• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Koi Tum Say Poochay Kon Hoon Main Tum Keh Dena ?Koi Khaas Nahi? Ek Dost Hay Kaccha Paka Sa Ek Jhoot Hay Aadha Sacha Sa Jazbaat Ko Dhaanpay Ek Parda Bus Ek Bahana Accha Sa Jeevan Ka Aisa Sathi Hay Jo Door Nah Ho K Pass Nahi Koi Tum Say Poochay Kon Hoon Main Tum Keh Dena Koi Khaas Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Katil Ada Ne DiL Ko Betaab Kar Diya Pyar Humne Tujhe Behisaab Kar Diya Vaado Me Tere Kuch Khas Asar Na Tha YuHi Humne Khudko Barbad Kar Diya
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Us Ki Chahat Ne Rulay Baohat Hai, Us Ki Yaadon Ne Tadpay Baohat Hai, Hum Un Se Bohat Pyar Karte Hain, Iss Mazboori Ko Us Ne Aazmaya Bohat Hai.. ~ajnabi ~
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • मेरी पीढ़ी हो तुम मेरे चाहने वालों , मेरी शायरी संग ख्वाब अपनी पलकों पर बुनते हो ,, बहोत से लोग हैं मुँह से पढ़ने वाले कानों से सुनने वाले , फर्क बस इतना है मैं दिल से पढ़ता हूँ तुम दिल से सुनते हो ,,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • तुम मुझे मौका तो दो ऐतबार बनाने का; थक जाओगे मेरी वफाओं के साथ चलते चलते!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Gham Mein Hasne Walon Ko Rulaya Nahi Jata Lehron Se Pani Ko Hataya Nahi Jata Honay Wale Ho Jate Hain Khud He Apne Kisi Ko Keh Kar Apna Banaya Nahi Jata…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jaam pe jaam peene se kya fayeda, Raat guzri to utar jayegi, Kisi ki aankhon se peeyo khuda ki kasam, Umr saari nashe mein guzar jayegi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar ka to dushman zamana hai, har ashiq k pyar ka apna hi fasana hai, Sabko pata hai Aansu hi miltehai pyar me, fir Bina jane kyu har koi pyarme Deewana hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • wo ro ro kar apne dard ko batae rahe... hamari tanhaiyon se aankhe churate rahe... phir b hame bewafai ka ilzaam mila yaro.... kiyon ki har dard ko ham hans hans ke chhipate rahe..?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bejaan surat kabhi anjaam ban jaati hai , khubsurat dilon ki dhadkan ban jati hai, . log dete hai dil pyar me , . hum to kabhi kabhi jaan bhi de jaate hai pyar me!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tanhaaiyon Ke Shehar Me Ek Ghar Bana Liya.. Ruswaaiyo Ko Apna Muqaddar Bana Liya.. Dekha Hai Yaha Patthar Ko Poojte Hain Log.. Isliye Humne Apne Dil Ko Bhi Patthar Bana Liya..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Anjaan raho pe ham chalne lage hain . Bina soche aap se pyar karne lage hain . Kab tak yun ham se dur jaogi ham aap ki surat se nahi aap ki dol ko chahane lage hain . . .
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chandni yaad karti hai Chandko, Suraj yaad karta hai Roshni ko, Chandni yaad karti hai Chandko, Suraj yaad karta hai Roshni ko, Humare paas Na Chand hai Na Suraj hai, Isliye Hum yaad karte hai Aapko...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye Dosti Chiraag Hai Ise Jalaye Rakhana Ye Dosti Gul Hai Ise Khilaye Rakhna Hum Rahe Na Rahe Iss Jahan May Bas Humari Yaad Dilme Basaye Rakhna…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Reh Na Paoge Bhula Kar Dekh Lo, Yakeen Na Aaye To Aazma Ke Dekh Lo, Har Jagha Mehsoos Hoge Mere Kami.. Apni Mehfil Ko Kitna Bhi Saja Ke Dekh Lo!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi ki dard ko sambhal pana aasan nahi, Haste hue pal ko sambhal pana aasan nahi, Zindgi me har koi dil me nahi bas pata, Aur uss ek base hue ko nikal pana aasan nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • nki Galiyoon Se Jab Guzreto Manzar Ajeeb Tha, Dard Tha Magar Wo Dil Ke Kareeb Tha, Jise Hum Dhoondhte The Apni Hathoon Ki Lakeeroonmein¡­ Wo Kisi Doosre Ki Kismat, Kisi Aur Ka Naseeb Tha..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum Tadpte Hai Apki Yaad Me, Dil Rota Hai Apki Fariyad Me, Aye Khuda Dikha De Ek Baar Surat Unki, Kahi Mar Na Jaye Unke Intezar Me.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jis ko na thi hamari pyar ki kadr, sahil usi ko chah rahe the hum. usi diye ne jalaya hamare haath ko. jisse hawa se bacha rahe the hummm
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS