• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Ay Khuda Kash To Banata Mere Liye Wo Shakhs Jo Mjh Se Ziyada Fakat Mjh Se Pyar Karta… Main Khud Se Ziyada Us py Aytbaar Karta… Wo Ishq Ki Inthaa Karta… Main Pyar Beintha karta… Aata Jo Mera Waqat Akhri __zahid__ To Dil Teri Bahon Main Dharakta, Phir Sochta Hun wo Tanha Kiya karta? Sans Rukti Jo Meri, Zinda Wo Bhi Na Hota… Ayse Mehbob Ko BeDard Duniya Main Tanha Kesy Chor Deta
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar kisi se jitna kiya ruswai hi mili, Wafa chahe jitni bhi ki bewafai hi mili... Jitna bhi kisi ko apna bana kar dekha Jab aankh khuli to tanhai hi mili..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • मैं खुद पहल करूँ या उधर से हो इब्तिदा; बरसों गुज़र गए हैं यही सोचते हुए
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pass aakar sabhi door chale jate hain, Akele the hum akele reh hi jate hain Is dil ka dard dikhayein kise Marham lagane wale hi zakm de jate hain… COKO
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Glass mein sarab, sarab me uski tasveer najar aati hai. Nahi peeta to nasha chala jata hai, peeta hu to uski tasveer chali jati hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Badal te waqt ko aasko se nhi dhote, aache khab ko boora nhi khate,Dil ki dard agar zuban banjay to koi sakhs is duniya mein shaan se nhi rahte..! Z.H
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Baat Din Ki Nahi, Ab Raat Se Dar Lagta Hai Ghar Hai Kacha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai ♥ ♥ ♥ Tere Tohfay Ne To Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye Zindagi Ab Teri Saughaat Se Dar Lagta Hai ♥ ♥ ♥ Pyaar Ko Chor Ker Tum Aur Koi Baat Karo Ab Mujhay Pyaar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai ♥ ♥ ♥ Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein Iss Liye Unn Ki Mulaqaat Se Dar Lagta Hai_♥ ♥ ♥
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • आपकी याद मेरी जान है, शायद इस हकीकत से आप अंजान है, मुझे खुद नही पता की मेरा वजूद क्या है, शायद आपका प्यार ही मेरी पहचान है…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat Ka Ehsaas Bahut Kuch Badal Deta Hai Zindagi Ka Matlab Humko Sikha Deta Hai Kaise Koi Ajnabi Itna Khaas Ban Jata Hai Har Lamha Bas Uska Chehra Yaad Aata Hai Agar Kiya Ho Wada Mehboob Se Milne Ka To Suraj Ki Tapish Mehsoos Nahin Hoti Yeh Aankh Bhi Aksar Uske Khyalon Mein Soti Hai Kaise Apna Har Gam Uski Khushi Mein Gum Jata Hai Yahi To Wo Ehsaas Hai Jo Jannat Ki Sair Karata Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tujh Sa Chand Pal Jo Bichron To Ghabara Jata Hy Dil Masoom Si Ankhon K Liye Azaab Ban Jata Hy Dil Ay Mary Chand Kabi Nikal Ao Hijar Ki Raaton Main Teri Khatir To Her Sham Sa Pahly Doob Jata Hy Dil Tary Sath Kasa Rishta Hy Mujhy Khud B Maloom Nahi Bus Tara Naam Koi Or Ly Itni Si Bat Par Toot Jata Hy Dil Main Na Suna Tha K Ishq Ik Samundar Hy Lakin Insan Tarp Tarp K Marta Hy Or Payasa Rah Jata Hy Dil
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Use Bhul Kar Jiya To Kya Jiya, Dam Hai To Use Pakar Dikha, Likh Patthro Par Apne Prem Ki Kahani, Aur Sagar Ko Bol- Dam Hai To Ise Mita Kar Dikha.!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Lag Ja Gale Ye Raat Fir Na Aayegi.. Kismat Bhi Humko Shayed Fir Na Milayegi.. Baaki Hai Bas Chand Saanse Is Seene Me.. Rooh Bhi Na Jaane Kaise Tere Bin Reh Payegi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Shayari By Heart - Dost wo hote hai jo lahro ki tarah door ja ke bhi wapas chale aate hai Tej dhoop me bhi phoolo ki tahrah muskurate Hai Chodte nahi sath unka jo lakho ki bheed se chunkar laate hai unhe .......
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hasi Meri Thi Par Chehra Uska Tha. Mere is Dil pe Sirf Naam uskaTha. Jiske Liye Maine Ki Apno Se Bagawat. Mere Hi Khilaf Har Ilzam UskaTha..........
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • इश्क ओर दोस्ती मेरे दो जहान है.... इश्क मेरी रुह तो दोस्ती मेरा ईमान है... इश्क पर तो फिदा कर दुं अपनी पुरी जिंदगी.... पर दोस्ती पर मेरा इश्क भी कुर्बान है..इश्क ओर दोस्ती मेरे दो जहान है....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Uljhi Hoi Zaat Ko Apnany Ki Zid Na Karo Jo Na Ho Apna Usay Apnany K Zid Na Karo Is Samundr Ma Tofan Boht Aty Hain dosto Is K Sahil Pay Gher Bnany Ki Zid Na Karo
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • mujh ko mile koi is tarha k phir mujh se juda na ho wo samjhe mere mizaaj ko aur kabhi bhi mujh se khafa na ho wo apne ehsaas se baantle tanhaiyan mere wajood ki mujh ko itna pyaar de jo pehle kisi ne dia na ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil mein kitna hai dard bta nhi skte... jakham gehre hain magar dikha nhi skte... hum kyn kahein unhein bewafa... apni kismat mein zbrdsti ton unhein likha nhi skte....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tanhaiyon Me Muskurana Ishq Hai, Ek Baat Ko Sab Se Chupana Ishq Hai, Yun To Neend Nahi Aati Hamein Raat Bhar, Magar Sote Sote Jagna Aur Jagte Jagte Sona Ishq Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS