• Categories
  • Funny Story SMS   86
  • Doctor Pagal se: Tum Pagal Q huey? Pagal: Maine 1 Vidhva se Shadi ki, Uski Jawan Beti se Mere Baap ne Shadi ki Yu Meri wo Beti meri Maa ban gai Un k ghar Beti hui To wo meri Behn hui Magar main uski Naani ka pati tha Is liye wo meri Nathn hui. Isi Tarha mera Beta apni Daadi kaBhai ban gaya Or main apne Bete ka Bhanja aur Mera Baap mera Damaad ban gaya Aur mera Beta apne Dada ka Sala ban gaya aur Dr: Abey chup kar saale Kya mujhe b Pagal krega..?
  • 10 years ago



    Tags : Funny Story SMS
  • FACEBOOK humara planet hai, hum sab facebook wasi friends-friends hai, hume apna planet prano se bhi pyaraa hai, iski sukh samridhi, vivid jokes, aur posts per hume garv hai, hum iske, page owner banne ka sada preyatn karthe rehenge... hum apne matha-pitha, shikshako, aur gurujano se chup ke- humesha online aane ka promiss lethe hain... facebook wasiyon ke kalyan aur samridhi me hi humara sukh nehit hai.. !!!JAI FACEBOOK!!!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Story SMS
  • MUST READ: Arre Hame to apno ne luta tha... Gairo me kahan dum tha... Meri haddi wahan tuti jaha hospital band tha. mujhe us ABULANCE Me dala jiska petrol kum tha. Mujhe RIKSHE Me isliye bithaya kyu ki uska kiraya kam tha.. Mujhe doctron ne uthaya. nurson me kaha dum tha.. Mujhe us bed pe litaya. Jiske neeche BOMB Tha... Mujhe bomb se udaaya, goli me kaha dum tha.. Aur COLLEGE Me Dafnaya Kyuki KABARISTAAN Me FUNCTION THA... Lol...!:)
  • 10 years ago



    Tags : Funny Story SMS
  • Nanha Munna Bachha Hu Main. Sabke Man Ko Main Harsaau. Pyar Se Mujhko Jo Bhi Dekhe. Pass Main Uske Aana Chahu. Ada Hai Meri Ye Nakhrali. Baah O Ko. Sabki Tarsaau :D Muskan Meri. Aisi Albeli. Dil Me Sabke Pyar Jagau. Le Lo Mujhko Godi Me Tum. Mithi Pappi :* Main De Jaau :* Susu Pe Control Nahi Hai. Jab Tab Diaper Gila Kar Jaau..hehehe :P Bhuk Lage Hai Jab Bhi Mujhko.mumma Mumma Main Chillau>
  • 10 years ago



    Tags : Funny Story SMS
  • kabhi ajao tum pal bhar ko . . Ek Thi Rani . . Donon Mar Gaye Khatam Kahani. - - - - - Neechay Kya Lash Dhoond Rahay Ho?? Bola Na Kahani Khat
  • 10 years ago



    Tags : Funny Story SMS
  • Mere har Ghari k Humsfar ...Meri Ulfaton ka jawab de ....Mere Pyar ka Mere Ishq ka ..Sabhi Chahton ka Hisab de.... Maine Zindgi ki har Ghari Teri Justju me guzar di... Mujhe ab Tu Apna Shumar kar.... Mujhe Bewaja na Azab de.... Mei Bikhar rha hun Tutkar ..Teri Ulfaton ki Talash mei.. Mere Ansuon ko Samet le ...Meri Ankhon ko koi Khwab de.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Story SMS
  • Heart touching must read:) Ek din ek ladke ki girlfrnd ka BIRTHDAY tha. Boy was not in that city. So, he ordered 24 RED ROSE for his girlfriend. He called her up. Dear maine tumhare liye utne ROSE ain jitni saal ki tum ho gyi ho. While delivering florist thought: Ye aajka mera sabse achha customer hai. Chalo ise 10 ROSE FREE me de deta hu. So, he gave 34 instead of 24. aur aaj tak ladka nahi samajh paya ki uska BREAK-UP kyu hua..! :D
  • 10 years ago



    Tags : Funny Story SMS
  • Bacha:- Bhagwan Kare Teacher Ki Zuban Cut Jaye. Roz Roz Dant Ti Hai. Next Day Zuban Cut Gai.. Bacha :- Bhagwan Kare Master Ka Hath Toot Jaye. Tang Krta Hai. Bahut Marta Hai. Next Day Hath Toot Jata Hai... Bacha :- Bhagwan Mere Baap Ko Utha Le. Bahut Marte Hai. Next Day Baap Ghar Aate Hain, Bacha :- Papa Aapko Kuch Nahi Hua? Baap :- Nahi Kyo Bacha :- Maa Kahan Hain.? Baap :- Pados Me Sharma Uncle Ki Death Ho Gai Hai, Wahan Gayi Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Story SMS
  • Subah Subah Usne Subah Subah usne bade hi pyar se mere Ghar ke Darwaje ki Ghanti bajai, Maine ek dum se li Angrai aur, Jab darwaja khola toa vo Bade hi pyar se muskurai , Saath hi saath vo thora sa sarmai, Aur thora ghabrai, Maine toa socha ke aaj toa Aapni, Nikal pari mere Bhai, Agale hi Pal vo mere paas aai , Aur mere kaan main bade hi jor se chillai, Main hi hu ji aapki nai naveli kaam wali bai..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Story SMS
  • Utrakhand me Fansi ek Beti ne apni Maa se Pucha:"Maa Radio pe Suna India Jeet Gai, jo Khel rae the Unhe 1 crore pe Mila" Maa Boli: Haa Beti sarkar kehti hai"wo Desh k Liye khel rae hai.. isiliye" Beti Asmaan me Helicopter pe Latakte Jawaan ko Dekh ke boli:"Maa Kya Inhe bhi 1 crore??" Maa:"Naa Beti Naa Hamare yaha Balle se khelne wale ko Inaam Milta hai Jaan pe khelne wale ko nai" proud on Indian Army...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Story SMS
  • Teacher:3 Idiots Dekhnay ke Bad Ap ko kya Lesson Mila?Pappu:Miss Yehi ki Engineering Padh ke v Medical ki Ladki Fasai Ja Sakti Hai. Miss:Shut Up,Get Out. Bablu:Miss Mein Bataon? Miss:Batao Bablu:Miss College ke 1st Day Underwear Zaror Pehna Chahiye Miss:Get Out. Shamu:Miss Mein Bataon? Samu:Miss Doctor ke Elawa Engineer Bhi Delivery karva Sakta Hai Miss:Get Out. PAVAN:Miss Mein Bataon Miss:gud,bolo PAVAN:FRENCH KISS MEIN NAK BICH MEIN NHIAATI. & I can show demo. Miss:Class is OVER
  • 10 years ago



