Mohabbat Rog Hoti Hai Kaha Bhi Tha,
Rula Kar Khud Bhi Roti Hai Kaha Bhi Tha,
Kinaare Ke Kareeb Le Jaa Kar,
Ye Kashti Ko Duboti Hai Kaha Bhi Tha,
Ise TuM Dilki Dharti Ka Pata Mat Do,
Ye Is Mein Dard Boti Hai Kaha Bhi Tha,
Mohabbat Mein Khushi Ke Baad GaM Ki Rutt,
Bahut Nazdeek Hoti Hai Kaha Bhi Tha,
Loota Kar Dilko, Rone Se Bhi Kya Haasil,
Bahut Nayaab Moti Hai Kaha Bhi Tha,
Shuro Se Iski Fitrat Hai ZaMane Ko,
Jaga Kar Khud Ye Soti Hai Kaha Bhi Tha,
Ye Sar Se Paaon Tak Pas Raakh Kar Degi,
Bahut Bedard Hoti Hai Kaha Bhi Tha..
A cute LOVE STORY...!
♥
There was a boy whø daily sent his
girlfriend a rose when ever he was out.
♥
...1 day he died,
♥
still his girlfriend received
A Rose evryday,
♥
She was shøcked she asked the floweriest,
♥
she told her that her boyfriend had paid advance
for her whole life.
♥
Sø…
Love someone such that it remains forever…♥
Story of MATH ...... :)
.
.
Aaj se 300 saal pehle MATH bohot masoom aur pyara tha.
Ek din kuch badmash students ne MATH ko bohot mara yahan tak ki
Math ki aakhri Sans thi marte marte sab students ko badua de gyi.
Aur
Ye keh ker is dunia se chala gya k mein to ja raha hoon lekin MATHS
.
M = Meri
A = Aatma
T = Tumhe
H = Hamesha
S = Satayegi
Aaj bhi math ki aatma bhatak rahi hai aur saare students ko sata rahi hai aur hamesha satati rahegi:P :D :O
Ek Aadmi Roz Mandir Jakar jor~jor se
mannat mangta.
Ek Din Vo Mandir Aaya Aur Rote Hue Bola,
Ae Bhagwan M Roz Mannat Mangta Hu,Tu
sunta Nhi H Kya?
Bhagwan Prakat Ho Kar Bole,Par Tu yha
kyu Aata H Tere Ghar M Maa Nhi H Kya?
1 Ladki Ko Anguthi Chahiye Thi,
Lekin Uske Boyfriend Ne Use Anguthi K
Badle Me 1 Teddy Bear Dia.
Gusse Me Ladki Ne Us Teddy Bear Ko
Road Pe Fek Dia.
Boyfriend Teddy Bear Lene Road Pe Gaya
Lekin Tabi Peche Se Ek Car Ne Use Takkar
Maar Dia Or Wo Ladka Wahi Mar Gaya.
Uske Antim Sanskar K Din Us Ladki Ne
Teddy Bear Ko Zoor Se Gale Lagaya Or
Tab Teddy Bear K Andar Laga Hua Machine Bola.
Kya Aap Mujse Shadi Karoge,
Anguthi Mere Pocket Me He.
Ek ladka hai jo kehta hai ki use kabhi kisi se pyaar nhi ho sakt wo pyaar karne walo pe hasta hai wo har pyaar karne walo pe hasta hai
.
.
.
Ek din wo ladka kisi ko nhi dikha sab kehte hai ki ek ladki se wo pyaar karta hai par wo ladki kisi or se pyaar karti hai
.
.
.
Ek din wo ladki aati hai or us ladke kokehti hai tu kya pyaar karne walo pe hasta hai tu bhi kabhi roega
.
.
.
.
Ladka kehta hai ki me kabhi nhi hasa bas logo ko dikhane ke liye yaha chehr banaya hai
==> A cute love story <==
Boy - kya main tumhe pyara lagta hu
Girl - nahi
Boy - kya tum mere saat rehna chahti ho
Girl - nahi
Boy - Augar main mrr gya to tum rougi
Girl - nahi
Ladka bahut udaas ho gya usey bahut dukh huaa aur wo rone laga
Ladki - ne usey apne kareeb kiya Aur kaha tum pyare nahi Balki bahut khubsurat ho
Main tumhare shaat rehna nahi balki jeena chahti hun
Agar tumhe kuch ho gya to main roungi nahi mrr jaungi..
Boy: Kya main tumhe pyara lgta hu.
Girl: Na
Boy: Kya tum mere sath rehna chahti ho.
Girl: Na
Boy: Aagr main mar jaun to tum rougi?
Girl: Na
Ladka bahut udas ho gya use bahut dukh hua aur wo rone laga.
Ladki ne use apne qarib kiya aur kaha:
Tum Pyare nahi bahut Khubsurt ho.
Main tumhare sath rehna nahi balki Jeena chahti hu.
Agar tumhe kuch ho gya to mein roungi nahi mar jaungi.
