Radha Ki Chahat Hai Krishna,
Uske Dil Ki Virasat Hui Krishna,
Chahe Kitna Bhi Ras Racha Le Krishna,
Duniya To Phir Bhi Yahi Kehti Hai.
"Radhe Krishna"
Happy Janmastmi
Shri Krishna Govind Hare
Murare, He Nath Narayan,
Vasudeva, Tribhvan Ke
Swami, Sakha Humare,
He Nath Narayan Vasudeva,
Aapko Janamashtmi
Ki Hardik Shubhkamnaye.
Maakhan chorr hai aayo,
Yashomati Maiya ka nandlala,
Dharti pe bhagwan ka avataar hai aoyo,
Harne Kans jaise papi ko
Karne kalyan Dharti maa ka..
Sheshnaag ki chatra mein wo hai aayo
Banke Kanha makhan chorr hai aayo
krishan ki mahima, krishan ka payar. krishan mai shardha , krishan se sansar ...mubarak ho apko janmasthami tyohar..LILA DHAR ki kirpa aap par sada barasti rahe .....
krishan ki mahima,
krishan ka pyar,
krishan me shradha,
krishan se sansar,
mubarak ho apko janmasthami ka tyohar..SHRI KRISHAN ki kripa aap par sada bani rahe.
Happy gokulastami
Swee2
चन्दन की खुशबु को रेशम का हार;
सावन की सुगंध और बारिश की फुहार;
राधा की उम्मीद को कन्हैया का प्यार;
मुबारक हो आपको जन्मआष्ट्मी का त्योंहार!
शुभ दिवस जन्मआष्ट्मी!
Aate bade dhoom se ganpati ji,
jaate bade dhoom se ganpati ji,
aakhir sabse pahale aakar,
hamare dilon me bas jate ganpati ji.
Happy Ganesh Chaturthi!!!
badalo ko barsna hoga,
nadiyo ko aana hoga,
ham aapke darbar khade hai bhaiyo,
ham sab ko milke janmastmi ka tyohar manana hoga...jai shree gopala kar de kaam hataa de in beimano ki dharm sala.........
Dekho Phir Janmashtmi Aayi Hai,
Makhan Ki handi ne phir mithas bhadhai hai,
Kanha Ki leela hai Sabse Pyari,
Wo de tumhe duniya bhar k khusiya sari.
Happy Janmasthmi to Aal..