• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Mohabbat To Bas Naam Se Badnam He...... . . Warna . . . . . . . . . Takleef To SAbse Zada Padai (Study) Hi Deti He. :D :D
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • हम तो मम्मी के इतने लायक बच्चे हैं कि, जब तक मम्मी सुबह उठने के लिए न बोलें, तब तक मजाल है जो आंख भी खोल दें ।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mulaqaat bhi kabhi aansu de jaati hai, nazre bhi kabhi dhoka de jaati hai, guzre hue lamho ko yaad karke dekhiye, tanahi bhi kabhi sakoon de jaati hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek pal mein jo aakar gujar jaaye, Yeh hawa ka woh jhoka hai ..aur kuch nahi Pyar kahti hai duniya jise, Ek rangeen dhokha hai .. Aurkuch nahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Unki duaon se hume wo sahara mila, Jo milta nahi kisi ko wo kinara mila, kin lafjon me hum bayan kare unki ahmiyat, Jaane kitno ki bheed me koi itna pyara mila!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ताश के पत्तों से ताज महल नहीं बनता; नदी को रोकने से समुंदर नहीं बनता; लड़ते रहो ज़िन्दगी से हरपल क्योंकि एक जीत से कोई सिकंदर नहीं बनता..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar ke ujale me gum ka andhera kyu hai, Jisko hum chahe wahi rulata kyu hai, Mere rubba agar wo mera nasib nahi to, Aise logo se hume milata kyu hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • उसे भूल कर जिया तो क्या जिया , दम है तो उसे पाकर दिखा , लिख पथरों पर अपनी प्रेम कहानी , और सागर को बोल , दम है तो इसे मिटाकर दिखा.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • सारी उम्र आंखो मे एक सपना याद रहा; सदियाँ बीत गयी पर वो लम्हा याद रहा; ना जाने क्या बात थी उनमे और हममे; सारी महफ़िल भुल गये बस वह चेहरा याद रहा....!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • सिलसिला ये चाहत का दोनो तरफ से था, वो मेरी जान चाहती थी और मैं जान से ज्यादा उसे।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil tootne per bhi jab koi shikwa na rahe, Chahe saath nibhane ko koi mitwa na rahe, Zamane bhar ke Gham jab hus ke sehte hai, Chahat ke isi ehsaas ko to Pyaar kehte hai?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aise Likhne Ka Bhi Kya Fayda Jo Jhuta Lage, Aise Rang Ka Bhi Kya Fayda Jo Fika Lage, Shayri Woh Hai Jo Dil Se Nikle, Aur Jise Sunke, Her Dil Mein Thoda Sa To Dard Jage..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chun Lo Kaliyan Aur Ghul Ghulshan Ke Saare Bas Kaante Rahane Do Mere Aangan Ke Liye. Sab Chaand Sitaare Ho Jaayen Tumhare Daag Hi Qaafi Hain Mere Daaman Ke Liye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Arz Hai.. Kapde Silvane Ho To Dhund Lo Darji.. Wah Wah.. Ershad-Ershad.. Ki Kapde Silvane Ho To Dhund Lo Darji.. aur Nangu pungu Ghumna Ho To, Aapki Marji!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Maine Sapno Ko Door Hote Dekha Hai Jo Mila Nahi Use Khote Dekha Hai Log Kehte Hai Phool Sada Muskurate Hai Maine Akele Me Phoolon Ko Rote Dekha Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tera hi chehra aankhon me basa hai, tera hi naam dil ke falak pe likha hai, yun na chupa pallu se apne chehre ko, "Lohan" to sirf teri jhalak pe mita hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khwaish Thi Meri Apna Rutha Yar Manane Ki, Uske Daman Me Tut Kr Bikhar Jane Ki, Jab Pahunche Uske Angan Me To Dekha, Wo Dua Kr Rhe The, Khuda Se Humse Door Jane Ki.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Main Hur Raaz Daba Ke Rakhte Hein, Honton Pe Muskan Saja Ke Rakhte Hein, Ye Duniya Sirf Khushi Mein Saath Deti Hai Iss Liye Hum Apne Aanso Chupa Kay Rakhtey Hein.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS