• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Wo Mere AashIyane Se Udd Gya Hai, Lagta Hai Kisi Dusri Zindgi Se Jud Gya Hai, Na Koi Khabar Na Pata, Lagta Hai Wo Bhi Bewafao Me ShamiL Ho Gya Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ae khuda, kyun tune mujeh meri jaan se kiya juda Kiya tha ek haseena se pyar, woh bhi tune cheen lia Loot gaya, main barbaad ho gaya, kahin ka na raha Sach bata, kya jholi ujaadne ko tujhe aur koi nai mila?ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • किसी टूटे हुए मकान की तरह हो गया है ये दिल, कोई रहता भी नही, और कमबख्त बिकता भी नही...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Woh Shayad Dilon Ko Dhadkane Nahin Denge, Gulon Se Mahkane Ka Hak Chheen Lenge, Hamare Dilon Ke Diye Bujh Chuke Hain, Hum Aankhon Ki Tahreer Kaise Padhenge, Hamare Badan Bhi Hamare Nahin Hain, Use Chhu Kar Mahsoosh Kaise Karenge, Lahu Ka Samander Hai Palko Ke Pichhe, Yeh Roshan Jajire Larjate Rahenge….
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Patton Ka Dukh Khoj Rahe Ho Udne Wale Panchi Mein, Aansu Toh Palbhar Ka Musafir Hai Palko Ki Is Kasti Mein, Har Chehre Mein Tera Chehra Dundh Ke Tujhko Kho Baithe, Ghar Ka Rasta Bhool Gaye Hum Ghar Aane Ki Jaldi Mein, Ik Ik Ghar Ka Naam Aur Number Puchh Ke Din Bhi Doob Chala, Belon Ke Saaye Ke Pichhe Shaam Khadi Thi Khidki Mein, Woh Titli Thi Diye Ki Lo Ko Phool Samajhkar Baith Gayi, Jab Chandi Se Baal Najar Aaye Bachhi Iko Kanghi Mein…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • phir hath ko khairat mile band-e-qaba ke phir lutf-e-shab-e-vasl ko doharao kisi din guzaren jo mere ghar se to ruk jayen sitare is tarah meri rat ko chamakao kisi din main apani har ik sans usi rat ko de dun sar rakh ke mere sine pe so jao kisi dinn
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • zikr unka hi aata hai fsane main, jinko jaan se jyada chaha humne jamane me, tanhaai main unki hi yaado ka sahara mila, nakaamyab rhe jinko aqsar bhulane main.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Unki tasveero ko seene se laga lete hai is tarah judaai ka gam mita lete hai, kisi tarah kabhi jikar ho jaye unka, has kar bheegi palke jhuka lete hainnnnk
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ek Shaks Paas Reh Ke Samjhaa Nahi Mujhe, Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe, Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Doon Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe, Pathar Samajh Kar Paon Se Thokr Laga Di, Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe, Kya Umedein Baandh Kar Aaya Tha Samnay, Us Ne To Aankh Bhar Ke Dekha Nahi Mujhe…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kis Baat Ka Marham Denge Yaar, Jab Haal Hamara Na Jaane Koi, Sab Dekhte Hain Upri Dikhave Ko Hi, Mere Dil Ka Dard Na Pahchane Koi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hum Bhi Hon Ge Ap Ke Dil Mein Magar; Magar Ik Bhoolay Huye Qissay Ki Tarah; Kabhi Jo Na Baant Pao Ge Dard To Yaad Aaunga; Hum Tum Jo They Aik Jism Ke Hissay Ki Tarah!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil ko unse rusva hone ki kya wajah du Saanso ko unse doori ki kya saja du Gun ka samandar hai aage ya hai kaali raat Aapse pyar main mili hai dil ko kuch aisi saugaat.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • कितना समझाया दिल को कि तु प्यार ना कर; किसी के लिए खुद को बेक़रार ना कर; वो तेरे लिए नहीं है नादान; ऐ पागल किसी और की अमानत का इंतज़ार ना कर!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Is aas me chala jaunga main ye jahan chor kar Ke shayad mera marna hi kuchh kaam aayega Shayad chali aaye tu us pal mere paas daudkar Jis pal tere paas meri maut ka paigam aayega..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • दुआ करते हैं हम सर झुका के, आप अपनी मंज़िल को पाए, अगर आपकी राहों मे कभी अंधेरा आए, तो रोशनी के लिए खुदा हमको जलाए.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kasam Hai Na Jaane, Kab Toot Jaye, Najar Hai Na Jaane, Kab Badal Jaaye, Kisi Ke Saath Rahne Ki, Aadat Na Daalo, Zindagi Hai Na Jaane, Kab Bichhud Jaye…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ulfat Bhari Zindgi Me Aksar Eisa Hotal Hai, Aankhe Hasti Hai Or Dil Rota Hai. Zinhe Hum Apni Manzil Samanjhte Hai, Unka Humrahi Koi Or Hota Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS