Shayad Na Rahi Ab Aapko Jarurat Hamari,
Isiliye Ab Aapne Humko Chhod Diya,
Jab Tha Jee Chaha, Toh Khele Is Dil Se,
Aur Ab Jab Jee Bhar Gaya Toh Ise Tod Diya…
Kis liye itni saza detay ho.,
Kabi karty ho yaad to kabi bhula detay ho,
Ajeeb teri mohabbat ka silsala Dekha,
Kabi khushi to kabi apni yaadmay rula Dety ho.
:heart_eyes: बड़ी मुश्किलों से सीखा हैं :relaxed: जीना, दूर :raising_hand: तुझसे होकर तेरे बिना, :woman: लौटकर फिर न आना, :sparkling_heart: वरना जीकर भी :skull: मर जाऊंगा तेरे बिना.
Juda Tumse Hokar Kisi Tarah Jee Toh Raha Hun Main,
Yeh Judai Ka Jahar Main Hardam Pee Toh Raha Hun,
Yeh Maalum Hai Mujhko Ki Mere Jakham Bhar Na Sakenge,
Magar In Jakhamon Ko Main Fir Bhi Si Toh Raha Hun…
Rona Meri Fitrat Hai Bas Mujhko Bahana Chahiye,
Jahan Na Ho Sang Mere Koi Woh Aashiyana
Chahiye,
Pagal Mujhko Kahte Hain Pagal Hi Karke Chhodenge,
Bad Na Jiske Koi Gham Ho Woh Thikana Chahiye.
kk
Meri Aankhon ke Samandar mein Jalan kaisi hai
Aaj phir dil ko Tarapne ki Lagan kaisi hai
Ab Is raah pe Chiraghon ki Qatarein bhi nahi
Ab tere Shehar ki Galiyon mein Ghutan kaisi hai.
Ek Gujarish Hai Mere Dost Tujhse,
Taumra Is Dosti Ko Nibhana,
Ho Kuch Dil Mein To Usse Kabhi Na Chupana,
Dukh Ho Ya Sukh Hamesha Mere Sath Chalna,
Bhatak Jaau Agar Mein Kabhi To Sahi Raah Dikhana…
Phool kabhi dobara nahi khilte
Janam kabhi dobara nahin milte
Milte hain log hajaron par
Hazaron galtiyan maaf karne wale Maa-Baap
Dobara Nahi milte...
Rone Se Palko Par Ashk Reh Jayega,
Na Suljhi Ye Baat To Shak Reh Jayega,
Agar Aap Bas Gye Kisi Or Ke Dil Me,
To Batao Aap Par Hamara Kya Haq Reh Jayega,.
Kaha karti thi mujh se ki koi dua hu main,
Par aaj wohi kah gayi mujse bewafa hu main,
Kabi ek lamha tak jee nai pati thi mere bagair,
Aur aaj kahti hai mujko ki ek saza hu main,
Yahi dastoor hai aur aisa hi hota aaya hai,
Lagi mashuq ki mehndi aur aashiq rota aaya h,