• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Naseeb Ko Samjhna Hai Bada Muskil, Raaten Roti Savere Gaate Hi Hain, Dogale Makkaron Se Hai Bhari Duniya, Kamine Afvaah Failate Hi Hain, Sidhe Sadhe Aadmi Ko Loot Lenge, Bure Achhon Par Sitam Dhate Hi Hain, Kitne Bhi Badnamiyo Ke Teer Maarein, Jeetne Par Haar Pahnaate Hi Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindagi Chahat Ka Silsila Hai, Phir Bhi Jisko Chaaha Wo Kahan Mila Hai, Dushmano se Humein Koi Shikayat Nahi, Apno Ne Hi Luta Is Baat Ka Gila Hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aaj Tanha Sahi Lekin Kal Manjar Nazar Aayega; Har Juban Pe Naam Har Nazar Mein Chehra Nazar Aayega; Mumkin Hai Mujhko Bhi Bhool Jayegi Duniya Lekin; Dil Mein Tamam Umar Chehra Nazar Aayega!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Woh Chahte Hain Hum Aabad Rahein, Barbaadi Mein Bhi Kasar Nahi, Har Dard Hans Ke Saha, Phir Bhi Un Par Hua Asar Nahi….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aashikon ko mohabbat ke alava Agar kuchh kaam hota To maikhane jake har roz yun badnam na hota Mil jaati chahne wali Usse bhi kahin raah mein koi Agar kadmon mein nasha aur Hath mein jaam na hota.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mere liye kafan laya ja rah tha mujhe fir nehlaya ja rah tha maa kad rahi thi mere bal to apna bachpan mujhe yaad aa rah tha fir socha kiu ki mene mohabbat us bewafa se jo mujhe aaj apni maa se dur me ja rah tha
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindagi Ke Safar Ko Lafzo Me Piroya Hai Apni Har Ghazal Ko Dard Me Bigoya Hai, Wah Wah Na Kehna Meri Nazm Pe Aye Dosto, Ke Aaj Phir Se Yeh Dil Dard Me Roya Hai!iiiii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Pi Hai Sharab Har Gali Ki Dukan Se, Dosti Si Ho Gayi Hai Sharab Ke Jam Se, Gujre Hai Hum Kuch Aise Mukam Se, Ki Aankhen Bhar Aati Hai Mohabbat Ke Nam Se..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Rulane ko apni kahani kafi Hai, Ishq me char pal ki jindgani kafi Hai, Dubne ke liye samundar ki kya jarurat, Apni palko se tapka wo pani hi kafi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mere Ek Computer Engineer Dost Ki Sad Shayri

    Kal Jab Milay Thay To Dil Me Hua Eik Sound,
    Or Aaj Milay To Kehte Ho Your File Not Found,
    Jo Muddat Se Hota Aaya Hai Wo Repeat Kar Dunga,
    Tu Na Mili To Apni Zindagi Ctrl+alt+delete Kar Dunga,
    Shayad Mere Pyar Ko Taste Karna Bhool Gaye,
    Dil Se Aisa Cut Kia Ke Paste Karna Bhool Gaye,
    Lakhon Honge Nigah Me, Kabhi Mjhe Bhi Pick Karo,
    Mere Pyar Ke Icon Pe Kabhi To Double Click Karo..
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS , Sad - Bewafa SMS
  • Yaad aane wale yaad aa rahe hain, dil ki tadap ko badha rahe hain. Hum kuch keh rahe hai par wo chup hain, Bas msg padh kar muskura rahe hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Chandni chand sitaro ka koi kam nahi Payer ke mon esaro ka koi kam nahi Bayjna chahte ho bayj do patjher , laykin Jo nahi tum to baharo ka koi kam nahi.... ♠chand♥
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zamane Se Alag Aap Me Sharafat Dekhi H Apke Dil Me Khub Mohbbt Dekhi H Aap Insan Ho Ya Koi Farishta Apki Dosti Me Rab Ki Ibadat Dekhi He...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ab Ansuon Ko Aankhon Mein sajaana Hoga Charaag Bhuj Gaye Khud Ko Jalana Hoga Na Samajhna Ke Tumse Bichar Ke Khush Hain Hum Humein Logon Ki Khaatir Muskurana Hoga …
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Ki Aawaj Ko Ikrar Kehte Hain Jhuki Nighaho Ko Izhar Kehte Hain Khuch Pane Ka Nam Hi Pyar Nhi Hota Kuch Khonay Ko Bhi Pyar Kehate He. `kk
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindagi dene wala marta chod gaya, Apna jatane wala tanha chod gaya, Jab padi zarurat hume apne humsafar ki, Wo saath chalne wala apna rastha hi mod gaya...!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Humara Dard Humari Dukhi Aawaz Se Lade Sulgati Aag Kabhi Sirfiri Hawa Se Lade Main Jaanta Hoon Ki Aakhir Kya Hoga Akela Pata Agar Raatbhar Hawa Se Lade Mere Ajeej Mujhe Katal Karke Feink Aate Bhala Huya Ki Mere Lab Meri Sada Se Lade Siyah Barf Mein Thithuri Hai KaayNaat Meri Koi Sitara Uthe Tootkar Khla Se Lade Humare Sehar Mein Kya Ho Gaya Tha Jiske Liye Bashir Rote Rahe Raat Bhar Khuda Se Lade
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bahut Roya Tha Me Jab Mera Janam Hua Aur Hans Rahi Thi Ye Dunia.. Badla Lunga 1 Din Hasta Hua Chala Jaunga, Aur Royegi Ye Dunia!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Apno Se Door Hai Apno Ki Talash, Zindagi Se Door Hai Zindagi Ki Talash, Main Apne Aap Ko Kabhi Samajh Nahin Paaya, Ki Main Ji Raha Hu Zindagi Yaa Hun Ek Zinda Laash…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS