• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Is jamane se bahut alag hai wo dost Woh khuskismat hai jiske pass hai wo dost Hamare liye wo waqt hi haseen hai Jab hume yaad karke dil se muskurata hai wo dost…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bechain baharon mein kya-kya hai jan ke khushbu aati hai jo phul mahakata hai usase tufan ke khushbu aati hai kal rat dikha ke khvab-e-tarab so sej ko suna chod gaya har silavat se phir aj usi mehaman ke khushbu aati hai talkin-e-ibadat ke hai mujhe yun teri muqaddas aankhon ne mandir ke darichon se jaise loban ke khushbu aati hai kuch aur bhi sansen lene par majabur-sa main ho jata hun jab itane bade jangal mein kisi insan ke khushbu aati hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil hai hamara,Dil me nam hai tumara. Har yad me hai chehra tumara, Sath nahi hai to kya hua, Zindagi bhar dosti nibhane ka vada hai hamara...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • कुछ उलझे सवालो से डरता हे दिल जाने क्यों तन्हाई में बिखरता हे दिल किसी को पाने कि अब कोई चाहत न रही बस कुछ अपनों को खोने से डरता हे ये दिल
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tanhayi ne tanhayi se kuch kaha Aur hume tumhare kareeb laya Har rah par tumhara haat thamaya Na jaane zindagi me ye kaise mod aaya Humne apne aap ko akela paaya Shayad usi zakhm ne hume jeena sikaya Aur har raha par apna haat thamaya …
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyaar Har Waqt Pyaara Nahi Hota Jise Chaho Wo Hamara Nahi Hota Kahne Ko To Saari Kaynaat Apni Hai Magar Socho To Haqikat Mai Ek Sahara Nahi Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khuda ki mahobbat fanah kaun karega, Sabhi neak ban gaye to gunah Kaun karega, Aye khuda bewafa sanam ko bachaye rakhna, Warna hamari maut ki dua kaun karega!!!ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Arzoo Teri Nigaahon Me Doob Jaane Ka Hai.. Maqsad Teri Baahon Me Samaane Ka Hai.. Bas Ab Dunia Ko Bhula Dena Chaahti Hu.. Dil Ki Bataau To Iraada Teri Mohabbat Me Mar Jaane Ka Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tere Naam Ko Honto Pe Sajaya He Mene. Tere Ruh Ko Apne Dil Me Basaya He Mene. Dunya Tumhen Dhondte Dhondte Ho Jaye Gi Pagal. Dil Ke Aise Kone Me Chupaya He Mene.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • meri zindagi kisi aur ki, mere naam ka koi aur hai mera aks hai sar-e-aina, pase aaina koi aur hai meri dhadakanon mein hai chap si, ye judai bhi hai milap si mujhe kya pata, mere dil bata, mere sath kya koi aur hai na gae dinon ko khabar meri, na sharik-e-hal nazar teri tere des men, mere bhes men, koi aur tha koi aur hai wo meri taraf nigaran rahe, mera dhyan jane kahan rahe meri aankh mein kai suraten, mujhe chahata koi aur hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Udasiyo Pe Mai Un Sabka Hisab Kar Duga Hansa Dho Kr Cehra Gulab Kr Duga Agar Kahi Mil Gye Tum Mujhko To Itna Padunga Ki Cehra Kitab Kr Duga. kk
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jise Maine Mohabbat Ki Wo Mohabbat Thi Kisi Aur Ki, Dhadkan Mere Dil Ki Aur Sansein Kisi Aur Ki Badal Gayi Ye Dunia Wo Dunia Hi Kuch Aur Thi Wo Bas Ek Sapna Tha Mera Haqiqat Tha Kisi Aur Ki.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sabhi Ko Sabhi Kuch Nahi Milta.. Nadi Ki Har Lehar Ko Sahil Nahi Milta, Yeh Dilwalo Ki Duniya Hai Ajeeb, Kisi Se Dil Nahi Milta To Koi Dilse Nahi Milta..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri Yaad Se Rishta Kal Bhi Tha Teri Yaad Se Rishta Aaj Bhi Hai Dil Apna Dukhta Kal Bhi Tha Dil Ye Udaas Aaj Bhi Hai, Jo Pyar Hum Tum Karte They Woh Pyar To Zinda Aaj Bhi Hai, Hum Bichad Gaye Is Doori Mein Tum Door Ho Majboori Mein, Kabhi Waqt Mile To Chali Ana Khula Dil Ka Darwaza Aaj Bhi Hai, Na Sataao, Na Tadpaao Na Mehfil Mein Yu Tanha Chodo Teri Yaad Me Jaage Kal Bhi They Teri Yaad Me Jaage Aaj Bhi Hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Majburiyo Ko Hum Ankho Me Chupa Lete Hai, Hum Kaha Rote Hai Halaat Rula Dete Hai, Hum To Har Pal Yad Krte Hai apko, Par ap Yad Na Karne Ka ilzam Laga Dete Hai… Hushain2
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Se Msg Karnewale Dildar Hote He Shan Se Msg Karnewale Shandar Hote He Jaan Se Msg Karnewale Jaandar Hote Hote He Kaam Se Msg Karnewale Kaamchor Hote He.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum bin zindagi suni si lagti hai, Har pal adhuri si lagti hai… Ab to in saanson ko apni saanson se jodde, Warna zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • वो मंज़िल ही बदनसीब थी, जो हमें ना पा सकी; वर्ना जीत की क्या औकात; जो हमें ठुकरा दे"
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mai Adat Hu Uski Wo Jarurat Hai Meri.. Mai Farmish Hu Uski Wo Ibaadat Hai Meri.. Itni Asaani Se Kaise Nikaal Du Use Dilse.. Mai Khwaab Hu Uska Wo Haqiqat Hai Meri..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS