Mana Ke Bhool Jana Aapki Fitrat Hai Sahi
Magar Hamain Bhool Jana Apki Qismat Me Nahi
Chaho Tou Aazma K Daikh Lo Hamein
Khud Ko Bhul Jaoge Par Hamain Nahi
Yahi Talak Tha Saath Hamara Aur Tumhara Sanam,
Aaj Fir Ek Baar Akele Pad Gayein Hain Hum,
Khud Hi Aakar Let Gaye Hain Hum Apni Kabr Mein,
Kyuki Apni Zindagi Se Aaj Dar Gaye Hain Hum…
टूटे हुए दिलों की...
टूटे हुए दिलों की दुआ मेरे साथ है;
दुनिया तेरी तरफ है ख़ुदा मेरे साथ है;
आवाज़ घुंघरुओं की नहीं है तो क्या हुआ;
सागर के टूटने की सदा मेरे साथ है;
तन्हाई किस को कहते हैं मुझ को पता नहीं;
क्या जाने किस हसीं की दुआ मेरे साथ है;
पैमाना सामने है तो कुछ ग़म नहीं निज़ाम;
अब दर्द-ए-दिल की कोई दवा मेरे साथ है।
Dard Ki Mehfil Me Ek Sher
Hum Bhi Arz Kiya Karte Hai..
Na Kisi Se Marham Na Duaon
Ki Ummed Kiya Karte Hai.. Kayi
Chehre Lekar Log Yaha Jiya
Karte Hai. Hum In Aasunao Ko Ek
Chehre Ke Liye Peeya Karte Hai.
Koi Umeed Bar Nahi Aati,
Koi Soorat Nazar Nahi Aati…
Mout Ka Aik Din Muayyan Hai
Neend Kion Raat Bhar Nahi Aati..?
Aage Aati Thi Haal-E-Dil Pe Hansi,
Ab Kisi Baat Pe Nahi Aati…
Janta Hun Sawab-E-Taa’at-O-Zohad,
Par Tabiyat Idhar Nahi Aati…
Hai Kuch Aisi Hi Baat Jo Chup Hun,
Warna Kia Baat Kar Nahi Aati…
Kion Na Cheekhon Ke Yaad Karte Hain,
Meri Aawaz Gar Nahii Aatii..
Daagh-E-Dil Gar Nazar Nahi Aata..
Bu Bhi Aye Charah_Gar Nahi Aati…
Hum Wahan Hai Jahan Se Ham Ko Bhi,
Kuch Hamari Khabar Nahi Aati…
Marte Hain Aarzoo Mein Marne Ki,
Mout Aati Hai Par Nahi Aati…
Ka’bah Kis Munh Se Jao Ge ‘Ghali’
Sharam Tum Ko Magar Nahi Aati…
Ek Rishta Dard Ka Hai Mere Uske Darmiya.
Phir Bhi Kitna Fasla Hai Mere Uske Darmiya.
Yuhi Rhengi Ranjishe Ye Hamare Bech
Koi Jabtak Teesra Hai Mere Uske Darmiyaaaa
Ia Zamane Ki Baat Mat Karna Humse,
Is Zamane Ke Saath Toh Hum Chal Nahi Sakte,
Yeh Toh Badlata Hai Rang Girgit Ki Tarah,
Magar Hum Iski Tarah Rang Badal Nahi Sakte…
Ab Khawab Nahi Aate Mujhe
Khawab Toot Jate Hai,
Ab Rishte Nahi Bhate Mujhe
Rishte Loot Jate Hai,
Ab Rona Nahi Aata Mujhe
Par Aansu Choot Jate Hai,
Ab Muskurana Nahi Aata Mujhe
Khushi Ke Pal Nahi Aate Hai,
Ab Wo Yaad Nahi Aate Mujhe
Unhe Hum Bhool Nahi Pate Hai…
Kisi k Dhadkte Dil k pichhe koi baat hote
hai,
Kisi k udas Dil k piche koi yaad hoti hai,
Aap ko pata ho ya na ho,
aap k khushi k liye kahin roz fariyad hoti
hai.