• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Khushiyon ka ek sansaar leke ayenge, patjhar mei bhi bahar leke ayenge, jab bhi pukaroge pyar se hame, maut se bhi saansen udhar leke ayenge...!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil mei jo aaya likh diya, kabhi milan kabhi judai likh diya, ab tumsey na milna mazburi hai meri, isliye hamney apni zindgi ka naam inzaar rakh diya...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Saho Magar Aahein Na Bharo, Yeh Jamane Ka Kaisa Dastoor Hai, Na Mile Woh Hamse Na Mile Hum Unse, Main Bhi Majboor Woh Bhi Majboor Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Har zakhm ko seene mein liye firte hai Har dard dil mein diye banke jalte hai Har alfaz mein gum ka andhera hai Aur raat ke baad bhi na yaha savera hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sukr Hai Khariyat Se Hun Sahab, Aapse Aur Kya Kahu Sahab, Ab Samjhne Laga Hu Labh Hani, Ab Kahan Woh Mujh Mein Junun Sahab, Hum Tumhe Yaad Karte Ro Lete, Do Khadi Milta Jo Sukun Sahab, Sham Bhi Dhal Rahi Hai Ghar Bhi Door Hai, Kitni Der Aur Main Ruku Sahab, Ab Jhukunga Toh Toot Jaaunga, Kaise Ab Aur Main Jhuku Sahab…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ansun Nikal Aae Hain Rone Se Pahale Har Khwab Toot Jaatein Hain Sone Se Pahele, Ishq Hain Gunaah Ye To Samaz Main Aagaya Kaash Koi Rok Letha Ye Hone Se Pahele!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Me Dard Ki Talash Kab Tak, Jo Nahi Aaye Uska Intzaar Kab Tak, Khud Ke Yakin Par Ab To ShaQ Ho ChaLa Hai Ki Ek Jhuthi Aas Par Yeh Khwab Kab Tak...?
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • "Tumhe chah ke kaise kisi ki chah karun,tumhe bhool kar kyun khud ko tabaah karun,tum to zindagi hai meri fir kyun aur kisi ko soch ke gunaah karu...." Neet
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Wo Dete Hai Kyu Dard Bas Hami Ko, Kya Samjenge Wo In Aankho Ki Nami Ko, Lakho Deewane Ho Jish CHAAND Ke Wo Kya Mehsus Karega Ek Taare Ki Kami Ko.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sapane hai aankho me magar nind kahi aur he. Dil to he jism me magar dhadkan kahi aur he. Kese bya kare apna hal-e-dil? Jee to rahe he magar zindgi kahi aur he.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kitni Ratein Beet Gaein, Kitny Din Beet Gaye, Bas Nhi Beeta To Yaadon Ka Wo Pal Wo Guzra Hua Kal… Nhi Beeti To Ankhon Ki Nami aur Teri Kami……!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • *बहाना कोई भी ना मिल सका एतबार का*
    *किस्सा किसे सुनाऊं मैं दिल-ए-बेकरार का...ֆB:green_heart:*
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Abhi Sooraj Nahi Dooba Zara Si Shaam Hone Do Mein Khud Hi Laut Jaon Ga Mujhe Nakaam Hone Do Mujhe Badnaam Karne Ke Bahane Dhoondte Ho Kion Mein Khud Ho Jaon Ga Badnaam Pehle Naam Hone Do
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jo Rounga to Palko Pe Nami Reh Jayegi Zindgi Bas Naam Ki Zindgi Reh Jayegi Ye Nai Ke Tumbin Ji Na Paunga Ha Meri Zindgi Me 1 Kami Reh Jayegi
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil ke karib hokr wo jab door ho Gaye, Haseen khwab mere choor choor ho gye Hamne wafa Nibhai to ruswaiyan mili, Wo bewafa hokar bhi mashoor ho gye
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Ne Palko Pe Sajaya Mujhe Zindagi Kya Hai Yeh Bataya Mujhe, Jab Bhi Dil Me Hasne Ki Tamanna Jaagi Meri Taqdeer Ne Khoob Rulaya Mujhe...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Adab Ki Had Mein Hun Main Beadab Nahin Hota, Tumhara Charcha Ab Raat O Din Nahin Hota, Kabhi Kabhi Toh Chhalak Padti Hain Yun Hi Aankhe, Udas Hone Ka Koi Sabab Nahin Hota, Kayi Ameeron Ki Nakamiyan Na Puchh Ki Bas, Garib Hone Ka Ehsaas Ab Nahin Hota,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sahar Sahar Mein Dunda Hai Tumko, Kahi Bhi Najar Na Aaye Tum Humko, Husn Ke Kaafile Toh Bahut Mile, Hum Bahla Na Sake Pagal Dil Ko, Manjil Bhi Najar Aati Nahin, Hum Bhi Kadam Badhate Chale Gaye….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kaanch Ka Tohfa Na Dena Kabhi Ruth Ker Log Tod Diya Kartey Hain Jo Bahut Ache Ho Unse Pyar Mat Karna Aksar Achey Log Hi Dil Tod Diya Kartey Hain
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Phir chupke se yaad aa gaya koi, meri aakhon ko phir rulaa gaya koi, kaise uska shukria aada Karen, mujh naachiz ko “shayar ” bana gaya koi.jmj
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS