For this, is a special time when family
And friends get together, for fun.
Wishing laughter and fun to cheer your days,
In this festive season of JANMASHTMI and always..
Happy JANMASHTMI.
Dekho Phir Janmashtmi Aayi Hai,
Makhan Ki handi ne phir mithas bhadhai hai,
Kanha Ki leela hai Sabse Pyari,
Wo de tumhe duniya bhar k khusiya sari.
Happy Janmasthmi to Aal..
Murli Manohar,
Braj K Dharohar,
Wo
Nandalal Gopala Hai.
Bansi Ki Dhun Par Sab Dukh Harnewala,
Murli Manohar Aane Wale Hai.
HAPPY JANMASTAMIIN ADVANCE
AWESOME
Mishri Se Mithe Hai Krishna Ke Bol,
Koi Kaise Lagaye Unka Mol,
Heere Se Jyada Hai Krishna Anmol,
Itni Taarif Ki Hai Pyaare,
Ab To "Jay Shree Krishna" Bol.
Happy Janmashtami To All My Friends
Pavitra parv aaj ka din hai
Liya janam hamare krishna ne
Jiske liye sarvatra brahmaand prassann hai
Jai kishan Jai Kishan
Jai gosh se vishva dhanya hai
Chandan Ki Khushboo Resham Ka Haar,
Sawan Ki Sugandh Aur Resham Ki Fuhaar,
Radha Ki Ummid Ko Kanhaiya Ka Pyaar ,
Mubarak Ho Aap Sabhi To Janmashtami Ka Tyohaar..!!
गोपाल सहारा तेरा है.
नंदलाल सहारा तेरा है.
तू मेरा है मैं तेरा हूँ.
मेरा और सहारा कोई नहीं.
तू माखन चुराने वाला है.
तू चित को चुराने वाला है.
तू गौयें चराने वाला है,
तू बंसी बजाने वाला है.
तू रास रचाने वाला है.
Happy Janmashtami.
Shri Krishna Govind Hare
Murare, He Nath Narayan,
Vasudeva, Tribhvan Ke
Swami, Sakha Humare,
He Nath Narayan Vasudeva,
Aapko Janamashtmi
Ki Hardik Shubhkamnaye