Mana ke kismat pe mera koyi jor nahi….
Par ye such h ke mohabbat meri kumjor nahi,
Us ke dil me, uski yaado me koi aur hai lekin,
Meri har saans mein uske siwaa koi aur nahi..
Mujhe Dard-E-Ishq Ka Mazaa Maloom Hai,
Dard-E-Dil Ki Inteha Maloom Hai,
Zindagi Bhar Muskuraane Ki Dua Naa Dena,
Mujhe Pal Bhar Muskuraane Ki Sazaa Maloom Hai
Bichad Jaana Tu Us Ke Liye Maayane Nahin Rakhta,
Jafaon Ka Apni Hisaab Woh Zubaani Nahin Rakhta,
Rotaa Nahin Yaa Use Ronaa Nahin Aata,
Sungdil Hai Yaa Phir Aankhon Mein Paani Nahin Rakhta…
Hasraton K Aaine Mein Agar Dekho Zindagi Apni,
Tuta Hua Paaoge Tum Yeh Aaina Kabhi,
Umeed K Sahaare Tum Na Jeena Zindagi Saahil,
Raahon Ka Kya Hai Yeh Bhi Badal Jayegi Kabhi,
Humne Maana K Dekhi Nahi Zindagi Kareeb Se,
Par Door Se Hi Teer Maare Usne Mujhe Kabhi…
Zakhm Dil Ke Dikha Sakte Nahi..
Nasoor Ban Gayi Jo Yaaden Dilse
Unhe Bhula Sakte Nahi.. Mit
Rahi Hai Hasti Meri Wafa Ki
Khaatir.. Firbi Laash Gumnaamai
Use Jala Sakte Nahi..!
Har muskan ka matlab pyar nahi hota,
Har takraar ka matlab inkaar nai hota
Zindagi toh bas chalti rehati h har pal
Kya toote dil se phir pyaar nahi hota
Yeh Mat Kehna Ke Teri Yaad Se Rishta Nahi Rakha;
Mein Khud Tanha Raha Dil Ko Magar Tanha Nahi Rakha;
Tumhari Chahton Ke Phool Tu Mehfooz Rakhey Hain;
Tumhari Nafraton Ki Peerh Ko Zinda Nahi Rakha!
Socha tha k apne ruthe huye yar ko manau
Ja ke uske daman mein toot kar bikhar jaau
Jab pahucha uske aashiyane mein toh paya
Wo to dua kar the k main unse door ho jaau
Ansu na hote to ankhe itni khubsurt na hoti,
dard na hota to khushi ki keemat na hoti,
agar mil jata koi chahne se
to dunia mein upparwale ki jarurt na hoti.
दुश्मन भी पेश...
दुश्मन भी पेश आए हैं दिलदार की तरह;
नफरत मिली है उनसे मुझे प्यार की तरह;
कैसे मिलेंगे चाहने वाले बताईये;
दुनिया खड़ी है राह में दीवार की तरह;
वो बेवफ़ाई करके भी शर्मिंदा ना हुए;
सूली पे हम चढ़े हैं गुनहगार की तरह;
तूफ़ान में मुझ को छोड़ कर वो लोग चल दिए;
साहिल पर थे जो साथ में पतवार की तरह;
चेहरे पर हादसों ने लिखीं वो इबारतें;
पढ़ने लगा हर कोई मुझे अख़बार की तरह;
दुश्मन भी हो गए हैं मसीहा सिफ़त जमाल;
मिलते हैं टूट कर वो गले यार की तरह।
Dard Se Hum Ab Khelna Seekh Gaye,
Hum Bawafai Ke Saath Jeena Seekh Gaye,
Kya Batayein Kis Kadar Dil Toota Hai Mera,
Maut Se Pehle, Kafan Aud Ker Sona Seekh Gaye..iii