    Tags : Funny Story SMS
  • Story of MATH. Aj se 300 years pahle MATH bohat masom aur piyara tha. Ek din kuch badmash studnts ne MATH ko bohat mara yahan tak k Math ki akhri Sans thi marty marty sub students ko bad dua de gya. Aur Ye keh ker is dunia se chala gya k mein to ja raha hoon lekin MATHS M = Meri A = Aatma T = Tumhe H = Hamesha S = Sataye gi Aaj bhi math ki aatma bhatak rahi hay or saray students ko sata rahi hay or hamesha satati rahegi.. Fwd 2 all studnts.;)
  • 10 years ago



    Tags : Funny Story SMS
  • Bacha:- Bhagwan kare teacher ki zuban cut jaye. Roz roz dant ti hai. Next day zuban cut gai.. Bacha :- Bhagwan kare master ka hath toot jaye. Tang krta hai... bahut marta hai. Next day hath toot jata hai... Bacha :- Bhagwan mere BAAP ko utha le. Bahut marte hai. Next day baap ghar aate hain, Bacha :- Papa Aapko kuch nahi hua ?? . Baap :- Nahi kyo Bacha :- Maa kahan hain...?? Baap :- pados me SHARMA uncle ki death ho gai hai, wahan Gayi hain.. jo samajh gaya wo LiKE thok Do..:-
  • 10 years ago



    Tags : Funny Story SMS
  • Fees maafi ke liye Application: To The Principal High school Sir, Baat ye hui k mere Dad ne mujhe fees k liye 2000 rupe Diye the, 500 ki dosto k sath film dekh li, 500 ki drink ho gayi, 500 ka girlfrind ka recharge karwana pad gaya fir usko 250 ki coffee pilai, aur bache 250 english wali mam pe shart har gaya… Mein samjhta tha ki unka sirf maths ke sir ke saath chakkar hai par unka to aapse bhi chakar nikla, ab aapke paas 2 hi raste haia… Ya to meri fees maaf ya aapka pardafaash.. Asha karta hun meri fees maaf ho jayegi… Aapka pyara Vidyarthi..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Story SMS
  • Ek bacha Boy girl ko kiss karte hue dekh leta h. Bacha: mujhe bhi karne do warna main apke papa ko bata dunga. Ladki- Le yar tu bhi karle,... ...Bacha kafi try karta h, pr wo height me kam reh jata h, Baccha pareshan ho kr "Bhaad me gayi duniyadari" jo kam galat he, vo galat hai. Main to bataunga.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Story SMS
  • Ek time meri girlFrnd ne mujhe apne ghar bulaya, Me ghar paucha or bell bajai, Uski choti sister ne darwaza khola, Wo bahut sundar thi, Muskura k boli ap bahut smart ho, Abhi ghar pr koi nhi he. Mai akeli hu,Mai muskraya Or, Apni bike ki taraf wapas jane laga, To uski puri family ghar se bahar aa gai or, Meri sharafat ki tarif karte hue, Mujhe gale lagaya or kaha, Hum ko rishta manzur he. Ab mai kya batau? Ke Mai to bike ko lock karne gaya tha...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Story SMS
  • Manzile B Us ki Thi OR Rasta B Usi Ka Tha Ek Main Akela Tha Kafila B Usi Ka Tha. Sath-Sath Chalne ki Kasam B Us ki Thi Phir Rasta Badalne ka Feslah B Usi Ka Tha Aaj Kiun Akela Hon Dil Sawal Karta Hai Log To Us Ke The Kiya Kantawali B Usi Ki Thi ? TO KANTAWALI BOLI-- Use Yaar Banane Ki Galti B Teri Thi.. Us Par Yakin Karne Ka Khyal B Tera Tha... Use Kyu Gum Hoga Tere Jane Ka...? Kyuki Sachha Pyar Uska Nahi,,,, Sachha Pyar To Sirf Tera Tha....!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Story SMS
  • !!...TRUE STORY...!! Ek Samay Ki Baat Hai, Main Raat Ko Apne Bed Pe Leta Huva Tha Ki Achanak, . . . . . . Mujhe Neend Aa Gayi Aur Main So Gya.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Story SMS