Dard-e-Dil Jab Had Se Guzar Jata Hai;
Bankar Syahi Kaagaz Pe Bikhr Jata Hai;
Jab Jab Utha Hai Teri Yaadon Ka Dhwan;
Bankar Nasha Is Dil Mein Utar Jata Hai!
Ab to hasne Ka armaan hi rula deta H,
Jo b milta H dil Ko dukha deta H,
Waise b aisa kya H mujhme jo yaad kre duniya,
Waqt to achhe-achhon Ko bhula deta H.
कभी रो के मुस्कुराए, कभी मुस्कुरा के रोए,
जब भी तेरी याद आई तुझे भुला के रोए,
एक तेरा ही तो नाम था जिसे हज़ार बार लिखा,
जितना लिख के खुश हुए उस से ज़यादा मिटा के रोए.
Hamari Zindagi Hai Mout Se Badtar Tumhare Bina,
Sukhon Ke Sarjamon Mein Chubhe Nastar Tumhare Bina,
Katati Hai Hawa Ki Narmi Nahin Jab Paas Tum,
Khuabuon Ki Mahmahat Jahar Tumhaare Bin,
Jaane Taqdeer Mujhe Gher Kahan Layi Hai,
Ab To Khud Se Bhi Ruswai Hi Ruswai Hai,
Koso’n Door Mujhse Meri Parchhai Hai,
Mere Saath Sirf Meri Tanhai Hai,
Na Jaane Mujhse Kya Khata Hui Sahil,
Meri Zindagi, Meri Hi Na Rhi Sahil…
Tujhe Kya Mila Aye Jamaane Mujhe Dafnakar
Mere Sare Arman Mitti Me Milakar
Mat Kro Itna Julam Ke Ab Maan Bi Jaao
Arey Ghar To Tumhare Bhi Jalenge Ek Din Ghar Mera Jalakar…
Kya-Kya Na Saha Tere Pyar Ke Liye,
Tu Bhul Gayee Mujhe Begaane Yaar Ke Liye,
Bitaaye The Lamhe Saath Milkar Kabhi,
Tarsate Hain Aaj Tere Deedar Ke Liye….
Mohabbat se wo dekhte hain sabhi ko
Bas hum par kabhi ye inayat nahi hoti
Main to sheesha hu tutna meri fitrat hai
Esliye muje pattharo se koi sikayat nahi hoti