हल्की सी आहट पे भी ये दिल धड़क जाता है
तेरी खामोशी का शोर मुझ तक चला आता है
तु कुछ ना कह मुझ से मे सुनती हूँ तेरी हर सदा
मेरे शहर का हर परिंदा अब तेरी खबर लाता है
Aapki hasi bahut pyaari lagti hai,
aapki har khushi hamein hamari lagti hai,
kabhi door na karna khud sehumein,
aapki dosti humein jaan se bhi pyaari lagti hai…
Khud Ko Is Dilme Basane Ki
Izazat Dedo, Mujhe Tum Apna
Banane Ki Izazat Dedo.. Tum
Meri Zndgi Ka Wo Haseen
Lamha Ho, Phoolo Se Khud Ko
Sajane Ki Izazat Dedo..!
Wo Mjhe Bhool KE Bhi Khush Hai..
Main Use Yaad Kar Ke Bhi Rota Hun...
Uss K Dil Mein Thori si Jagah Mangi Thi....
Us Nae Tanhaiyon Ka sara Shehar Mere Naam Kar Diya...
Gulab mohabbat ka pagam nahi hota,
chand chandni ka pyar sare aam nahi hota,
pyar to hota hai man ki nirmal bhabnao se,
varna yu hi radhey-krishna ka naam nahi hota.
Aankho me aansu hatho me hath he,
khula he mousam aur ho rahi barsath he,
dil me dard he bebasi ki raat he,
be matlab ki he duniya char din ki
jindagi bus do din ka sath he...
Aaj phir kisi ne pucha k tera hasta hua chehra udas q hai?
Barasti aankhon mein piyas q hai?
Jiski nazron mein tu kuch b nahin!
Wo tere liye itna khas q hai?
Koi Dukh Na Ho Koi Ghum Na Ho
Koi Aankh Kabhi Num Na Ho
Koi Dil Kisi Ka Tore Na
Koi Sath Kisi Ka Chore Na
Bas Piyar Ki Nadiyan Behti Ho
Kaash K Duniya Aisi Ho
Sitaro Ko Gin Pana Mushkil
Hai, Kishmat Ka Likha Mitana
Mushkil Hai, Bhale Hi Tumko
Hamari Jarurat Na Ho, Par
Tumhari Ahmiyat Lafzo
Me Bata Pana Mushkil Hai.
Log Poochtey Hen Kyon Surkh Hen Tumhari Aankhen
Hans K Keh Deti Hoon "Raat So Na Saki.."
Lakh Chahon Bhi Magar Yeh Keh Na Sakoon
"Raat Ronay Ki Hasrat Thi Magar Ro Na Saki"