• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Paas Na Aaye Hote, To Door Jane Me Takleef Na Hoti. Zuban Hi Na Hoti To, Chup Rah Jane Me Takllef Na Hoti. Jude Hain Is Duniya Ke Kuchh Aur Log Bhi Humse, Akele Hote To Is Duniya Se Chale Jaane Me Takleef Na Hoti...iii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • किसे सुनाएँ अपने गम के चन्द पन्नो के किस्से, यहाँ तो हर शक्स भरी किताब लिए बैठा है.....
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mai Kisi or Ki Hu Itna Bata K Royegi Wo Muje Mehndi Lage Hath Dikha K Royegi Yad Karke Mere Pyar K Sunhere Pal Wo Apni Doli Me Beth K Royegi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Har phool apko armaan de, har subah aapko salam de, hum dua karte hain, aapka ek aansu bhi agar nikle, to khuda aapko us se dugani muskaan de.. Gm
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Nikalta chand sabko pasand hota hai Doobta suraj kaun dekhta hai Toot-ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai Kyuki use tootne ka dard maaloom hota hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Palko Mein Aansu Aur, Dil Mein Dard Soya Hai, Hasne Walon Ko Kya Pata, Rone Wala Kis Kadar Roya Hai, Yeh To Bas Wohi Jan Sakta Hai, Jisne Zindagi Mein Kisi Ko, Pane Se Pahle Khoya Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Suraj se kaho roshni dena chhor de, Sitaro se kaho timtimana chhor de. Agar tum nahi aa sakte to, apni yadon se kaho Humein satana chhor de…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yeh kaisi saza mili unse mohabbat karke, ke dil ek par tukde hazaar hain. kuch ab bhi unpe marte hain aur kuch unhe bhulane ko bequaraar hain..ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khamosh raat hai saahilo ka saath hai koi dil ke kareeb toh kisi ke dil paas hai Safar tanha hai phir bhi dil me kaee jazbaat hai kabhi khushiyon ki mehfil kabhi gam ki barsaat hai yehi hai zindagi kahi mehekti subah kahi andheri raat hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yado me ane vale tera sukriya Dil ko bahelane vale tera sukriya Q krta h aj k zamane me kisise dosti itani Hme dost kahene vale tera sukriya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jab juda hota hai tbhi ehsas hota hai. Judai ka dard bhut pain ful hota hai. Lekin juda insan hote hai pyar nahi. Pyar to amar hai humari sanso me…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aaj Tum Pe Aansuo Ki Barsat Hogi Fir Wahi Kadkti Kali Raat Hogi SMS Na Kar Ke Tune Dil Dukhaya Hai Mera Ja Tere Badan Mein Khujli Sari Raati Hogiiii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kisti ka sahara chhodh khud , tair jana sikh lo, kyonki bewfa mahboob , aur samudra ka koi pta nahi hota ki ve kab bich me kab chod dege yaro. by :: LAKI
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Pasand Karta Hun Har Haseeno Ko, Magar Dil Mein Basane Ke Liye Jagah Nahi, Thukra Dete Hain Begane Samajhkar, Uski Hoti Koi Thukraane Ki Vajah Nahi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aapke Yaad Main Ek Sher Arz Hai.. Today Is Monday, Tomorrow Is Manglwar, Wah, Wah Today Is Monday, Tomorrow Is Manglwar, I Miss U Yaar, I Miss U Yaar..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hm mr jaen gy ik din daikh lena..! Ro gy boht tm us din daikh lena. Duniya main hain to parwa nai hmari. Chor jaen gy tumhain ik din daikh lena. Aanso chupatay phiro gy sb sy tm. Itna hi hm yad ayen gy daikh lena Kuch yadein mithi mithi si tm ko boht sataen gi Tm khud ko na rok pao gy daikh lena. Mana k kuch nai hen aj hum tmharay liye. Kal tmharay liye ik yad ban jaen gy daikh lena..!! ----------------------------------
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • TUM KISEE GAYR KO CHAHO TU MAZA AaJAAYe OR WO TUMSAY KHAFA HO TU MAZA AaJAAYe TU KOE NAAM HATAHYLI PAY LIKHAY MAINHDEE SAY OR WO NAAM MAYRA HO TU MAZA AaJAAYe MAYRAY SHEQWAY TUJAY ACHAY NAHI LAGTAY LAYKIN TUJ KO BE MuJ SAY GELA HO TU MAZA AaJAAYe TUJ KO AHSAS TU HOGA MAYREE BAYCHYNEE KA KOE TUM SAY BE JODA HO TU MAZA AaJAAYe .
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hamaare Toh Kuchh Hi Din Baaki Hain Zindagi Ke, Aapki Yaadon Ke Sahaare Yeh Kat Hi Jaayenge, Magar Itna Yaad Rakhna Eh Dagaa Karne Waalon, Ki Aap Bhi Kisi Se Dhoka Jarur Khayenge…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khud ko Bekarar Karna Chhod Diya Tujhe Apna Samajna Chhod Diya Ja Patthar DiL Ji Le Apni Zindgi Hamne Ab Tera Intzar Karna Chhod Diya..!! Hushain2
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS