Zindagi ne jab chod dia tanha
Maut ne pyar se pehlu me bithaya mujhe
Main vo diya hoon jo mohbbat ne jalaya tha kbi
Gam ki aandhiyon ne jor se bujhaya mujhe…
Thukra ke usne mujhko,
kaha ki muskuraao!
Maine has diya,
aakhir sawal uski khushi ka tha.
Maine khoya woh jo mera tha hi nahi,
Usne khoya wo jo sirf usi ka thaaa
Char Dino Ki Thi Zindagi Jaane Kaise Beet Gayi,
Thukara Ke Yahan Sab Humko Bewafa Hi Kahte Rahe,
Magar Na Kisi Se Hamne Aaj Talak Kiya Shikwa,
Hum Bhi Na Jaane Kaise The Chup Chap Sitam Sahte Rahe…
Hum unki khushi ki dua mangte rahe,
Behad or bepnah mangte rahe.
Aaj wo khush hai kisi or ke sath,
Ab samjh aaya hum KHUDA se apne liye hi sazaa mangte rahe.
Roya Hai Dil Aankh Muskurai Hai
Yun Hi Humne Wafa Nibhai Hai Jo
Na Ek Lamha Bhi Humein De Paye
Uski Khatir Humne Saari Umar
Gavai Hai
[...!!~Bharat~!!...]
Savere Sitaron Ki Osh Kahan,
Jara Der Mein Hum Kahan Tum Kahan,
Udasi Ke Saawan Baras Do Baras,
Jawani Gayi Fir Yeh Mousam Kahan,
Musafir Ko Aangan Ke Phoolon Se Kya,
Hawa Ki Hatheli Par Samnam Kahan,
Hamara Badan Dhoop Ka Baag Hai,
Yahan Chandani Aur Shabnam Kahan,
Shikston Ke Dere Munderon Par Hain,
Hamari Fasilon Par Parcham Kahan…
Jane waale na jaane kab tera aana hoga
Tere bin mushkil mera jee paana hoga
Tere intezaar me lutaa denge jaan tak
Kyuki idhar bebas dil udhar zalim zamana hoga.
Gahraai Ka Shok Kise Hai,
Hum To Kinaare Par Hi Rahte Hain,
Kisi Galti Ka Aham Nahi Mujhe,
Kisi Ke Sahaare Hi Rahte Hain,
Teri Qaaynaat Mein Thodi Jagah De Ah Khuda,
Intezaar, Tere Ishaare Par Hi Rahte Hai….
Dekhne Mein Kya Hai Jo Haasil Nahi Hai,
Magar Yeh Toh Meri Manjil Nahi Hai,
Yeh Thoda Ret Ka Hai Bich Dariya,
Yeh Bah Jaayega Yeh Sahil Nahi Hai,
Bahut Aasan Hai Pahchan Iski,
Agar Dukhta Nahi Toh Dil Nahi Hai,
कभी रो के मुस्कुराए, कभी मुस्कुरा के रोए,
जब भी तेरी याद आई तुझे भुला के रोए,
एक तेरा ही तो नाम था जिसे हज़ार बार लिखा,
जितना लिख के खुश हुए उस से ज़यादा मिटा के रोए
Aansu Aa Jaate Hain,
Rone Se Pahle,
Khwab Toot Jaate Hain,
Sone Se Pahle,
Log Kahte Hain,
Mohabbat Gunaah Hai,
Kash Koi Rok Leta,
Yeh Gunaah Karne Se Pahle
चाहत की राह में बिखरे अरमान बहुत है;
हम उसकी याद में परेशान बहुत हैं;
वो हर बार दिल तोड़ता है यह कह कर;
मेरी उम्मीदों के दुनियाँ में अभी मुकाम बहुत हैं।
Tut jaye khwab to judne ki aas kya rkhna
Palko ke bhigne ka hisab kya rakhna,
Bas isliye muskura dete hain hum,
Ki apni udasi se kisi ko udas kya rakhna.
Tere Begair Is Zndgi Ki Hume Zarurat Nahi..
Tere Siva Hume Kisi Aur Ki Chahat Nahi..
Tum Hi Rahoge Hamesha Mere Dilme..
Kisi Aur Ko Is Dilme Aane Ki Izaazat Nahi..!
Dheere dheere se ab tere pyaar ka dard kam
hua,
Na tere aane ki khushi hui aur na jaane ka
gam hua,
Jab log mujhse puchte hain hamari dosti ki
dastaan,
Main keh deta hun ki ek fasana tha jo ab
khatm hua..
Aapke Pyar Mein Payi Hain Ehsi Sajayein,
Ke Khud Ke Saath Mein Ho Gaye Hum Paraye,
Aapne Toh Apne Halaat Bataa Diye Mujhe,
Magar Hum Kiske Saamne Yahan Aansu Bahayein….
Har sitam seh kar kitne gum chipaye humne
Teri khaatir har din aansoo bahaye humne
Tu chod gaya jaha hume raaho mein akela
Bas tere diye zakhm har ek se chipaye humne
Anjaane Me Dil Ganwaa Baithe,
Is Pyaar Me Na Jaane Kaise Dhokha Kha Baithe..
Unse Gila Kya Karein Ab, Bhool HamariHi Thi..
Jo Bina Dil Walon Se Dil Laga Baithe