Kisti ka sahara chhodh khud , tair jana sikh lo, kyonki bewfa mahboob , aur samudra ka koi pta nahi hota ki ve kab bich me kab chod dege yaro. by :: LAKI
Maut Ke Pas Bhi Jakar Dekha
Hai, Maine Bhi Dil Lagakar
Dekha Hai, Ishq Ki Keemat Puch
Lo Mujhse, Maine Ghar Tak
Lutakar Dekha Hai, Pyar Bheek
Me Bhi Mil Jaata Hai, Maine
Daaman Faaila Kar Dekha Hai..!
Kyun Tune Dil Toda
Kyun tune yun chhoda
Kyun tera ab bhi rahe dil ko Intezaar
Kyun Chali Aati hai
Kyun Tadpati hai
Kyun Hoon abb bhi mein yun bekaakaar..
Hamne Toh Apni Mohabbat Ka Ijhaar Kiya,
Magar Usne Fir Bhi Na Hamara Eitbaar Kiya,
Sagat Toh Jahan Se Lada, Ek Uski Khatir,
Us Bewafa Ne Sikwa Fir Bhi Hazaar Kiya…
कभी रो के मुस्कुराए, कभी मुस्कुरा के रोए,
जब भी तेरी याद आई तुझे भुला के रोए,
एक तेरा ही तो नाम था जिसे हज़ार बार लिखा,
जितना लिख के खुश हुए उस से ज़यादा मिटा के रोए
Bat wo karo jo auro ko achhi lage,
shayari wo likho jo dil ke halat baya kare,
dost aise banao jo gum me sine se laga sake,
pahchan wo banao jo jane ke bad bhi log yad kare.
Takdeer bata tune mujhko kis mod pe lake chhod diya,
Ek mod talak to saath diya ek mod pe lake chhod diya,
Khud pyar kiya khud thukraya fir pyar bhara dil tod diya,
Ek mod pe aake mil bhi gaye ek mod pe aake bichhad gaye
Us mod talak to saath diya is mod pe lake chhod diya,
Takdeer bata tune mujhko kis mod pe lake chhod diya.!
Dard ko zakam ne seencha hai,
Humko unki mohabbat ne roka hai,
chal diye thae char kandho par,
Par kambaqt unki bebasi ne roka hai,
Alvida keh gaye wo hame apne humsafar k sath,
Rok kar raka tha hame jane yumraj k sath,
Toot gaya hai dil mera jb sath unhone mera chora,
aaale na jaye koyi aur dil mera
isi liye maine ab yeh duniya chora..ii
Aaj pyaar me baithi har baat alag hogi..
Uski yaad me rone ki baat alag hogi...
Dil janta hai mera vo mujhse pyar nahi karti...
Par uski yaad me marne ki baat alag hogi..
Dil dard se Roey to aawaz Nai ati,
Aakash pe Shayad meri Faryad nai Jati,
Hum to Yaad karte Rehte hain aksar tumhein
Phir tumein kyun Hamari yaad nahi aati.