na jaane kaise uhs ne khola tala dil ka
ab bun baitha hai wo rakhwala dil ka
jo koi be uhs ka pata poochta hai
wo har kisi ko daita hai hawala dil ka
yahan dil jalane walay baut milte hein
mushkil se milta hai chaane wala dil ka
sachi mohabat milti nahein zamane mein
har koi moilta hai lagane wala dil ka
mein apne dil ko sda khush rakhta hoon
teergi ko door kar daita hai ujala dil ka
Ajeeb Tarah Se Socha Tha Zndgi Ke Liye..
Jeena Marna Tha Sirf Usi Ke Liye..
Wo Mujhe Tanhaa Chhod Gaya To Yakeen Aaya..
Ki
Koi Bhi Nahi Marta Kisi Ke Liye..!
उम्मीद की किरणों से सज कर कुछ पल जगमगाएंगे
हर दर्द हम सब अपना आपस में मिलकर भूल जायेंगे
कुछ सुकून की तलाश सबको है आज दुनिया में
हम सब अपनी post से सबको कुछ महकते पल दे जायेंगे
Itna khubsurat kaise muskura lete ho,
Itna qatil kaise sharma lete ho,
Kitni aasani se jaan le lete ho,
Kisi ne sikhaya hai…ya bachpan se hi kaminiii ho?
मेरी हर खुशी हर बात तेरी है,:kissing_heart: साँसों मे छुपी ये हयात तेरी हे,:heart_eyes: दो पल भी नही रह सकते तेरे बिन,:heartbeat: धड़कनो की धड़कती हर आवाज़ तेरी है..:sparkling_heart::kissing_heart:
Tere Bina hum jeena bhool jaate hain…
Zakhmon ko seena bhool jate hain..
Tu zindagi main sabse azeez hai humain..
Tujhse har bar yeh kehna bhool jaate hain.
Khule Aam Tu Bhi Kehde Sanam,
Pyaar Kar Te Tujh Se Ham Bhi Sanam,
Qun Chipate Ho Dil Ki Baton Ko,
Qun Bataate Nhi Pyaar Jab Ham Hai,
Sath Ab Umr Bhar Ka Apna Hai,
Ab To Bahon Me Teri Sapnaa Hai,
Teri Sanson Mei Teri Yado Me,
Teri Chahat Me Ab To Rangna Haiiiii
Khushbooan Se Hawaon Se B Milty Nahi Kuckh
Log
Mosam Ki Adaaon Se B Milty Nahi Kuckh Log
Mil Jain To Jeven Ko Saja Daity Hain
Agr Bichraian To Duaaon Se B Milty Nahi Kuckh
Loggggg
Ehsaas Bohat Hoga Jab Chhod Ke Jayenge..,,
Royenge Hum Magar Ansso Nahi Aayenge,,,
Jab Koi Sath Na De Humein Yaad Karna..,,
Jahaan Bhi Nhum Honge, Laut Ke Aayenge.
Na jane kyun apno ne muh mod liya
na jane kisine kisi tarah pir hamse rishta tod liya,
kya itna dil dukha diya maine aapka?
Jo dheere dheere hame sms karna chod diya...
Rishton k bandhan ko vishwas nahi kahte,
Har aansoo ko jajbat nahi kahte.
Kismat se milte hai dost jindagi me,
Isliye dosti ko kabhi ittefak nahi kahte.
Susil
I Promised You Once,
I Promise You Twice,
This Love Will Never
End That I Feel So Deep Inside,
I Loved You Yesterday And Even
More Today And I Never Want This
Feeling To Go Away, Sweetheart
You Are My Everything.
I Love You.
Udas Ankhon Mein Sabar Dekha Hai
Pehli Bar Use Itna Khush Aur Beqarar Dekha Hai
Jise Khabar Na Hoti Thi Mere Aane Jane Ki
Uski Ankhon Mein Ab Intezar Dekha Hai