• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Palko ki nami me chupa kar sapno ko, Humne unhe jaaneki ijazat de di, Hum tut kar bikhar gaye tukdo me, or unhe muskraneki ijazat de di...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi K Sapnay Kisi Kay Armaan Ban Jayen, Kisi Ki Hansi Kisi Ki Muskaan Ban Jaye, Bay Panah Pyaar Kehtay Hain Usey, Jab Kisi Ki Sansain Kisi Ki Jaan Ban Jaye,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sms Har Pal Karu To Shararat Hogi, Har Din Karu To Pareshani Hogi, Kabhi Bhi Na Karu To Kanjusi Hogi, Par Dilse Karu To Shayad Apko Khusi Hogi. Hui Na??
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye Arzu Thi K Aisa B Kuch Hua Hota, Meri Kami Ne Tujhe Bhi Rula Diya Hota. Mai Loat Ati Tere Pass Ek Lamhe Main, Tere Labon Ne Mera Nam To Liya Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "उसका वादा भी अजीब था., कि जिन्दगी भर साथ निभायेंगे. मैंने भी ये नहीं पुछा की मोहब्बत के साथ., या यादों के साथ.."
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyase Ko Ek Katra Pani Kafi Hai Ishq Me Char Pal Ki Zindagi Kafi Hai Dubne Ko Samandar Me Jaye Kaun Unki Palko Se Tapka Voh Pani Hi Kafi Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat Tarq Ki Mein Ne Gareban Si Liya Me Ne Zamane Ab To Kush Ho,Zegar Ye Bhi Pi Liya Hum Ne Ab Zinda Ho Laikin Sochta Rehta Ho Khaloot Mein Ke Ab Tak Kis Tamana Ke Sahare Ji Liya Mein Ne
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kamosh Zabaan Ke Lafzon Mein Kuch Posheeda Si Baatein Hai In Posheeda Si Baaton Mein Kuch Chahat Ki Barsaatein Hain In Baaton Ko Hum Muddat Se Seenay Mein Chhupaye Bethey Hain Kuch Paaye Bina Kuch Kho Dena Ye Piyaar Mein Ham Ne Seekha Hai Sooraj Mein, Chand Sitaron Mein Har Shai Main Tumhi Ko Dekha Hai Dharkan Mein Bhi Naghma Ban Kar Saagar Ki Tarah Tum
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ne Pyar Seekha Par Na Seekha Izhar Dil Ne Aitbaar Seekha Par Na Seekha Inkar Dil Ne Muskurana Seekha Aur Kiya Sab Kuch Svikar Dil Ne Har Bar Kuch Seekha Par Na Mila Use Uska Pyaar.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khushbu Bheju Ya Phool Bheju Dhadkan Bheju Ya Dil Bheju Socha Aapki Yaad Mein Kya Bheju Tab Mann Mein Aaya Tum Ko Pyar Bhara Ek SMS Bheju sweet
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kash khuda ne hume aansoo banaya hota Us bewafaa ki aankh me basaya hota... Jab girte aankh se unki to Marne ka maza to aaya hota..! Khan
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Nasib se milta hai yaar Nasib se milta hai dildar Badi najuk chij hai pyar Ise sabhal k rakhana mere yaar Q ki bade hi nasib walo k milta hai sachacha pyar.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • kuch chehre bhulaye nahi jaate, kuch naam dil se mitya nahi jaate, mulakat ho na ho lekin mere dost, dosti ki chirag bujhaye nahi jaate
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sukhe Talaab Ko Pani Ki Aas Aaj Bhi Hai, Tanhai Me Viraniyo Ka Aqs Aaj Bhi Hai, Mila Mujhe Sab Kuch Duniya Me, Par Teri Kami Ka Ehsas Aaj Bhi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Saath agar doge muskrayenge zarur, Pyar agar dil se karoge to nibhayenge zarur, Raah me kitne kante q na ho , Awaz agar dil se doge to aayenge zarur… by: Rahul
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ishq Ne Hume Benaam Kar Diya.. Har Khusi Se Hume Anjaan Kar Diya.. Humne To Kabi Nahi Chaaha Ki Hume Bhi Mohabbat Ho.. Lekin Aapki Ek Nazar Ne Hume Nilaam Kar Diya..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jikr tera hi aata hai mere har fasane me, Tujhe jaan se jyada chahta hu is jamaane me, Afsosh bahut hai ab is zindagi se hume.. Kyunki Nakamyab rahe tujhe apna banane me!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS