• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Hum to hr baat ko khuda py chhor dete hain Tooty na dil kisi ka apna torr dete hain Main b insaan hoon pathar to nahin Jo log hr tufaan ko meri janib mor dete hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jee Nahi Sakta To Jeene Ki Tammana Chod De, Behte Behte Jo Ther Jaye Vo Dariya Chod De, Phool Thi Mai Mujko Ek Kanta Banakar Rakh Diya Or Ab Kante Ko Kehte Ho K Chubhana Chod De..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Log manzil ko muskil samjte hai, Hum muskil ko manzil samjte hai, Bada fark hai logo me or hum mai, Log zindgi ko dost or hum dost ko zindgi samjte hai.. Realy
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • राह मेँ निकले थेँ ये सोच B-) कर किसी को बना लेगेँ अपना ;-( मगर इस खवाहिश नेँ ;-> जिँन्दगी भर का मुशाफिर बना दिया। ;-(
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Laut Jati Hai Duniya Gam Hamara Dekhkar, Jaise Laut Jaati Hai Lehere Kinara Dekhkar, Tu Kandha Na Dena Mere Janaze Ko, Kahi Fir Se Zinda Na Ho Jau Tere Sahara Dekhkar.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Do To Kisi Ek Ko, Aur Do To Kisi Nek Ko, Jo Samjhe Pyaar Ke Matlab Ko, Jab Tak Saccha Dildar Na Mile, Try Karte Raho Har Ek Ko.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kyun Pareshan Hai Dil Aaj, Kyun Nahi Milti Dil Ke Ehsaason Ko Alfaz. Kyun Yun Hi Tanha Akela Rehna Chahta Hai, Kya Hai Is Dil Mein Chhupe Hue Yeh Raaz. Apne Dil Ki Baatein Main Khud Hi Samajh Nahi Paati Kyun Yeh Dil Ki Baatein Zuba Tak Nahi Aati, Kya Issi Tarah Yun Hi Pareshan Hairan Rehna Hai Mujhko, Kyun Yeh Apne Bhi Ban Jaate Hain Ajnabee………………..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • “जाम पे जाम पीनेसे क्या फायदा, शाम को पी सुबह उतर जाएगी, अरे दो बूंद मेरे प्यार की पीले, जिन्दगी सारी नशेमे गुज़र जाएगी”
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Gum bahut hai khushiya kam hai, Kante bahut hai ful kam hai; Manzil dur hai rah kathin hai, Dushman bahot hai dost kam hai , mere zindagi ka ye behal hai, fir bhi jee raha hu kyo ki sath tumhara hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Do Dilo Ki Dhadkano Mein Ek Saaz Hota Hai Sab Ko Apni Apni Mohobbat Pe Naaz Hota Hai Us Mein Se Har Ek Bewafa Nahi Hota Us Ki Bewafai Ke Peeche Bhi Koi Raaz Hota Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jane kyun aaj tere naam se rona aya, Yu to her sham umid me guzar jati hain. Aaj kuch baatein yaad aayi to sham pe rona aya. Kabhi taqdir, kabhi matam,kabhi duniya ka gila, Manzil-e-ishq k har kaam pe rona aya. Jab hua zamane me mohabat ka zikr. Mujhe apne dil-e-nakaam
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dost Dost Se Khafa Nahin Hota Pyar Pyar Se Juda Nahin Hota Bhula Dena Meri Kuch Kamiyon Ko Kyonki Insaaan Kabhi Khuda Nahi Hota
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mehkhane Me Jaam Tut Jata Hai, Ishq Me Dil Tut Jata Hai. Na Jane Kya Rishta Hai In Dono Me, Jaam Tute To Ishq Yaad Aata Hai, Dil Tute To Jaam Yaad Aata Hai..iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye bhi kya ehsaan kam hain dekhiye na aap ka ho raha hai har taraf charcha hamara aap ka chand mein to daag hai par aap mein wo bhi nahi chaudhavi ke chand se bad kar hai chehara aap ka ishq mein aise bhi hum dube hue hain aap ke apne chehare pe sada hota hain dhoka aap ka chand suraj dhup subah kahkashan tare shama har ujale ne churaya hai ujala aap ka
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mukar Jate Hain Wo Wada Karke.. Rook Lete Hain Kadam Aane Ka Iraada Karke.. Ab Hum Bhi Pyar Kam Karenge.. Qki Dekh Liya Anjaam Pyar Jayada Karke.. Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • hansane wale ab ek kam karen jashn giriya ka ahatamam karen hum bhi kar lain jo roshni ghar mein phir andhere kahan qayam karen mujh ko maharumi-e-nazara qabul aap jalave na aap ke aam karen ik guzarish hai hazarat-e-naseh aap ab aur koi kam karen aa chalen us ke dar pe ab ae dil zindagi ka safar tamam karen hath hatata nahi hai dil se ‘khumar’ hum unhen kis tarah salam karen
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Agar Ankhe Kholo To Chehra Tumhara Ho, Ankhe Band Karo To Sapna Tumhara Ho Aapke Liye Hum Mar Bhi Gaye To Koi Gam Nahi Hoga Agar Kafan Ki Jagah Dupta Tumhara Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Arman Tut Gaya H, Ek Aaine Ki Tarah, Vo Humse Ruth Gaya H, Anjaano Ki Tarah, Humara Kasoor Bus Itna Saa Tha Ki Humne Chaha Use Deewano Ki Tarah.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi Ki Yaad Mere Aas Pas Rahti Hai, Bade Dino Se Tabyat Udaas Rahti Hai Bichad Gaye Hai Lekin Dil Ye Manta Hi Nahi, Na Jane Kiyon Tere Milne Ki Aas Rahti Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Usey mil lein to acha ha kabhi us sey bohat gehre marasim they magr phir silsilaa toota toh yun toota kay barson dil kay aangan mei koi mousam nahi utra magar ab phir ye dil pagal ba-zid ha kay kisi fursat k lamhey me usey mil lein to acha ha
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS