• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • jaate jaate wo koi achchi nisani de gaye, umr bhar daura saku aisi kahani de gaye, hum to rah gye pyase, par hmari palko ko wo pani de gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kadam Yuhi Dagmaga Gaye Raaste Me, Warna Sambhlna Hum Bhi Jaanthe The, Thokar Bhi Lagi Tho Us Pathar Se, Jise Hum Apna Mante The.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jawani Ke Din Chamkile Ho Gaye. Husn Ke Tiwar Nokile Ho Gaye.. Faisla Lene Me Thode Dhile Ho Gaye.. Ki Unke Haath Pile Ho Gaye?
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mujhe Dard-E-Ishq Ka Mazaa Maloom Hai, Dard-E-Dil Ki Inteha Maloom Hai, Zindagi Bhar Muskuraane Ki Dua Naa Dena, Mujhe Pal Bhar Muskuraane Ki Sazaa Maloom Hai Bichad Jaana Tu Us Ke Liye Maayane Nahin Rakhta, Jafaon Ka Apni Hisaab Woh Zubaani Nahin Rakhta, Rotaa Nahin Yaa Use Ronaa Nahin Aata, Sungdil Hai Yaa Phir Aankhon Mein Paani Nahin Rakhta…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • kashti behti hain kinare ki taalash mein, Log milte hain pyaar ki aas mein, hum mil nahi sakte aapse magar, Waqt to bitate hain aapki yad mein.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mohabbat ka dard kia hai? Kisi ne poocha to asman ro para, Darakht khokla hokar gir gaya, Samandar ubal utha, Tara toot k gir gaya, Hawayen sisakne lagen, Khushbu mand pargayi, Or main bikhar gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sookhey phool ko todne wala koi nahi Tootay dil ko jodne wala koi nahi kitni MOHABBAT hai unse kaash wo jaan ley Afsos yehi baat usko bataane wala koi nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Wo bhi ro de ga usay haal sunaye kese, Maum ka ghar he chirago ko jalaye kese, Dur hota to usay dhund bhi lete "DOST", Rooh main chup k jo betha he usay paayen kese!!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ek Apni Hi Baat Kya Main Karu, Tune Kitno Ke Jaane Dil Tode Hain, Magar Humse Nahi Hoga Sahan Kabhi, Sagar Ke Din Ab Toh Thode Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Apke dilpe ek din raj krenge Kbhi is bat pr hum naz krenge Apke liye us khuda se sari khushiya mang kr Apko ek aansu k liye b mohtaaj krenge….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Log Kahate Hai. Tum Cigaret Kyu Pite Ho. Kya Ye Pyas Bhujati Hai. Maine Kaha Nahi. Dil Me Kisi Bewafa Ki Tasveer Hai. Kambkat Usko Jalati Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • JaB LaGe ZaKHaM To"QaTiL"Ko"DUAa Di JaYe He Ye"RaSaM To UTHa Di"JaYe HuM Se"PucHHo "ShaYaRi "KaYa HaI? ChaR "LafZo"Me AaH ChuPa "Di JaYe.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yaad Krne Se Kisika Didar Nhi Hota Yuhi Kisiko Yaad Krna Pyar Nhi Hota Yaado Me Kisiki Hm B Tadapte Hai Bas Use Hmare Dard Ka Ehsas Nhi Hota
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Gutno Se Rengate Rengate, Kab Pairon Par Khaad Huaa, Teri Mamta Ki Chhav Mein, Jaane Kab Bada Huaa, Kala Teeka Doodh Malayi, Aaj Bhi Sab Kuchh Vaisa Hai, Main Hi Main Hu Har Jagah, Pyar Yeh Tera Kaisa Hai, Seedha Sadha Bhola Bhala, Main Hi Sabse Achha Hu, Kitna Bhi Ho Jaau Bada, Maa Main Aaj Bhi Tera Bachha Hun…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Guzar Jayege Apke Pas Se Hawa Bankar, Beh Jayege Ankho Se Aansu Bankar, Aaj To Aapke Pas Fursat Nahi, Yad Karoge Jab Reh Jayege Yad Bankar.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khamoshi me teri awaz ki bahot yaad aayi Tanhayi me tere sath ki bhot yad aayi Jb b poche h ansu maine hatho se Tere daman k kinaro ki bahot yad aayi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aye Khuda Dua Meri Yeh Khali Na Jaye, Ke Mere Dostki Palkon Pe Aansu Na Aaye, Aansu Nikle To Khushike Nikle, GaMke Aansu Mujhe Aa Jaye...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS