• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Hanste Hain Yun Hans Kar, Rula Jate Hein Log, Milte Hain Yunhi Mil Kar, Juda Ho Jate Hein Log, Pal Do Pal Ki Mohabbat Ko Umar Ka Saath Samjhna, Mohabbat Bi Karte Hain Or Khafa Bhi Ho Jate Hain Log, Naseeb Mein Pyar Na Tha, Jo Mujhe Mila Hi Nahi, Kr K
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hakikat na puch mere fasane ki, Tere jate hi badal gayee najar jamaane ki, Log kahete hai ki khush hu mai, Lekin meri to aadat hai gum me muskurane kiiii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Deri Hi Saahi Par Duri To Nahi.. Intezaar Bhala Par Judaai To Nahi.. Milna Bichaadna To Kismat Hai Apni.. Akhir Insaan Hain Hum Farishta To Nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • MERA HAR IQRAR TERE HAR INKAR SE ACCHA HOGA. MERA HAR DIN TERI HAR RAAT SEACCHA HOGA. TUM DOLI ME BAITH KE DEKH LENA, MERA JANAJA TERI BARAT SE ACCHA HOGA.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • एक फूल भी अकसर बाग सज़ा देता है एक ही सितारा संसार चमका देता है जहाँ दुनिया भर के रिश्ते भी काम नहीं आते वहाँ एक प्यार ज़िंदगी बना देता है…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Missing Someone U Once Had, Is Like Removing A Ring At Ur Finger, That U Have Worn For Very Long Time.. It Feels Like Its Still There.. But, Its Not..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mohabbat Se Reha Hona Zarori Hai, Mera Tujh Se Juda Hona Zarori Hai, Wafa Ke Tajurbe Karte Hue To Umar Guzri, Zara Sa Bewafa Hona Zarori Hai, Meri Aawaz Tanhai Main Marti Ja Rahi Hai, Kisi Ka Hamnawa Hona Zaarori Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jab hasna chaha to ruswai mili, Jab dilse chaha to bewfai mili, Hum to har mod par sabka sath nibhate rhe, Jab khud kisika 7chaha to bas tanhai mili.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hath sine pe jo rakh do to qarar aa jaye dil ke ujade hue gulashan mein bahar aa jaye dil to kehta hai ki aankhon mein chupa lun tujh ko dar yahi hai ki muqaddar ko nakar aa jaye dil ke zakhmon pe mere pyar ka maraham rakh do beqarari mein mujhe kuch to qarar aa jaye yun khuda ke liye chino na mere hosh-o-havas aisi nazron se na dekho ki khumar aa jaye chod ke tum bhi chale jaogi qismat ke tarah bad azane to ajal hi ko na pyar aa jaye
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Apni Surat Me Uska Chehra Nazar Aaye Ya Khuda Mujhko Tu Aisa Aaina De De Ya Bhuja De Chirag Meri Raaho Ke Ya Mujhe Meri Manzil Ka Pata De De Jaane Kyu Dam Nahi Nikalta Mera Mere Yaar Mujhe Jeene Ki Dua De De
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • बहुत दूर है मेरे शहर से तेरे शहर का किनारा; फिर भी हम हवा के हर झोंके से तेरा हाल पूछते है।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kaha the ham hosh me jo khud ko sahara dete. Yhi bahut tha ke har gam par muskra dete Agar chehre par dikhte jakhm DiL Ke to kasam se Aaiene ko Bhi rula dete.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yaad mein teri aahe bharta hai koi,, Har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi.. Maut to aisi cheez hai jisko aana hi hai,, Lakin.. Teri judai mein har roz marta hai koi...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kaha the ham hosh me jo khud ko sahara dete. Yhi bahut tha ke har gam par muskra dete Agar chehre par dikhte jakhm DiL Ke to kasam se Aaiene ko Bhi rula dete.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil ne jo chaha kabhi na paya, Juthi muskan me hamne har gam ko chhupaya, Har insan takdir ko Aazmata he, Ek ham he jise har baar takdir ne Aazmaya
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Na Samajh Paya Main Aaj Tak Teri Duniya Ko, Sagar Ko Zindagi Teri Na Kabhi Raash Aayi, Jis Kisi Cheej Ko Bhi Kabhi Samjha Apna, Bhule Se Bhi Kabhi Woh Na Mere Paas Aayi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Teri Yaad Mein Har Pal Khoya Hu Main; Tujhe Mehsus Kar Akele Roya Hu Main; Na Jaane Kab Tera Deedar Ho; Iss Intzaar Mein Khuli Aankho Se Soya Hu Main!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ik Saal Purana Qissa Hai Ik Larka Tha Deewana Sa Karta Tha Manmana Sa Wo Shokh Shokh Chanchal Sa Mehka Mehka Pagal Sa Ik Roz Muhabbat Ker Betha Or Ab K Sal Ka Qissa Hai Ab Wo Mazi Ka Hissa Hai Wo Pyaar Pe Jaan Ko Waar Gya Or Apne Aap Ko Maar Gya Sare Jag Se Jeet Gya Bas Apne Aap Se Haar Gya .
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hm mr jaen gy ik din daikh lena..! Ro gy boht tm us din daikh lena. Duniya main hain to parwa nai hmari. Chor jaen gy tumhain ik din daikh lena. Aanso chupatay phiro gy sb sy tm. Itna hi hm yad ayen gy daikh lena Kuch yadein mithi mithi si tm ko boht sataen gi Tm khud ko na rok pao gy daikh lena. Mana k kuch nai hen aj hum tmharay liye. Kal tmharay liye ik yad ban jaen gy daikh lena..!! ----------------------------------
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS