• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Apke dilpe ek din raj krenge Kbhi is bat pr hum naz krenge Apke liye us khuda se sari khushiya mang kr Apko ek aansu k liye b mohtaaj krenge….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • मन में सब को पाने का अरमान नहीं होता; हर कोई दिल का महमान नहीं होता; पर एक बार जो बन जाते हैं अपने; उन्हें भुलाना इतना आसान नहीं होता!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • MERA HAR IQRAR TERE HAR INKAR SE ACCHA HOGA. MERA HAR DIN TERI HAR RAAT SEACCHA HOGA. TUM DOLI ME BAITH KE DEKH LENA, MERA JANAJA TERI BARAT SE ACCHA HOGA.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Ki Mehfil Me Ek Sher Hum Bhi Arz Kiya Karte Hai.. Na Kisi Se Marham Na Duaon Ki Ummed Kiya Karte Hai.. Kayi Chehre Lekar Log Yaha Jiya Karte Hai??. Hum In Aasunao Ko Ek Chehre Ke Liye Peeya Karte Hai?
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Ki Mehfil Me Ek Sher Hum Bhi Arz Kiya Karte Hai.. Na Kisi Se Marham Na Duaon Ki Ummed Kiya Karte Hai.. Kayi Chehre Lekar Log Yaha Jiya Karte Hai. Hum In Aasunao Ko Ek Chehre Ke Liye Peeya Karte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • In Aankhon Se Din Raat Barsaat Hogi Ager Zindagi Sirf Jazbaat Hogi.. Musafir Ho Tum bhi, Musafir Hain Hum Bhi Kisi Mor Par Phir Mulaqaat Hogi Sadaon Ko Ilfaaz Milne Na Payn Na Badal Ghirain Na Barsaat Hogi Chiraghon Ko Aankhon Mein Mehfoz Rakhna Bari Door Tak Raat Hi Raat Hogi Azal Se Abad Tak Safar Hi Safar Hai Kahin Subha Hogi Kahin Raat Hogi
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ped Khada Hai Nadi Kinare, Jaane Kiski Baat Nihare, Aaye Gaye Hajaron Mousam, Tanha Vairagi Man Maare, Nangi Jadein Tado Ka Katna, Maar Vakt Ki Dahi Kagarein,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Toota jo dil to dukh hota hai. kar ke usse pyar dil ab bhi rota hai. Dard ka ehsas hota hai usi ko. Jo mohbbat pane ke bad khota hai...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kitna Pyar Karte Hain Hum Unse, Kaash Unko Bhi Yeh Ehsaas Ho Jaaye, Magar Aisa Na Ho Ke Hosh Mein Tab Aayein, Jab Sagar Yeh Gahri Neend Mein So Jaaye…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Abi Chupa Hi Ta K Tum Yad A Gye Dil Abi Dhdka Hi Ta K Tum Yad A Gye Shyad Nhi Ti Maut Hmre Nasib Me Bus Dum Nikla Hi Ta K Tum Yad A Gye
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindagi Se Sabhi Ko Mohabbat Hai, Par Zindagi Kisi Ki Mohabbat Nahi Banti, Tamanna Le Kar Jeete Hai Sab Log, Magar Har Tamanna Taqdeer Nahi Banti…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Chand Ki Judai Me Aasma Bhi Tadap Gaya. Uski Ek Zhalak Pane Ko Har Sitara Taras Gaya Badal Ke Dard Ko Kya Kahoo Chand Ki Yaad Me Vo Haste Haste Baras Gaya. HAMIDKHAN
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ye Nahi Janta Ki Tujh Me Aisha Kya Hai Tujhey Manta Hu Jyada Aisha Kyu Hai Mere Har Ek Sawal Ka Javab To Hai Is Musaphir Duniya Me Mera Rehnuma Tu Hai Tere Sath Ki Aadat Si Ho Gayi Hai Jindgi Ko Teri Jarurat Si Ho Gayi Hai Chhod Naa Dena Jindgi Ki In Rahoo Me Hamey Abb Tere Saharey Ki Aadat Si Ho Gayi Hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hamari Zindagi Hai Mout Se Badtar Tumhare Bina, Sukhon Ke Sarjamon Mein Chubhe Nastar Tumhare Bina, Katati Hai Hawa Ki Narmi Nahin Jab Paas Tum, Khuabuon Ki Mahmahat Jahar Tumhaare Bin,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Pyar Tuta To Zindagi Bikhar Jayegi, Ye Koi Zulf Nhi Jo Har Baar Sawar Jayegi, Tham Lo Haath Uska Jo Tumhe Pyar De.. Warna Ye Zindagi Yunhi Intizaar Me Guzar Jayege..!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aadmi Bhi Kya Ajab Si Cheej Hai, Apna Dushman Doosron Ka Ajij Hai, Zindagi Bhar Udhari Chukta Kiya Ab, Boukhlaayi Huyi Chor Kanij Par, Danapani Chhinte Gujri Umar Bhi, Darasal Toh Bhukh Asal Lajijj Hai, Khuda Rask Kare Gajab Ke Honsale Hain, Kya Hua Jo Fati Huyi Kamij Hai, Girte Padte Pate Khote Jite Marte, Magar Usko Zindagi Ki Tamij Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mulaqaat bhi kabhi aansu de jaati hai, nazre bhi kabhi dhoka de jaati hai, guzre hue lamho ko yaad karke dekhiye, tanahi bhi kabhi sakoon de jaati hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Manzil Door Aur Safar Bahut Hai Chote Se Is Dil Ko Fikar Bahut Hai Maar Dalti Kab Ki Ye Dunyan Hume Lekin Dosto Aap Ki Duaon Mai Asar Bahut Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kinaaro Par Motee Mila Nahin Karte Hain Dard Mein Kabhee Gilaa Nahin Karte Hain, Ham Achhe Naa Sahee Bure Hi Sahee, Lekin Ham Jaise Bure Bhee, Har Kisi Ko Milaa Nahin Karte Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • pyaar ki har rasam nibha di hamne tujhe pane ke liyehasti mita di hamne apne kadar na jani hamri dosti ki teri arzoo meher khushi loota di hamne.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS