMBER ME.......
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab Pehl-E-Pehl Tujhe Dekha Tha, Dil Kitne Zor Se Dhadkaa Tha, Vo Lehr Na Dil Mein Phir Jaagii, Voh Vaqt Na Laut Ke Phir Aayaa, Phir Aaj Tere Darvaaze Par, Badi Deir Ke Baad Gya Thaa Magar, Ek Baat Achaanak Yaad Aayii, Main Baahar Hii Se Laut Aayaa,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Acchi Hai Yaad Teri, Accha Hai Naam Tera, Aaye Door Rehne Wale, Kaisa Hai Haal Tera, Mere Dil Me Basne Wale, Tumhein Dil Se Salaam Mera..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ik esa roz b aye ga, Jb yad meri dohrao ge, tb kuch b bhol na pao ge, tm lakh bhulana chaho ge! ik esa roz b aye ga, jb rah hmari dekho gy, phir guzra wqt na aye ga, tm lakh bhulana chaho gy! Tumhen dost naye mil jaen gy, pr hm to mil na paen gy, tm jb aeena dekho gy, to aks mera he pao gy, tm sehra sehra bhtko gy, wo gulshan ho ya werana, pr hm ko dhond na pao gy…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Is Behte Dard Ko Mat Roko Ye To Saza Hai Kisi Ke Intezaar Ki Log Inhe Aansu Kahe Ya Deewangi Par Ye To Nishani Hain Kisi KePyar Ki…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kash deepak mein low ki jagah dil jala karte, Subah asman mein suraj ki jagah jigar jala karte, Hum to roj til til ke marte hain unki yaad mein, Kash wo bhi humein kuch pal yaad kiya karte.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum Mohabbat Ka Jazba Bana Lo Mujhe, Dil Deke Dil Me Basa Lo Mujhe, Meri Aashiqi Maangti hai Tumse, Tum Dil Me Kahin Chhupa Lo Mujhe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi ek chahat ka silsila hai, Koi mil gaya to koi bichad gaya, Jise har pal maanga maine duaon mein, Khuda se mujhe wo bina maange hi mil gaya…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mana Ke Nasib Main Hamare Koi Sanam Nahi Phir Bhi Koi Shikwa Koi Gam Nahi Tanha Hain Phir Bhi Jiye Ja rahe Hain Badnasib Wo Hain Jinke Kismat Me Ham Nahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apni sanso me mahkta paya he apko Har khwab me humne bulaya hai apko... Q na kre shiddat se yaad apko Jab humare pyar k liye hi khuda ne banaya he apko...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Taqdir Si Njar Aati Hai Ek Janjir Si Najar Aati Hai Aakhir Kitaab Me Pdhe Bi To Kya Padhe Har Panne Pe Teri Tasveer Nazar Aati Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS