Shri Krishna Govind Hare Murare,He Nath Narayan, Vasudeva,Tribhvan Ke Swami,Sakha Humare, He Nath Narayan Vasudeva, Aapko Janamashtmi ki hardik Shubhkamnaye.
Aapka aor khushiyo ka janam janam ka sath ho
Aap ki tarakki ki har kisi ki zuban par baat ho,
Jab bhi koyi mushkil aaye,
My friend Ganesha humesha aap ke saath ho.
Happy Ganesh Chaturthi
krishan ki mahima, krishan ka pyar,
krishan me shradha, krishan se sansar,
mubarak ho apko janmasthami ka tyohar,
SHRI KRISHAN ki kripa aap par sada bani rahe..
****Happy Janmashtami****
Maakhan chorr hai aayo,
Yashomati Maiya ka nandlala,
Dharti pe bhagwan ka avataar hai aoyo,
Harne Kans jaise papi ko
Karne kalyan Dharti maa ka..
Sheshnaag ki chatra mein wo hai aayo
Banke Kanha makhan chorr hai aayo
Chandan ki khusbu,Resham ka haar
Bhado ki shugandh, Barish ki fhuhar
Dil ki ummide, Apno ka pyar.
Mangalmay ho aap ko Sri Kirshna Janmashtmi ka tyohar.
Happy Janmashtami.
badalo ko barsna hoga,
nadiyo ko aana hoga,
ham aapke darbar khade hai bhaiyo,
ham sab ko milke janmastmi ka tyohar manana hoga...jai shree gopala kar de kaam hataa de in beimano ki dharm sala.........
Unke Guno Se Jivan Ko Sajaye,
Gita Ke Vicharo Ko Man Me Basaye,
Lana He Hame Krishna Ko Aur Bhi Apne Karib,
To Aao Apne Ghar Ko Hi Gokul Banaye..
Happy Janmashtmi.
वृन्दावन में हुकुम चले बरसाने वाली का !!
अरे कान्हा भी दीवाना है श्री राधे रानी का !!
सभी को कहते देखा बड़ी सरकार श्री राधे !!
लगेगा पार बेड़ा जो कहेगा श्री राधे राधे !!
YASHOMATI MAIYA SE BOLE NANDLALA.
RADHA KYU FAIR&LOVELY.
MAI KYU JHINGALALA.
BOLI MUKATI MAIYA SUN
MERE LALA.USKA BAP PAISE WALA.
TU GAO KA GWALA ISLIYE KALA... HAPPY JANMASHTMI
A Manohar Bansiwale..
kuch aisi Bansi suna,
sur thambh jae,
Rag thambh jae,
shanti ho jae,
har sans Tuze pukare,
AWTAR Jaldi le..le..
krishna kania lal ki jay..
Happy janamastami
Krishna ki kadmo par kadam badhaye chalo ,
Murli nahi hai to siti bajaye chalo ,
Radha to ghar wale dila hi denge ,
Tabtak gopiya pataye chalo ..!!
Wishing You A Happy And Blessed JANMASHTAMI ..!!