• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Naam-E-Mohabbat Se Khushbu-E-Wafa Aati Hai Mere Dil Se Teri Dhadkan Ki Sada Aati Hai Jab Bhi Karte Ho Yaad Hume Dil Se Yu Lagta Hai Jaise Jannat Se Hawa Aati Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindgi Mein Kabhi Tujhe Chain Na Aayega Tanhai Ka Andhera Tujhe Har Pal Stayega Dil Bahut Roya Tere Diye Dard Mein Jab Karega Koi Tujhse Bewafai Tab Tujhe Mera Pyar Yaad Aayegaaa
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hum Ne Tanhai Me Zanjeer Se Baaten Ki Hai Apni Soi Huwi Taqdeer Se Baate Ki Hai Tere Didar Ki Kya Tamanna Hogi Zindagi Bhar Teri Tasweer Se Baaten Ki Hai….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khud ko Bekarar Karna Chhod Diya Tujhe Apna Samajna Chhod Diya Ja Patthar DiL Ji Le Apni Zindgi Hamne Ab Tera Intzar Karna Chhod Diya..!! Hushain2
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yahi Talak Tha Saath Hamara Aur Tumhara Sanam, Aaj Fir Ek Baar Akele Pad Gayein Hain Hum, Khud Hi Aakar Let Gaye Hain Hum Apni Kabr Mein, Kyuki Apni Zindagi Se Aaj Dar Gaye Hain Hum…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aap Humko Aise Mat Dekhiye, Kahin Humko Mohabbat Na Ho Jaaye, Aap Toh Muskura Kar Chale Jaaoge, Is Dil Ko Musibat Na Ho Jaaye…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ek umeed ka diya jal rha tha, Jise ashko ki baarish ne bhuja diya, Tanha akele khushi se jee rhe the, Aaj fir unki pyaari si yaad ne rula diya….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Anjane me hum apna dil gawa baithe is pyar me kaisa dhoka kar baithe unse kya gila kare bhool hamari hi hai jo bina dil walon se dil laga baithe !
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Rote Rote Hans Pade Koi, Meri Aahen Is Tarah Royi, Kanto Kanto Chil Gaya Daaman, Nigaho Ne Roshani Khoyi, Jajba Mera Jahan Tak Pahuncha, Vakt Ne Viranagi Boyi, Har Kadam Par Bichati Kaante, Uski Saajis Nafrton Dhoyi, Ghamon Ki Ghathri Huyi Bhari, Dard Mein Hi Jaise Duboyi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ye Na Socho Ke Faqat Naam Liya Karta Hai Ek Deewana Teri Chahat Mein Jiya Karta Hai Wo Jaanta Hai Ke Tu Us Ke Muqaddar Mein Nahi Phir Bhi Har Roz Tujhe Yaad Kiya Karta Hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kabhi Kehta Tha Mujhe Ke Koi Duaa Hoon Mai Aaj Wo Keh Gya Mujhko Ki Bewafa Hoon Mai.. Wo Jee Na Paata Tha Lamha Kabhi Bagair Mere Aaj Kehne Laga Mujhko Ki Ek Sazaa Hoon Mai.. Yahi Dastoor Hai Aur Aisa Hi Hota Aaya Lagi Maashuq Ke Mehndi Aur Aashiq Rota Aaya.. Magar Riwaaz Bhi Ye Ulta Kar Diya Maine Bina Chaahat Kisi Ki Maang Bhar Diya Maine.. Kiya Hai Jo Bhi Ispe Khud Se Hi Khafa Hoon Mai Aaj Wo Keh Gya Mujhko Ki Bewafa Hoon Mai..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • bahut chaha magar unhe bhula na sake khayalo me kisi aur ko la na sake unko dekh ke ansu to ponchh liye par kisi aur ko dekh ke muskura na sake.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Ki Zalan Mitane Ke Liye, Tere Sitam Bhulane Ke Liye, Peete Hain Sharab Teri Yaad Mein Hum, Warna Lakhon Hain Ghar Basaane Ke Liye….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kisi shayar ne "Mout" ko kya khoob kaha: Zindagi me 2 minute koi mere pasna baitha, aaj sab mere pas baithe ja rahe the, . koi tohfa na mila aaj tak mujhe, aaj phul hi phul diye ja rahe the, . taras gaya me kisi k hath se diye vo ek kapde ko, aaj naye naye kapde odhaye ja rahe the, . Do kadam sath na chalne ko tayyar tha koi, aaj kafila banakar ja rahe the, . Aaj pata chala ke 'MAUT'itni hasin hoti h, Kambhakt "HUM"to yuhi jie ja rhe the
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hr Subah Nikal Partaa Hy Jo Khud Ki Talaash Mein. Woh Khoyee Hui See Aik Pahchan Hoon Mein. Naa Ankhon Me Khawaab Heyn Na Dil Mein Tammannaa Koi. Apnee Banayee Hui Raahon Sey Hee Anjaan Hon Mein.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kon Kehta Hai Ki Khamosiya Khamosh Hoti Hai? Kabhi Khamoshiyo Ko Khamoshi-Se Suno Shayad Khamoshiya Wo Keh De Jinki Lafzo Me Talash Hoti He
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard-E-Judaai Sehna Mushkil Lagta Hai, Tumhaare Bin Yu Rehna Mushkil Lagta Hai, Jaante Hain Hum Bhi Ke Har Kisi Ko Mukammal Jahan Nhi Milta, Isiliye Shayad Tumse Kuch Kehna Bhi Mushkil Lagta Hai,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tuta hua phul khusbu de jatahai, Bita hua pal yaadein de jata hai, Har shakhs ka apna andaz hota hai, koi pyar mein zindagi.. To koi zindagi mein pyar de jata hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS