• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Aye Khuda Dua Meri Yeh Khali Na Jaye, Ke Mere Dostki Palkon Pe Aansu Na Aaye, Aansu Nikle To Khushike Nikle, GaMke Aansu Mujhe Aa Jaye...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dete Ho Kyu Ye Dard Bas Humi Ko Kya Samjoge Tum In Ankho K Nami Ko Yu To Honge Lakhon Diwane Is Chand Ke Chand Kya Mehsus Karega Ek Tare K Kami Kooo
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tu Jab Bhi Yaad Aata Hai.. Mera Hasta Hua Dil Roo Padta Hai.. Par Kaise Samjhau Mere Is Pagal Dil Ko.. Ki Tu Abb Kisi Aur Ka Ho Chuka Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Suna Hai Pyar Karne Wale Ajib Hote Hain, Khusi Ke Badle Gham Naseeb Hote Hain, Mere Dost, Mohabbat Na Karna Kabhi, Kyonki Pyar Karne Wale Bade Badnaseeb Hote Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Ka Arman Likh Nhi Skta, Jo Mera Gham Hai Vo Kisi Ko Dikh Nhi Skta, Main Chahta Hu Koi Bane Mera, Per Koi Ye Gham Mera Bat Nhi Skta, Is Gham Ko Koi Baate Mere Sang, Aisa Is Jahan Me Koi Ho Nhi Skta, Dil Ka Arman Likh Nhi Skta, Jo Mera Gham Hai Vo Kisi Ko Dikh Nhi Skta…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Door Hi Rahna Hai In Hasino Se Hamein, Paas Kabhi Inhein Apne Lana Nahi Hai, Tod Dete Hain Dil Ko Pathardil Hain Yeh, Dil Inse Apna Lagaana Nahi Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Torne Wale Ko Saja Kyu Nahi Milti, Har Kisi Ko Pyaar Karne Ki Dua Kyu Nahi Milti, Log Kaheten Hai Ki Ishq Ek Bimari Hai To Midical Store Me Iski Dawa Kyu Nahi Milti.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindagi me kuchh nahi dikhta tujhe chhodne ke baad Dali fool ko gale fir nahi lagati kisike todne ke baad Chha gaya sunapan aashiyano me Tera yun mujhse muh modne ke baad.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ek din rutba MAI bhi dikhauga,Jee bhar ke sab ko MAI bhi rulaunga,Paidal chal rahe honge sare kamine dost mereOr MAI aaram se kandho pe let kar jaunga..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ab bhalaa chhor ke ghar kyaa karte, Shaam ke waqt safar kyaa karte... Teri masrufiyaten jaante the, Apne aane ki Khabar kyaa karte... Jab sitaare hi nahin mil paaye, Le ke ham shams-o-Qamar kyaa karte... Wo musaafir hi khuli dhoop kaa tha.! Saaye phailaa ke shajar kyaa karte... Khaak hi aval-o-aakhir thahri..! Kar ke zare ko gauhar kyaa karte...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kab Tak Apna Dard Sine Mein Dabaye Rakhoge, Kab Tak Aansuo Ko Aankho Mein Chupaye Rakhoge, Mera Phir Se Laut Aana Mumkin Nahi, Tum Kab Tak Humari Aas Lagaye Baithoge.?ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ek harf tasalli ka,ek lafz mohabbat ka khud apne liye usne likha to bahut roya pehle bhi shikaston pe khai thi shikast usne lekin wo tere haathon haara to bahut roya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Gunaho ke gulshan mehakte rahenge, Tabahi ke badal baraste rahenge, Chand tak ja chuke hain mere qadam, Phir bhi chandani ke liye hum taraste rahenge.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Barish hui to phulon ke tan chak ho gaye mausam ke hath bhig ke saffak ho gaye baadal ko kya khabar ke barish ki chah main kitne buland-o-bala shajar khaak ho gaye jugnu ko din ke waqt pakarne ki zid karen bache hamare ahad ke chalak ho gaye lahra rahi hai barf ki chadar hata ke ghas suraj ki shah pe tinak bhi bebak ho gaye suraj dimag log bhi iblag-e-fikr main zulf-e-shab-e-firaq ke pechak ho gaye jab bhi garib-e-shahar se kuch guftagu hui lahaje hawa-e-sham ke namnak ho gaye sahil pe jitne aab_guzida the sab ke sab dariya ke rukh badalte hi tairak ho gaye
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Badi gahrai se chaha hai tujhe, Badi duao se paya hai tujhe, Tujhe bhulane ki sochu bhi to kaise, Kismat ki lakiro se churaya hai tujhe…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aaj unko maine khafa kr diya. Aisa lgta h jaise khud se dga kr diya. Unhe kaise mnau sochta rehta hu din rat. Aj to ansuo ne bhi ane se mna kr diya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tu Abhi Sahar Mein Kya Naye Aaye Ho Ruk Gaye Raah Mein Hadsa Dekh Kar, Tum Jinhe Phool Samjhte Ho Aankhe Na Ho Paanv Rakhna Jamee Par Jara Dekh Kar, Fir Diye Rakh Gayi Teri Parchhaiyan Aaj Darwaja Dil Ka Khula Dekhkar, Uski Aankhon Ka Sawan Barsane Laga Badlon Mein Parinda Ghira Dekh Kar, Sham Gahri Huyi Aur Ghar Door Hai Phool So Jaayenge Rasta Dekh Kar..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jab kabhi yaad aaye to zara sa muskura dena, Zinda rahe to milenge bar-bar sanam, Nahi to har Diwali mere naam ka diya jala dena..ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • kitab-E-Dil padh rahe the Hamara bhi naam usme chupa hua mila Humne apne nam ka panna khola Kismat to dekho wahi panna muda hua mila.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS