• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • फना करदो अपनी सारी जीन्दगी अपने" माँ "के कदमो मे. दुनीया मे यही एक हस्ती है जीसमे बेवफाई नही होती.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • hum ki magalub-e-guman the pahale phir waheen hain ki jahan the pahale khvahishen jhurriyan ban kar ubharin zakhm sine mein nihan the pahale ab to har baat pe ro dete hain vaqif-e-sud-o-ziyan the pahale dil se jaise koi kanta nikala ashk aankhon se ravan the pahale ab faqat anjumanarai hain aitabar-e-dil-o-jan the pahale dosh pe sar hai ki hai barf jami hum to sholon ke zuban the pahale ab to har taza sitam hai taslim hadase dil pe garan the pahale meri hamzad hai tanhai meri aise rishte bhi kahan the pahale
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chupa Lu Is Tarah Tujhe Apni Baahon Me, Ki Hawa Bhi Guzarne Ki Izazat Maange, Aye Sanam Ho Jau Itni Madhosh Tere Pyar Me, Ki Hosh Bhi Aane Ki Izazat Maange!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Taaron Mein Akela Chaad Jagmagata Hai; Mushquilo Mein Akela Insaan Dagmagata Hai; Kaate Se Ghabrana Mat Mere Dost; Kyunki Kaaton Mein Hi Akela Gulab Muskurata Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Muddton Ke Baad Aaj Fir Us-se Supne Mein Mulaqat Ho Gayi, Badi Der Se Aankhein Sookhi Thi Aaj Fir Barsaat Ho Gayi. Kaise Bhoolayun Uski Yaadon Ko Is Dil Se, Poori Zindagi Se Lambi Aaj Raat Ho Gayi. 21
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jaan kar bhi woh Mujhe jaan na paaye, Aaj tak woh Mujhe pehchaan na paaye, Khud hi kar li bewafai humne, taaki unpar koi ilzaam na aaye. Dosto aap ke bahut saare emails mil rahe hai shukriya ummid hai or bhi aisa hi pyaar dete rahoge email ke jariye...ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rooh ke bina jism abaad na raha. . Uske bina kuch yaad na raha. . Hum do jism ek jaan the kabhi.. . Aaj ushi ke liye koi fariyaad na raha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Deewani Tujhe Hum Banayenge Ek Din Tere Dilme HuLcHaL Machayenge Ek Din Bura Mujhko Keh Lo Meri Jan Lekin Tujhe Jaame Ulfat Pilayenge Ek Din
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dill pe chot khate hai, Jab wo ajnabi bankar pass se gujar jate hai, Husn ki is nafrat se ab to hum bhi darte hai, jabse unki ik tabajo se kitne jakham bante hai,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har roz koi khuwaab toot jatahai, Har roz koi apna rooth jata hai, Na jane meri Qismat main kya hai, Jise main yaad karon wohi mujhy bhool jata hai… :(
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pal bhar mein tut jaye woh Kasam nahi, Apko bhul jaye woh Hum nahi, Tum hume bhul jao is baat me dum nahi, kyonki Tum hume bhul jao itne bhi bure hum nahi..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • A Very Nice Line Said By A Boy To His Girlfriend Tere Bina Main Ye Duniya Chhod To Du, Pr Uska Dil Kaise Dukha Du Jo Roz Darwaze Pr Khadi Kehti Hai “Beta Ghar Jaldi Aa Jana”…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ruthi huyi zindagi ko manana toh aata hai ღ ღ Khud na hans sake par auro ko hasana to aata hai ღ ღ Hum khud naa bas sake kisi ke dil me to kya hua..? ღ ღ Par logo ko apne dil mein basana toh aata hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Waqt Aane De Baat Karenge, Zindgi Me Hum Bhi Mulakat Karenge, Rasta Chahe Jitna Kathin Ho, Tujhe Pane Ki Koshish Baar Baar Karenge..!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Woh Khwabo Mein Aakar Rulate Hain, Hakikat Mein Na Aakar Tadpaate Hain, Jinko Hum Samjhaya Karte The Kabhi, Woh Log Aaj Humko Samjhate Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Log Kahte Hain Ki Ishq Itna Mat Karo, Ki Hussan Sar Pe Sawar Ho Jaaye, Hum Kahte Hai Ki Ishq Itna Karo, Ki Patthar Dil Ko Bhi Tumse Pyaar Ho Jaaye…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek din ek ladki ne ladke se puchaa kya tum mera liye jaan de sakte ho ♥ ♥ ♥ Ladke ne kuch sochte hue kaha. ♥""Tera liye jaan toh de du magar uska kya karu ... jo roz subha ghar se nikaltehua kehti hain beta jaldi aana. ♥ Tera liye jaan toh de du magar uska kya karu jo roz mera intezaar karti hain. jo mere liye roz dua maangti hain. ♥ jo mere bina khaana nahi khaati. Main uss maa ka kya karu ♥ ♥ ♥
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat ke anjaam se darr rahein hain, Nighaon main aapni khoon bhar rahein hain , appki Jaan ko le udda hai koi, Aur app yahi bethe hue sher o shayari kar rahein hain….
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS