• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Anaa ki Mooj Masti Mein Abhi Bhi Baadshah Hain Hum...! Jo Hum ko toor Deta hai, Hum Us ko Chorr Daite Hain....! --------------------------------
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Usne Kaha Tum Me Pehli Jaisi Baat Nahi..!! Mene Kaha Ke Zindagi Me Ab Tera Saath Nahi..!! Usne Kaha Ke Ab Bhi Kisi Ki Aankhon Me Doob Jate Ho..!! Mene Kaha Ke Ab Kisi Ki Aankhon Me Woh Baat Nahi..!! … … Usne Kaha Kyun TooT Kar Chaha Mujhe..!! Mene Kaha Insan Hoon Pathar to Zaad To Nahi..!! Usne Kaha Mein Bewafa Hoon..!! Mene Kaha Wafa Ki Ab Mujhe Talaash Nahi..!! Usne Kaha Bhool Ja Mujh Ko..!! Mene Kaha Tum Haqeeqat Ho Khwab Nahi..!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • रिश्ता हमारा इस जहाँ मे सबसे प्यारा हो जैसे ज़िंदगी को सांसो का सहारा हो याद करना हमे उस पल मे जब तुम अकेले हो और कोई ना तुम्हारा हो…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zakam mera hai dard mujhko hota hai, is zamane me kaun kiska hota hai, unhe neend nahi aati jo mohabat karte hai, jo dil ko todte hai wahi chain se sote hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Agar zindagi me kabhi pyar karna ho To apne dukho se pyar karna Kyuki duniya ka dastoor hain Jise jitna chahoge usko utna hi door paoge
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tumse Mila Aur Milkar Laga Ki Milna Hi Bas Apna Tha, Duriyan Badhi Fasle Badhe Aur Laga Ki Fasle Hi Manzile Thi, Chhitiz Ko Dekh Aakash Ko Laga Ki Na Mil Pana Ki Uska Mukam Hai, Subah Ki Krno Ke Dekh Nisha Ko Laga Ki Bhor Hi Uska Anjaam Hai, Anjamen Gulishtan To Dekho Ki Phoolon Se Khushboo Chali Gayee, Badnaam Shaam To Dekho Ki Saaz Se Awaz Chali Gayee, Jana Hi Uski Fidrat Thi Par Aisa Laga Ki, Jaate Jaate Meri Sansar Chali Gayee…..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • JAB TERI YAAD SE GAAFIL HO JAEGE DEKH LENA JAMEEN ODH KE SO JAEGE KUCH B HO MAINE CHAHA H TUJKO DIL SE TUJ SE BHICHDE TO HUM SEHRA ME KHO JAEGE.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Har taraf padhai ka saya h peparo mein number kisne paya h ham to u hi aaye the paper dene sab kehte h sala poora padh kr aya h
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • aansuon ke jahan payamali rahi aisi basti charagon se khali rahi dushmanon ke tarah us se ladate rahe apani chahat bhi kitni nirali rahi jab kabhi bhi tumhara khayal aa gaya phir kai roz tak bekhayali rahi lab tarasate rahe ik hansi ke liye meri kashti musafir se khali rahi chand tare sabhi ham-safar the magar zindagi raat thi raat kali rahi mere sine pe khushbu ne sar rakh diya meri banhon mein pulon ke dali rahi
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bhool jana tha to phir apna banaya kiyon tha Jhooti ulfat ka yaqin dilaya kiyon tha Apni chahat ka yaqin dilaya kiyon tha hooti manzil ka neshan banaya kiyon tha
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Main Teri Tanha Ratoo Mein Aaunga, Main Tere Tutee Vadoo Mein Aaunga, Ho Agar Aasan To Bhulade Mujh Ko, Kyunki Main Tere Har Lafz Mein Aaunga.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Log Kahate Hai. Tum Cigaret Kyu Pite Ho. Kya Ye Pyas Bhujati Hai. Maine Kaha Nahi. Dil Me Kisi Bewafa Ki Tasveer Hai. Kambkat Usko Jalati Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sapna ek lekin mushkile hazarhai, Tanhayi aur gum to mere bachpan ke yaar hai, Ab to yeh dil maut ke liye bhi taiyaar hai, kyunki is zindagi me hume sirf bewafao se pyaar hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Nikalta chand sabko pasand hota hai Doobta suraj kaun dekhta hai Toot-ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai Kyuki use tootne ka dard maaloom hota hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khushiyo ki aarzo me muqadar so gaye Andhi aisi chali ke apne bhi kho gaye Kya khoob tha unka andaz-e-mohobbat Pyar dene aye the aur palke bhigo gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yeh Jeewan Dore Hai Ghar Mein Saal Girah Ka Shor Hai Kahi Salown Se Ata Hai? Shadi Ki Yeh Girah Dori Baar Math Aa Tanha? Aaj Wapas Layein Purani Yadein Dil Mein Kushiyaan Paida Kare? Tum Paas Hain To Nahi Per Door Se Sahi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aaisa Dard Diya Usne Pyar Bhi Mera Badnaam Ho Gaya", . Unse Ishq Karne Ki Khata Kya Hui", . Itni Kimat Wasool Ki Unhone, . Mera Kafan Bhi Nilam Ho Gya..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS