• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Ek Pathar Ke Hawale Kar Dil Apna, Tabah Hi Apna Pyar Kiya Humne, Yeh Toh Apne Dil Ki Nabadish Thi Yaro, Jo Ek Pathar Dil Ka Aitbaar Kiya Hamne. Hum Kaisae Jiye Us Duniya Mein, Jahan Par Apne Hi Gair Ho Jaaye, Mout Se Koi Sikwa Kya Kare, Jab Zindagi Ko Hi Vair Ho Jaaye…
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sham Dhali Fir Kaali Raat Aayi.. Dil Dharka Fir Tumhari Yaad Aayi.. Ankho Ne Mehsoos Kiya Us Hawa Ko.. Jo Tumhe Chhukar Hamare Pas Aayi..!
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kisi aur ki bahon mein rehkar woh humse wafa ki baat karte hain yeh kaisi chahat hai yaaro woh bewafa hain yeh jaankar bhi hum unhi se mohabbat karte h
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ae Rabba Dua Ye Meri Khali Na Jaaye, Ke Mere Dost Ki Palkon Me Kabhi Aansu Na Aaye, Aansu Nikle To Khushi Ke Nikle... Gum Ke Aansu Mere Hisse Me Aa Jaaye !!
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kaise Kahe Ke Zindagi Kya Deti Hai, Har Kadam Pe Ye Dagaa Deti Hai, Jinki Jaan Se Bhi Jyada Kimat Ho Dilme, Unhi Se Dur Rehne Ki Sazaa Deti Hai..
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Husn Waale Toh Hote Hain Sangdil Hamesha, Inki Adalat Mein Na Sunwayi Hoti Hai, Aap Apna Na Banana Kabhi Inko Dosto, Kyunki Dil Tuta Toh Jag Hansayi Hoti Hai…
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil ka haal kisi ko bataa nahi paaye . Wafaa karke bhi hum nibha nahi paaye . Aap to chale gaye hume raulaate huye . Hum aise gam me apko bhulaa nahi paye
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Maut mangte he to zindagi khfa hojati h Zehr late he to wo b dwa ho jati h Tu hi bta ay mere dost kya karun. jisko b chahte he to wo bewafa ho jate he.
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kyon Mere Dil Ko Diye Hain Jakham Aapne, Kyon Mere Pyar Ko Aapne Aise Bhula Diya, Wada Toh Kiya Tha Saath Nibhane Ka Magar, Kyun Sagar Ko Fir Aise Hai Daga Diya…
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dekho Yaaro Hamein Aawaj Na Dena, Hum Na Wapas Kabhi Aa Paayenge, Us Din Manana Yaaro Id Tum, Jab Hum Duniya Se Chale Jaayenge…
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aankho Se Tumhari Door Sahi, Tunko Milane Ko Majboor Sahi, Dil Ki Doori Mitane Ko, Khat Likhne Ko Majboor Sahi, Padhkar Patr Tumhara, Sharn Se Najar Jhuk Jaati Hai, Khawab Mein Jab Tumhe Dekhti, Hu Meri Saans Sanam Ruk Jati Hai, Tasveer Nahin Paas Tere Patr Ko Chumati Hu, Tu Lahu Se Likhta Hai Main Ise Dil Mein Rakhti Hu…
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Hi Dard Bhar Gaya Dil Mein, Itna Ehsas Karaa Diya Gam Ne, Jab Kisi Ki Aankhon Se Hi Aanso, Apni Aankhon Pe Le Liya Humneee
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • dhoka na dena k hame tumpe aitbar bohut hai ye dil teri chaht ka talabgar bohut hai jo tumhe na dekhein to dikhayi kuch na de hum kya karen hame tumse pyar bohut hai….
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Haal E Dil Apna Kya Sunaayen Aapko, Gham Se Baatein Karna Aadat Hai Hamari, Log Marte Hain Sirf Ek Baar Dost, Pal Pal Roj Marna Aadat Hai Hamari…
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mat intezaar karwao humein itna ke waqt ke faasle pe afsos ho jaye kya pata kal lout ke ao tum aur hum sada ke liye khaamosh ho jaye.
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Paas Aane Ki Ummeed Thi Jinse,Wohi Faasle Banaate Chale Gaye,Hum Toh Paas Aane Ki Koshish Me The,Na Jaane Kyon Woh Dooriya Badhate ChaleGaye........!!!!!!!
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil m lagi aag ko hum sehte h sirf yadon k sath hm khush rehte h lhun se to humari b aankhe bhigti h phir b sineme badh rahe dard ko hum palte he.
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ek Tooti Huyi Zanjeer Ki Fariyaad Hoon Main, Aur Duniya Samjhati Hai Ke Aazaad Hoon Main, Ess Ishq Ne Hum Ko Diya Hi Kya Hai, Kal Bhi Barbaad The Aur Aaaj Bhi Barbaad Hoon Main!
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS