Itne dhoke khaye hain k aitbar khtm ho gya,
Apna ban ke sabne dil toda aur Pyar khtm ho gaya,
vo tha to dil me chaht thi is zindagi ko jeene ki,
uske jane se lagta hai mera sansaar khtm ho gaya.
Aasmaan se tod k ek tara diya hai,
meri tanhai ko ik sahara diya hai,
meri kismat v naaj karti hai mujh par,
ki khuda ne PYAR hi itna pyara diya hai...
Humne Toot Kar Chaha Thaa Tumko Jaan Meri,
Ye Na Tumne Hi Samjha,
Na Hum Tumko Bata Paye,
Galti Thi Hamari Ki Hum Hi,
Tumse Na Keh Paye,
Na Ikaraar Hua Humse,
Na Hum Ijhaar Hi Kar Paye !!
Insaan Pyar Kare Ya Nafrat Vo To Uski Soch Par Hai....√Kaun Kiske Liye Bana Hai Vo To Us Khuda Par Hai....√Zindagi To Aansuo Ke Aane Jaane Ka Safar Hai....√Jo In Bahate Hue Aansuo Ko RokLe Vahi Sachcha Hamdard Hai....!!
Tanha Baitha Hu Usi Raah Par Kahin,
Jahan Tak Nazar Gyi Tanhai K Siwa Kuch Nhi,
Akela Na Hote Aaj Main Is Tarha,
Magar Apne Jaate Jaate Hume Pukara Hi Nhi,..
Tanhaiyon me muskurana ishq hai,
Ek baat ko sab se chupana ishq hai,
Yun to neend nahi aati hamein raat bhar,
Magar sote sote jagna aur jagte jagte sona ishq hai.
Khusi ka har pal ho aap k liye,
baharon ka guldasta ho aap k liye,
kamyabi ki manjil ho aap k liye,
chalo aab 1 pyari si smile do hamare liye.
DO NA
SMILE PLS
Jo kbhi lot ke na ayenga vo vaqt he...
jo dubara na milenga vo moka he...
jo hame yaad na karega vo aap he aur jo aapko kbhi na bhul payege vo hum he...
अगर जो दिल की सुनो तो हार जाओगे..
हम जैसा प्यार फिर कहाँ से पाओगे..
जान देने की बात को हर कोई करता है..
जिन्दगी बनाने वाला कहाँ से लाओगे..
जो इक नज़र देखोगे हमें..
हर तरफ हमको ही पाओगे..
यकीं अपनी चाहत का इतना है मुझे..
मेरी आँखो में झाँकोगे और लौट आओगे..
मेरी यादों के समंदर में जो डूब गऐ तुम..
कहीं जाना भी चाहोगे तो जा नहीं पाओगे..
Chehray Pe Mere Zulf Ko Phlao Kisi Din
Kya Roz Garjte Ho, Baras Jao Kisi Din
Razon Ki Tarah Husn Ki Barish Main Naha Lo
Badal Ki Tarah Jhom Ke Ghir Aao Kisi Din
Khusbo Ki Tarah Guzro Meray Dil Ki Gali Se
PHolon Ki Tarah Muj Pe Bikhar Jao Kisi Din
Guzrain Jo Mere Ghar Se Tu Ruk Jaen Sitare
Is Tarah Meri Raat Ko Chamkao Kis Din
Main Apni Har Ik Sans Usi Raat Ko De Doon
Sar Rakh Ke Mere Senay Pe So Jao Kisi Din