• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Jaam Pe Jaam Peene Se Kya Fayeda, Raat Guzre To Utar Jayege, Kise Ke Aankho Se Peeyo Khuda Ke Kasam, Umar Saare Nashe Mein Guzar Jayege.!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jinke Dil Par Chhot Lagti Hai Wo Ankho Se Nahi Roote, Jo Apno Ke Nahi Hue Wo Kisi Ke Nahi Hote, Waqt Ne Hume Ye Sikhaaya Hai Ki, Sapne Toot Jaate Hain Par Poore Nahi Hote..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • wo ro ro kar apne dard ko batae rahe... hamari tanhaiyon se aankhe churate rahe... phir b hame bewafai ka ilzaam mila yaro.... kiyon ki har dard ko ham hans hans ke chhipate rahe..?
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • मौहब्बत की मिसाल में, बस इतना ही कहूँगा । बेमिसाल सज़ा है, किसी बेगुनाह के लिए ।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Main Kisi Ko Dikhata Nahi Jakham Apne, Fir Log Kyu Ghamon Ka Badsaah Kahte Hain, Main Kahta Bhi Nahi Kisi Se Kuchh, Fir Log Kyu Mujh Se Juda Rahte Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Umeed nahi fir bhi jiye jate hai, Udas dil me ek aas liye jate hai, Himmat to dekho hamari, Koi Response aate nahi fir bhi MSG kiye jate hai. G.N.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kisi Dard Ko Sambhal Pana Asan Nahi, Haste Hue Har Pal Bitana Asan Nahi, Zindagi Me Har Koi Dil Me Bas Nahi Pata, Aur Jo Bas Jaye Usko Bhul Jana Asan Nahi..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aap Jaise Hi The Sabhi, Aur Bhi Jo Mile Mujhko, Fir Kaise Unmein Se Kisi Ko Apna Bana Lete, Ek Aap Hi Ka Pyar Na Raas Aaya Hai Humko, Fir Un Se Kaise Eh Dost Aur Jakham Kha Lete….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Har muskan ka matlab pyar nahi hota, Har takraar ka matlab inkaar nai hota Zindagi toh bas chalti rehati h har pal Kya toote dil se phir pyaar nahi hota
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hum Bikhrate Hain Andhere Ki Tarah Dard Badhta Hai Roshni Ki Tarah Hum Mar Ke Tumhare Paas Aayenge Varna Humse Mil Jao Aadmi Ki Tarahhh
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kabhi Hum Tute To Kabhi Khwab Toote Na Jane Kitne Tukdon Mei Armaan Toote Har Tukda Aaina Hai Zindagi Ka Har Aaine Ke Saath Lakhon Jazbat Toote…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sab Kuchh Apna Ganvakar Socha, Kya Humne Yahan Paya Hai, Meri Wajah Se Woh Toh Khush Hai, Yeh Soch Kar Dil Bahlaya Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • ` Jab Rooh Kisi Bojh Se Thak Jaati Hai Ahsaas Ki Lo Aur Bhi Barh Jaati Hai Mai Barhta Hun Zindagi Ki Janib Lekin Zanjeer Si Paon Mai Chanak Jaati Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zakham Dene ki Aadat Nhi Humko, Hum to Aaj b Wo Ehsaas Rakhte hai, Badle-Badle to Aap Hai Janab, Hamare Alawa Sabko Yaad Rakhte Hai..........
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khushion se naraz hai meri zindagi, Pyar ki mohtaz hai meri zindagi, Has leta hoon logon ko dikhane ke liye, Varna dard ki kitaab hai meri zindagi.....By The Hunter
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Koi Raat Mere Aashna, Mujhe Yun Bhi To Naseeb Ho Na Rahe Khayal Libaas Ka, Wo Itna Mere Qareeb Ho Badan Ki Garm Aanch Se Meri Aarzu Ko Aag De Mera Josh Behak Uthey, Mera Haal Bhi Ajeeb Ho Tere Chashni Wajood Ka Sara Ras Mein Chura Loon Phir Tu Hi Mera Marz Ho, Aur Tu Hi Mera Tabeeb Ho
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Log kehte hain jo chup rehte wo gam sehte hain, Per shayad unhe ye pata nahi, Jo chup rehte hain, Wo kisi ko sochne se hi khush rehte hain….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS