• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Uska Hass Kar Nazar Jhuka Lena.. Sari Shartein Kabool Hon Jaise. Kitni Dilkash Hai Uski Khamoshi.. Sari Batein Fezool Hon Jaise..............
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tere Seene Se Lag Kar, Teri Aarzoo Ban Jaon, Teri Saanson Se Mil Kar, Teri Khushbu Ban Jaun, Faasle Na Rahe Koi Hum Dono Ke Darmiyaan, Main, Main Na Rahoon, Bas Tu Hi Tu Ban Jaun, Suni Raaton Ki Tanhaiyaan Jab Satayegi Tujhe, Teri Un Khamoshiyon Ki Main Guftgu Ban Jaun, Jaise Dilbar Ki Ho Tujh Ko Tamanna Jaana, Khuda Kare, Main Waisi Hu-ba-hu Ban Jaun, Gustakhi Dil Ki Mere Bas Itni Si Hai Khawaish, Teri Dhadkano Ki Main Hi Justuju Ban Jaun..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yeh Kis Ke Ansoo Gire Kafan Pe Mere Yeh Kon Roya Mujh Ajnabi Ke Liye Meri Maut Ke Baad Hi Us Ko Ehsas Ho Ga Mein Kitna Acha Dost Tha Us Ki Dosti Ke Liye. `
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye Mat Sochna Bhool Jayenge Tumhe.. Tumse Door Rehkar Bhi Chaahenge Tumhe.. Chaahat Meri Tumko Agar Raas Na Aayi.. To Ajnaabi Bankar Hi Yaad Aayenge Tumhe..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • INTJAR ME AANKHE NAM NA HUI dil se dhadkan anjan na hui aaj phir intjar me ruk gayi sanse hamari PHIR BHI JINDGI SE AAJ MULAKAT NA HUI.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • मुझसे नफरत तभी करना जब आप मेरे बारे में सब कुछ जानते हो... तब नही जब सुना हो।।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab Chla Chor K Batlane Ki Zehmat Bhi Na Ki, Khob Tha Dosti Ek Arsa Nibhanay Wala, Dushmani K Bhi Tu Aadaab Hain Aey Dost Bata, Koi Itna Bhi Na Tha Tujh Ko Batanay Walaaa
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tujh ko dariyadili ke qasam saqiya mushtaqil daur par daur chalata rahe raunaq-e-maikada yun hi badati rahe ik girata rahe ik sambhalata rahe sirf shabanam hi shan-e-gulistan nahi shola-o-gul ka bhi daur chalata rahe ashk bhi chashm-e-purnam se behte rahen aur dil se dhuan bhi nikalata rahe tere kabaze mein hai ye mizami jahan tu jo chahe to sahara bane gulistan har nazar par teri phul khilate rahe har ishare pe mausam badalata rahe tere chehare pe ye zulf bikhari hui neend ke god mein subah nikhari hui aur is par sitam ye adayen teri dil hai aakhir kahan tak sambhalata rahe is mein khun-e-tamanna ke tasir hai ye vafa-e-muhabbat ke tasvir hai aisi tasvir badle ye mumkin nahi rang chahe zamana badalata rahe
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • DIL SE NIKLI DUA HAI HAMARI, ZINDAGI ME MILE APPKO KHUSHIYA SARI, GAM NA DE KHUDA AAPKO KABHI, CHAHE TO EK KHUSHI KAM KAR DE HAMARI.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na chand ki chandini mangi na tumse pyar na aapno se tumhe manga na kisi aur se war phir v ye Dil he k manta nehi bas mangne wala hun tumse Dosti to nibhao gi na mere yar????
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Diwane hai hum Diwana tumhe bhi bana denge dil me tumare pyaar ki shama jala denge Raho chahe jitne bhi patthar dil bankar yaado se apni tumhe bhi rula dege.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Anjam-wafa-kya hai socha nahi karte. momin kabhi halat se sauda nahi karte. ye hausla sikhaya hai din-e-islam ne. sar sajde me ho to talwar ki parwah nahi karte
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat ka matlab intzaar nahi hota, Har kisi ko dekhna pyar nahi hota, Yu to milta hairoz mohabbat-e-paigam, Pyarhai zindgi jo har baar nahi hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • itni bdi duniya me kisi ka sahara nhi. apno ki bhed me koai hamara nhi. kadam ladkhadaye to unka hat tham liya. wo bhi has kar bole ki ye haQ hamara nhi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere Dost Tum Bhi Likha Karo Shayari; Tumhara Bhi Meri Tarah Naam Ho Jayega; Jab Tum Par Bhi Padenge Ande Aur Tamatar; To Shaam Ki Sabji Ka Intajaam Ho Jayega! Hushain2
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat ki tabiyat mein agarcha gham nahin hota Magar hadsha judai ka ghamon se kam nahin hota Koi jugnu koi tara kahin se dhond kar lao Gharon ko phoonk dene se andhera kam nahin hota Mohabbat karne waley tou hamesha sath rehta hain Mohabbat mein judai ka koi mausam nahin hota Mujhe chor kar khud bhi sari umar tum tarpey ho Koi aesi saza dete tumhe tou gham nahin hota Zameen walo se yeh keh kar dhal geya sooraj Ujala baant dene se ujala kam nahin hota
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na de khusi ham gum she lenge, Tu jis haal mai rakh ham reh lenge, Naa tujhse karenge koi sikwa gila, Aaina dekh kar ham khudko hi sab keh lenge,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • hum tume milte the badi fursat ke sath tum hume milte the badi ulfat ke sath tume fursat bhi jab mili jab hum janaje pe the kafan ke saath
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS