• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Logon Ki Bheed Mein Toh Maalun Nahi Hota, Magar Tanhai Mujhe Bahut Sata Jaati Hai, Aap Toh Aate Nahi Ho Bulaane Par Bhi, Aapki Yaad Na Jaane Kyu Chali Aati Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Gam-e-duniya se gar pai bhi fursat sar uthane ke falak ka dekhana taqarib tere yaad aane ke khulega kis tarah mazamun mere maktub ka yarab qasam khai hai us kafir ne kagaz ke jalne ke lipatana paraniyan mein shola-e-atish ka aasan hai wale mushkil hai hikamat dil mein soz-e-gam chupane ke unhen manzur apne zakhmiyon ka dekh aana tha uthe the sair-e-gul ko dekhana shokhi bahane ke
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tanhayi Bhari Zindagi Ka Safar Mila, na Saathi Na Koi Ham Safar Mila, ham Diya Jalte Chod Gaye The Unke Liye, jab Wapas Laute To Jalta Hua Ghar Mila..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Yaad Mein Teri Ankhe Bharta Hai Koi, Har Saans Ke Saath Tujhe Yaad Karta Hai Koi, Maut Ti Aisi Cheez Hai Jisko Aana Hi Hai, Lakin Teri Judai Mein Har Roz Marta Hai Koi..!!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Subhe sham ek swal hai dil me, kaun ho tum ye khayal hai dil me, mere nhi to apne se kyun lagte ho ? Kash k mere hote bs ye mlaal hai dil me.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Koi sayar koi fakir ban jaye, Aapko jo dekh le wo khud tasveer ban jaye, Na phoolo ki zarurat na kaliyo ki, Jaha aap kadam rakhe wahi tasveer ban jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Itna Rulaya Kisi Ne MuskuranaBhul Gye Dil Toda K Dil Lgana Bhul Gye Dunia Ne Itne Fareb Diye RistoK Naam Pr Ab Kisiko Apna Bnana Bhul Gye...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hadh se gujar jaau to muje maaf karna, Dil mein tere utar jaau to muje maaf karna Raat me tujhe dekh k tere deedar ki khatir, Pal bhar jo theher jaau to muje maaf karna Apne jazbaat se likhi huyi koyi gazal, Tere naam kar jaau to muje maaf karna, Teri pal bhar ki judayi mujhe jeene nai deti, Tere bin jo agar marr jau to muje maaf karna
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • आज उन्हे फुर्सत नही हमसे बात करने की, ये जिन्दगी गुजर गई उनकी फरियाद करके, वो आए हमारी मौत पे, तो कह देना अभी सोया है आपको याद करके.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mehfil na sahi tanhai me to yaad karoge Kabhi to us khuda se fariyaad karoge Na mila hai na milega mere jaisa koi Kabhi to is baat par naaz karoge…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tohfa Wo Jo Kisika Yadgar Ban JayeChahat Wo Jo kisika Pyar Ban JayeDil Na Dhukhana Tum KisiKa Apni Baato SeDosti Wo Jo Kisika Aitbar Ban Jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kisi K Liye Ab Ye Ankhe Num N Krenge Wo Chale B Jaye to Gum N Krenge Ho Gyi Khta Kisi Ko Jaan Se Zyda Chahne Ki Ab Ye Khta Dubara Hum N Karenge..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Is Kadar Dil Ko Dukhana Achha Nahi Hota, Har Kisi Se Yun Dil Ko Lagana Achha Nahi Hota, Kuchh Riste Hote Hain Aise Jinme Behtar Hai Dooriyan, Itna Bhi Kisi Ke Paas Jana Achha Nahi Hota…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bewafa Sanam muskurate labo ko aansu pila diya, Mohabbat Ka Karz tha usne chuka diya, Maine kaha dil mein Mohabbat ki roshni kar do, Usne isi bahane Dil hi jala diya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Us rab ne diya hai saath tumhara, . aap ke pyar se kam nahi pyar humara, . koi tamanna nahi hai ek khwahish ke siva, . na tum rutho na kabhi choote ye saath humara.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Roo Roo Kr Gujarti Hai Mere Raate, Yaad Aati Hain Teri Har Mulakat Wo Haseen Baate, Meri Raate…Jane Se Pehle Ek Baar Bata To Diya Hota Ayesha, Hm B Tere Sath Ye Duniya Chod Jate…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindagi Itni Dard Bhari Kyun Hai, Dard Apko Hai To Takleef Hamein Kyun Hai, Mere Pal Pal Ki Khabar Rakhne Wale Dost, Tu Aaj Mujse Bekhabar Kyun Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kareeb Itna Raho Ke Rishte Me Pyar Rahe, Door Bhi Itna hi Raho Ki Aane Ka Intezaar Rahe, Rakho Ummeed Rishtho Ke Darmiyaan Itni, Ki Toot Jaaye Ummeed Magar Rishte Barkaraar Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS