• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Dil Mein Chhupi Baat Bayaan Kaise Karu, Hotho Se Tuje Saza Kaise Karu, Hum Jaante Hai Bewafa Tum Bhi Nahi, Par Ye Baat Jamaane Ko Bayaan Kaise Karu…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ka Dard Subah Shaam Hume Khaata Hai.. Unse Dil Lagaane Ka Pal Yaad Aata Hai.. Wo To Hume Bhool Kar Kahi Aur Khoo Gaye.. Dil Hamara Hai Ki Unhe Bhool Nahi Paata Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj Phir Kisi Nay Pocha Ke Tera Hasta Hua Chehra Udaas Kyun Hain? Barasti Aankhon Main Pyas Kyun Hain? Jis Ki Nazaron Main Tu Kuch Bhi Nahi Woh Tere Liye Itna Khaas Kyun Hain..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jaha Yaad Na Aaye Wo Tanhai Kis Kaam Ki.. Bigdre Rishte Na Bane To Wo Khudai Kis Kaam Ki.. Beshak Apni Manzil Tak Pauchna Hai.. Par Jaha Se Apne Na Dikhe Wo Uchai Kis Kaam Ki..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Todna toote huwe dil kaa bura hota hai Jiska koi nahin, uska to khuda hota hai * Maang kar tumse khushi loon, mujhe manzoor nahin Kis kaa maangi huee daulat se bhala hota hai * Log naahaq kisi majboor ko kehte hain bura Aadmi achchhe hain, par waqt bura hota hai * Kyun “sweetr” apni tabaahi ka ye kaisa shikwa Jitna taqdeer mein likha hai adaa hota hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tere naam ko honto pe sajaya he mene. tere ruh ko apne dil me basaya he mene. dunya tumhen dhondte dhondte ho jaye gi pagal. dil ke aise kone me chupaya he mene..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • वो अक्सर मुझसे कहते थे की रिश्ते फुल जैसे होते हैं ।।। कदम रुक से गए मेरे, बाज़ार में जब फूलो को बिकते देखा ।।।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mitti Ki Anokhi Murat Ho Tum,
    Zindagi Ki Ek Zarurat Ho Tum,
    Phool To Khubsurat Hote Hai,
    phoolo Se Bhi Khubsurat Ho Tum.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kareeb koi gam aapke aaye na, Waqt aapko kabhi rulaye na, Bhara rahe khushiyon se daaman aapka, Khuda ye meri aarzoo kabhi thukraye na....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri Tishnagi Mein Choor Hain Hum, Aaj Tak Nahin Kaha Aapse To Ye Mat Samajhna Maghroor Hain Hum, Ho Na Jao Aap Door Humse Bas Isi Baat Ko Lekar Majboor Hain Hum…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chahane se har bat nahi hoti, thode se andhere se rat nahi hoti, jinhe ham jaan se jyada chahate hai unase harroj mulakat nahi hoti........from Kishor Upase B
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yun durr rehkar duriyon ko badhaya nahi karte, Apne deewano ko sataya nahi karte, Har waqt bas jise tumhara khayal ho, Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte. Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum woh ishq hain jo dil bankar dhadakte hain, Hum woh khushbu hain jo bahon mein mahakte hain, Hamse pyar na karna e-zalim Hum woh dard hain jo aankhon se chhalakte hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Iska Gham Nahi Ki Tu Meri Na Ho Saki, Meri Mohabbat Me Mera Sahara Na Ban Saki, Gham To Iska Bhi Nahi Ki Sukoon Dil Ka Lut Gaya, Gham To Iska Hai Ki Mohabbat Se Bharosa Hi Uth Gaya....iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tumhe Dilme Basaaye Rakhti Hu Aur Dunia Ko Bhulaaye Rakhti Hu.. Koi Dekh Na Le Tumhe Meri Ankho Me.. Isliye Nazre Jhukaaye Rakhti Hu..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Badi Mushkil Se Banaya Tha Apne Apko Uske Kabil Usne Ye Kahe Kar Hume Chor Diya K Tujhse Mahobbat To Hai Par Tujhe Paane Ki Chahat Nai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aashqi se jindgi banti hai, Ik pyara sa aashiyan banta hai, Do jism ik jaan bante hai, Ik dil aur sapno ka aasman chunte hai, happy life
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS