Mera Har Lamha Tumhare Hi Naam Hoga
Ab Ye Jeevan Bhi Tumpe Hi Qurban Hoga
Tere Har Gum Ko Sine Mein Chhupa Lunga
Aakhiri Waqt Mein Labo Par Tera Hi Naam Hoga.
Tu kahe to sare dard bhul k v muskura du...
tu kahe to apne ashk tak sukha du...
teri khusi me hi ab sari khusi hai meri...
tu kahe to apna dil tak jala du...
Teri Yaad Me Pal Pal Marta
Hai Koi.. Har Sans Ke Baad
Tujhe Yaad Karta Hai Koi..
Jab Fursat Mile Tujhe To
Soch Lena.. Ki, Kitni Khamosh
Mohabbat Tumse Karta Hai Koi!
Zakhm Mera Hai Dard Mujko Hota Hai...
Is Zamane Me Kaun Kiska Hota Hai...
Unhe Nind Nahi Aati Jo PYAR Karta Hai...
Par jo DiL Ko Todta Hai Woh Chain Se Sota Hai..!!
तुम्हारी याद के जब ज़ख़्म...
तुम्हारी याद के जब ज़ख़्म भरने लगते है;
किसी बहाने तुम्हें याद करने लगते है;
हदीस-ए-यार के उनवाँ निखरने लगते है;
तो हर हरीम में गेसू सँवरने लगते है;
हर अजनबी हमें महरम दिखाई देता है;
जो अब भी तेरी गली गली से गुज़रने लगते हैं;
सबा से करते हैं ग़ुर्बत-नसीब ज़िक्र-ए-वतन;
तो चश्म-ए-सुबह में आँसू उभरने लगते हैं;
वो जब भी करते हैं इस नुत्क़-ओ-लब की बख़ियागरी;
फ़ज़ा में और भी नग़्में बिखरने लगते हैं;
दर-ए-क़फ़स पे अँधेरे की मुहर लगती है;
तो "फ़ैज़" दिल में सितारे उतरने लगते है।
Ghuroor Toot Gaya Koi Martaba Na Mila,
Jafa K Baad Unhe Hasil-E-Jafa Na Mila,
Sar-E-Hussain Mila Hai Yazeed Ko Laikin,
Shikast Ye Hai Ke Phir Bhi Jhuka Howa Na Mila.
Aaj hum roye tanha unko bhulane ke liye,
tmaam yaad hai unki hume rulane ke liye,
unki yaadon ko mitane ka jariya na mila,
humne khud ko mitaya unki yaadon ko mitane ke liye,,,,,,
Wo baat kya karu jiski khabar hi na ho,
Wo dua kya karu jisme asar hi na ho.
Kaise keh du aap ko lag jaaye meri umar,
Kya pata agle pal meri umar hi na ho.
कभी रो के मुस्कुराए, कभी मुस्कुरा के रोए,
जब भी तेरी याद आई तुझे भुला के रोए,
एक तेरा ही तो नाम था जिसे हज़ार बार लिखा,
जितना लिख के खुश हुए उस से ज़यादा मिटा के रोए.
Roothe Huye Logon Ko Toh Main Mana Leta Hun,
Magar Roothi Ji Mujhse Takdeer Toh Manaun Kaise,
Doston Ne Toh Dekha Hai Mujhe Sadaa Hansate Huye,
Magar Kitna Gham Hai Sagar Ko Bataao Bataun Kaise…
Raat ke baad roz ek nayi subah Aayegi
umar ka kaam guzarna hai guzar jaayegi.
Meri yaadon ko mohbbat ka abhi naam na de,
waqt badala to teri raay badal jaygi….