Dushmano Me Bhi Dost Milaa Karte Hai
Kaanto Me Bhi Phool Khila Karte Hai
Humko Kanta Samajh Kar Chod Na Dena
Kaante Bhi Phoolon Ki Hifazat Kiya Karte Hai
Kitna Aur Dard Dega Bas Itna Bata De,
Aisa Kar Ya RaBB Meri Hasti Mita De?
Yun Ghut Ghut Ke Jeene Se Maut Behtar Hai,
Kabhi Na Khulain Aankhein Tu Aisi Neend Sula De..
Aie Drd MujhE Ab Tera Hi Sahaara hai, Zkhmo k Siwa Ab kon Hmara hai.
Log DrtE hain Maut k AanE sEPr, Mujko To Zindgi nE Hi BahutBerehmi sE Maara hai...
Main Aksar Abb Sab Say Katraane Laga Hoon
Khud Ko Abb Khud Say Chupane Laga Hoon
Koi Mujh Say Agar Mere Dil Ka Haal Puche To
Khabar Usey Kuch Aur Hi Sunaane Laga Hoon
MeriTanhai Ka Abb Yeh Aalam Hai
Apni Dastaan Khud Hi Gungunaney Laga Hoon
Koi Ataa Bhi Nahin Abb Mere Ghar Mein
Phir Main Kyun Issey Sajaney Laga Hoon
Kuch Haasil Nahin Hai Uss Guzrey Waqt Say
Yehi Soch Kar ‘Bahut’ Sab Bhulaney Laga Hoon...iii
Meri Udaasiyon Ka Sabab Aur Kuch Nahi
Woh Mujh Ko Mera Aqs Dikha Kar Chala Gaya
Ab Mujh Ko Ek Khumaar Sa Rehta Hai Har Ghadi
Jane Wo Kya Nazro Se Pila Kar Chala Gaya…
ऐ खूदा,
उस दिल-ए-रूह से बच,
इस दूनिया मे आके ऐसा खेल मेरे मौला तू रच,
मिट जाए सारे झूठ रह जाए बस सच ही सच,
तकदीर तो ऊपर वाले का अनोखा खेल है,
न जाने यहाँ आके किसका किस किस के साथ मेल है,
लगता है अभी मेरे आगे पीछे दायेँ बायेँ कुदरत की बनी अनोखी जेल है,
लेकिन मेरे मौला इसके आगे तेरा ये भेजा वन्दा बिल्कुल फेल है,
बच जाऊ मै,भाग जाऊ मैं क्या तूने इस दूनिया मे बनाई कोई ऐसी रेल है,
या अल्ला…,
थक गया हूँ, डर गया हूँ…,
सच छुपा-छुपा के, ऐसा महसूस होता है के मै अपने अन्दर ही अन्दर घुट-घुट के मर रहा हूँ,
अन्दर ही अन्दर स़ड़ रहा हूँ,पेड़ मे लगे पत्ते जैसा झड़ रहा हूँ,
जलती लौ मे जैसे कड़ रहा हूँ,
ऐ खुदा मेरे जुल्मो को मिटा दे , मुझे सच बस सच की राह मैं बिठा दे |
mujhe apne ki zid na karo
,mut hu me mujhe bolne ki zid na karo,
me duniy me ek rota hue kitb hu mujhe padne ki zid na karo
,duga me apko hames gum mujhe apna banane ki zid na karo
Har nakamiyabi ka matlab haar nahi hota,
Har nah ka matlab innkar nahi hota,
Aree kya hua hum usse pa na sake yaaro,
Sirf pane ka matlab pyar nahi hota………ii
Maut mangte hain to zindgi khafa ho jati hai.
Zehar lete hai to wo b dava ho jati hai.
Tu hi bata aai mere dost kya karun,
jis ko b chahte hai wo bewafa ho jati ha.