• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • मुझे कुछ अफ़सोस नहीं के मेरे पास सब कुछ होना चाहिए था; मै उस वक़्त भी मुस्कुराता था जब मुझे रोना चाहिए था।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hum wo nahi jo matlab se yaad karte hai hum wo hai jo dil se pyar karte hai, apko hamari yaad aye na aye par hum har pal apko yaad karte hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • उसने हमसे पूछा तेरी रज़ा क्या है; क्यों करते हो पसंद वजह क्या है; कोई बताए उसे मेरी खता क्या है; जो वजह से करे पसंद किसी को, उसमें मज़ा क्या है।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • बादाम खाने से उतनी अक्ल नहीं आती... जितनी धोखा खाने से आती है.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aapke Dil Me Dosti Ke Buniyaad Rkhnge, Khud Ko Qaid Tujh Ko Aazad Rkhnge, Khi Ho Na Jaaye Koi Gushtakhi, Isliye Apna Kadam Hum Tumhare Kadam Ke Baad Rkhnge!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jamane Ki Najro Mein Kabhi Mujrim Na Ban Jaana, Khabar Rakho Jamane Ki Raho Tum Bekhabar Hokar, Hamein Duniya Ke Jhamelo Ka Koi Ahsas Nahin, Ek Kone Mein Alag Sabse Juda Baithe Hain, Mubarak Hai Jo Dil Mein Doosro Ka Dard Rakhte Hain, Aansu Aankh Mein Aur Lab Pe Aahen Sard Rakhte Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Ko Manana Agar Hota Aasan, Na Karta Kisiko Yun Pareshan, Tanha Na Rehta Bari Mehfil Mein dosto Na Hoti Woh Halat Jo Ho Naa Bayaan…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kashti Behti Hain Kinare Ki Taalash Mein, Log Milte Hain Pyaar Ki Aas Mein, Hum Mil Nahi Sakte Aapse Magar Waqt To Bitate Hain Aapki Yad Mein.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Ki Duniya Khali Hai Tab Se, Jab Se Tum Gaye Ho Sab Aane Se Darte Hain Yahan, Jab Se Tum Gaye Ho Sheeshe Mein Dekhta Hu Chehra Apna To Ro Deta Hu Kisi Ne Na Ponche Aansoo Jab Se Tum Gaye Ho..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • jo manzil tak pahunch jaye Vo musafir hi kya jo pee ke behak jaye Vo sharabi hi kya chal kadam dar kadam mere sath us jahan tak jo thak gaya safar me to vo hamsafar hi kya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kya kahun tujhe khwab kahun to toot jayega. dil kahun to bikhar jayega, aa tera naam zindagi rakh dun sweet maut se pehle to tera saath chhut na payega.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • lamhey duri ke bekarar kartey hain halat terey mujhey lachar kartey hain aankhey meri padh lo kabhi hum khud kaisey kahey ki hum apko kitna yaad kartey hain.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bewafa hai dunia kisi ka aitbaar na karo, Har pal dete hai dhoka kisi se pyar na karo, Mit jao beshaq tanha ji kar, Par kisi ke sath ka intzaar na karo.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Na Jane Sachhi Mohabat Karne Walo Ko, Unko Pyar Kyu Nahi Milta, Tadapte Tadapte Jaan Nikal Jati Hai Fir Bhi Unhe Unka Deedar Kyu Nahi Milta!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • टूटे हुऐ सपने और छुटे हुऐ अपनाे ने मार दीया वरना खुशी खुद हमसे मूस्कुराना शिखने आया करती थी
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • ‎"Dard ko dard dena bhi dard hai, Us dard main jalna bhi ik dard hai, Ye dard-e-muhabbat ki kahani hai jana, Jo is dard ko samjhe wohi mera hum-dard hai..." ----------------------------------
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Barso Guzar Gaye Rookar Nahi Dekha, Ankho Me Neend Thi Sookar Nahi Dekha, Wo Kya Janenge Dard E Mohabbat Kya Hai, Jisne Kabi Kisi Ka Ho Kar Nahi Dekha.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Gum se begana bana deti hai, chahat uski, Main bhala kaise bhula du, ye inayat uski, Main kabhi khud se juda, usko nahi kar paya Meri ek umra haasil hain, mohabbat uski, Koyi jaa kar toh itna bataa de usko, Mujko usse bhi jyada hai, jaroorat uski…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kehte The Saath Denge Zindagi Bhar, Magar Aaj Waho Hame Chod Kr Jaa Rahe He, Meri Bebasi To Dekho Dosto Khade He Paas,Magar Rook Na Paa Rahe He…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS