Rago Mein Sainkado Barfili Sooiyaa Utri
Magar Lahu Mein Abhi Tak Wohi Tapis Hai,
Main Apne Haath Mein Apna Kalam Sar Lekar
Bagour Dekhu Ju Meri Vakayi Soorat Hai,
Siyah Saanp Ke Sar Par Safed Phool Khila
Ravayaton Mein Badi Pechdar Hiddat Hai,
Sada Ki Dhoop Na Chamke Toh Ghar Ujad Jaaye
Vishal Mandiro Mein Ghantiyon Se Ajamat Hai…
Eh Mout Jara Thahar Ja, Jara Sa Ruk Ja Tu,
Intezaar Hai Unka, Jinki Amanat Hai Zindagi,
Jara Unse Rukhsat Le Lene De, Fir Le Chalna,
Yeh Jaruri Hai, Unhi Ki Badolat Hai Zindagi…
Aaj Bhi Kayi Sawal Hain Iss Dil Mein;
Pyaar Ka Gham Bezuban Hai Iss Dil Mein;
Kuch Keh Nahi Paata Ye Dil Magar;
Uss Dil Ke Liye Aaj Bhi Pyaar Hai Iss Dil Mein!
Aghosh Mein Lelo Mujhe Tanha Hoon Main
Basa Lo Dil Ki Dhadkan Mein Tanha Hoon Main
Jo Tum Nahin Zindagi Mein Toh Kuchh Nahin
Samaa Jao Mujhi Mein Ke Tanha Hoon Main..
Teri Yaad Dil Se Jane Nahi Denge
Tere Jesa Dost Khone Bhi Nahi Denge
Sharafat Se Roz Yaad Kia Karo Warna
Ek Kaan K Niche Denge Or Rone Bhi Nahie Denge
k.k
"लोग कहते थे की मेरा दिल पत्थर का हैं....
यकीं मानिये कुछ लोग इसे भी तोड़ गए"..
> क्यों ना आज अपने ही भीतर झांका जाय,
एक तीर अंदरके रावण पर भी चलाया जाय ।
Mitti ka jism lekr paani ke ghar me hu,
manzil h meri maut meri or m hr pl safar me hu,
hoga katl mera pta h mujhe, pr ye
malum nhi ki m kis kaatil ki najar me hu.
Kalam Chalte Hai To Dil Ke Awaaz
Likhta Hoon, Gham Aur Judaai
Ka Andaaz-E-Bayan Likhta
Hoon, Rukte Nhi Mere Aankho
Se Aansu.. Main Jab Bhi Uske
Yaad Me Alfaaz Likhta Hoon..!
Sajaya Tha Tere Pyar Say Humney Apni Zindagi Ko,
Mehkaya Tha Tere Pyar Say Humney Apna Gulistan,
Lekin Jaane Kya Khuda Ko Tha Manzur,
Ke Paane Ke Baad Apko Kho Diya Humne,
Ab Raat Sochne May Guzar Jati Hai,
Kyu Khusiyon Ko Nazar Lag Jati Hai,
Tere Sparsh Ko Odh Ker So Jati Hu,
Her Kerwat Per Tujhi Ko Sapno May Dhund Lati Hu…
Barish hui to phulon ke tan chak ho gaye
mausam ke hath bhig ke saffak ho gaye
baadal ko kya khabar ke barish ki chah main
kitne buland-o-bala shajar khaak ho gaye
jugnu ko din ke waqt pakarne ki zid karen
bache hamare ahad ke chalak ho gaye
lahra rahi hai barf ki chadar hata ke ghas
suraj ki shah pe tinak bhi bebak ho gaye
suraj dimag log bhi iblag-e-fikr main
zulf-e-shab-e-firaq ke pechak ho gaye
jab bhi garib-e-shahar se kuch guftagu hui
lahaje hawa-e-sham ke namnak ho gaye
sahil pe jitne aab_guzida the sab ke sab
dariya ke rukh badalte hi tairak ho gaye
Dard Ke Badle Har Khushi Le Lo
Aansuo Ke Badle Hamari Hasi Le Lo
Hamse Dekha Na Jayega Kabhi Aapka Udas Chehra
Agar Kaam Aa Sake To Humari Zindagi Le Lo
Gamo Ke Samandar Me Kahi Dil Kho Na Jaye,
Doosro Ka Ishq Dekhkar Fizool Hi Ro Na Jaye,
Jise Chahte Hain Hum Kabhi Chhodkar Wo Na Jaye,
Yaadon Mein Dooba Yeh Dil Hamara,
Kahi Hamesha K Liye So Na Jaye…
" Wo mere ghar se guzri to bht
roi"
" Duniya k dard main bikhri to bht
roi"
" wo kehti thi k main jee lon gi
tumhre siwa"
" par jub wo mujh se bichri to bht
roi"
" wo kehti thi k main teri nhi hon"
" jub mujh ko yad kr k soi to bht
roi"
"