Ab ke sawan main paani barsa bahut
Paani ki har boond mein woh aaye yaad bahut
Is suhaane mausam mein saath nahi tha koi
Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bahut
Baarish ki bunde deewana banaye,
tan ko bhigoye mann ki aag bhadkaye,
aaj jai sajan dur humare waqt ki baat hai,
par dil ko hum kaise samjhaye.
Labon par aye woh naam ho tera,
bheju jo woh paigaam ho tera,
aankhein jo dekhe woh khawab ho tera,
dhadkan kare jiska intezar woh intezar ho tera
Ek aadmi apni biwi ka antim sanskar kar ke Ghar ja raha tha
ke achanak bijli Chamki, Badal garje, Zor se barish(rain) shuru hoi,
Aadmi bola lagta hai pahunch gai.
Barish Ka Ye Mousam Koch Yaad Dilata Hai.
Kisi Kay Saath Honay Ka Ehsaas Dilata Hai.
Fiza Bhi Sard Hai Yaadain Bhi Taaza Hai.
Ye Mousam Kisi Ka Pyaar Dil May Jagata Hai.
barsat mein ham pani ban k baras jainge..
.
patjhar mein ham phol ban k jhar jainge..
.
kia hua jo aaj aap ko tang karte hain..
.
ek din aap ko bin bataye hi chalay jainge.
May you always have walls for the winds,
a roof for the rain, tea beside the fire,
laughter to cheer you,
those you love near you and all your heart
might desire