Apne tute hue sapno ka khayal aata hai
Har hasrat ke janaje pe malal aata hai
Kisi ne pher lee apni nigahe kuyn mujhse
Mere labo pe aksar ye sawal aata hai
Tute dil ne bhi uske liye dua maangi...
meri saanso ne har pal uski khushi maangi..
jane kya dillagi thi us bewafa se ki,
maine aakhri khwahish main bhi uski wafa maangi..
Mishal Iski Kahan Hai Koi Jamane Mein,
Ki Saaare Khone Ke Gham Paaye Humne Paane Mein,
Woh Shakl Pighli Toh Har Shay Mein Dhal Gayi Jaise,
Ajib Baat Huyi Hai Use Bhulane Mein,
Jo Muntjir Na Mila Woh Toh Hum Hain Sarminda,
Ki Hamne Der Laga Di Paltake Aane Mein,
Sapno ko haqiqat banakar jeene lage the
isliye shayad hum peene lage the
sapno ke wo mahal pal bhar mein Barbaad ho gaye
Jin sapno ko sajaane mein mahinee lage the.
Pyass Woh Dil Ki Bujhane,
Kabhi Aaya Bhi Nahi,
Kaisa Baadal Hai,
Jiska Koi Saaya Bhi Nahi,
Berukhi Is Se Badi,
Aur Bhala Kya Hogi,
Ek Mudat Se Usne,
Hamein Sataya Bhi Nahi…
Bas ek tammna rahi use pane ki,
Koshish bekar rahi use bhulane ki,
Meri laash se lipat kar rone dena use yaro,
Badhi hasarat thi use sine se lagane ki.
Kya pata tha mujhe ki wo is tarah bhula degi,
Apna bana ke, phir paraya bana degi,
Wo aayi zindagi main, ek hasin lamha de gayi,
Mere ruthe hue labon pe hasi de gayi.
Aaja tu wapas zindagi main meri,
Ke maut bhi salli mujhe dhoka de gayiiiii
Hamein Bataya Tha Usne Ek Baar,
Ki Use Bas Ujaale Hi Bhate Hain,
Kahi Darna Jaaye Woh Andhere Mein,
Isiliye Unki Raaho Mein Dil Ko Jalate Hain,
Dil Ki Dhadkan Se Dar Lagta Hai,
Chudi Ki Khanak Ab Dushman Hai Meri,
Jis Chahat Ka Dawa Karti Ho,
Woh Chahat Hi Ab Dushman Hai Meri…
अब कहाँ रस्म...
अब कहाँ रस्म घर लुटाने की;
बरकतें थी शराब ख़ाने की;
कौन है जिससे गुफ़्तुगु कीजे;
जान देने की दिल लगाने की;
बात छेड़ी तो उठ गई महफ़िल;
उनसे जो बात थी बताने की;
साज़ उठाया तो थम गया ग़म-ए-दिल;
रह गई आरज़ू सुनाने की;
चाँद फिर आज भी नहीं निकला;
कितनी हसरत थी उनके आने की।
Uske intezar ke maare hain hum
Bus uski yaadon ke sahaare hain hum
Duniya jeet kar kya karna hai ab
Jise duniya se jeeta tha,
Aaj usi se haare hain hum
Hakikat na puch mere fasane ki,
Tere jate hi badal gayee najar jamaane ki,
Log kahete hai ki khush hu mai,
Lekin meri to aadat hai gum me muskurane kiiii