The 1st ever status on Emptiness :)
Chk it out..Hope u all will like it ♥
~Nrip~
Kuch To Baat Humse Ki Hoti
To Ye Zindagi Aisi Nhi Hoti
Kehte Ho K Umeed Thi Tumhe Humse
Sach Hai Ye To Iski Umar Itni Kam Nhi Hoti
Ek Baar Humse Shikayat Agar Karte Tum To
Hum Ne Khud Me Tabdiliya Bhi Ki Hoti
Yuh Jo Saare Rah Badnaam Kr Rhe Ho Hame
Ek Baar Mere Es Dil Ki Bhi Sun Li Hoti
Hum Ne Utara Tha Tumhe Apni Ruh Me Ae Sanam
Kaash Ye Baat Tmne Hamari Aankho Me Dekh Li Hoti.
page 3
.
ladke ke ghar pe jane ki sochti hai or himat karke ladke ki gali me aa jati hai tabhi ladke ka dost milta hai
.
.
ladki ladke ke dost se puchhti hai ki aap ka dost kaha hai ladke ka dost bolta hai ki aap yaha tak to aa hi gae ho
chalo me apko mere dost ki maa ke pas le jata hu aap unhi se puchh lena
.
.
ladki ladke ke ghar pe aa jati hai
ladke ki maa bolti hai kon ho ladki jese hi ladki apna naam leti hai
.
.
bese hi ladke ki maa ne ladki ko ek kagj diya or bola
cute love story
Boy:Kya main tumhe pyara lagta hun?
Girl:Nai
...
Boy:Kya tum mere sath rehna chahti ho?
Girl:Nai
Boy:Agar main marr jaun to tum ro gi?
Girl:Nai
Larka boht udas ho gya use boht dukh hua or wo rone lga :(
Larki ne use apne kareeb kiya or kaha
Tum Pyare nai bohut Khubsurat ho Main tumhare sath Rehna nai balki Jeena chahti hun
Agr tumhen kuch ho gya to mein Roun gi nai Marr jaun gi
ek ladke ne apni class ki 1 ladki ko prapose kiya or wo raji ho gayi.. ladki aksar kha karti thi ki main bina dil k ji rhi hoon q ki mera dil tere paas hai... kuch dino baad ladki ne apna irada change kar diya or ladke se kaha ki main tumse shadi nhi kar sakti mere parents ki khusi meri khusi hai... ladki ne kahahum hamesa dost hi rhenge or ladka maan gya... Kuch dino baad ladki ki shadi hui to us ladke ne use "GIFT" bheja.
dost Pranav Aur Sarang jungle
mein, Raste me raat ho gayi wo
TENT laga k so gaye..
.
RAAT ko 1 Pranav ki ankh khuli..
Usne Sarang ko jaga k
kaha:"Aasman ki taraf dekh ke
bata tujhe kya nazar aatahai..??
.
.
Sarang: "Bahut sare sitare" .
Pranav: "Isse kya pata chalta
hai..??"
.
Sarang: "Asman khubsurat hai.."
. .
Pranav: "Abey Newton ki aulad
Tent chori ho gaya
hai..danish hashmi
DEDICATED TO ALL BOYS
..
..
..
Ladke Pagal Ho Jaatey
Hain Pyar Me,
Baki Kasar Puri Ho Jaati Hai
Intezaar Me.......
..
..
..
..
..
..
..
Magar Ye Dard Ladkiya
Nahi
Samjhti,
Wo Toh Panipuri Khati
Firti Hain
Bazaar Me..
.
.
Or LADKE Pade Rehte
Hain BEER BAR Me............. .!!!!
STORY--EK 14 SAAL K Ladke ko,...10 Saal k
Khubsurat ladki ki photo Raste me Mili,or us
ladki ke liye pyaar dhire dhire badhane laga.
wo us ladki se bahut pyar krne lga. Lekin wo
ladka us ladki ko kbhi nhi dhund ska.
Kuchh saalo baad uski shadi ho gyi, 1 din uski
wife ne wo photo dekhi or pucha-"tumhe ye
photo kaha se mile.? Ladke ne kyu..."
Ladki ne kaha-"meri photo kho gyi thi jb me
10saal ki thi
SACCHA PYAR KAVI VE FAIL NAHI HOTA...
Ek bacha Ice-Cream shop pe gaya aur pucha:
Ke bada cup kitny ka hai?
Waiter ne jawab diya: Rs.15 ka.
Bachche ne apne paise gine aur pucha:
Chota cup kitny ka hai?
Waiter: Rs.12 ka.
Bachche ne chota cup kharida aur 12 rupe kar chala gaya.
Jab waiter uski table se khali cup uthane aaya to..
ye dekh kar uski ankhen num hogai ke..
bachche ne 3 rupe tip us waiter ke liye chor diye the.
LESSON: Apni choti khushi bhool kar ke aap
dusron ko badi khushi de sakte hain.
Chalo Tum Chor Do Mujh Ko Main Wapis Loot Jata Hoon!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ Tumhain Manzil Mubarak Ho Nai Rahein Mubarak Hoon !♥ ♥ ♥ Magar Phir Ae Mere Humdum Mujhe Itna To Btla Do!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ K Wapis Kiss TarafJoun Kahan Se Sath Lai Thay!♥ ♥ ♥ !♥ ♥♥ Mujhe Itna To Smjha Do Agar Aisa Nahi Mumkin!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ To Mujh Ko Is Trha Toro K Mai Yaksar Bikhar Joun!♥♥ ♥ !♥ ♥ ♥ Bhatakne Se To Behter Hai Tumhary Pass Mar Joun
Kya Hota Hai Saccha Pyar Koi Use Bhi Sikhao
Vo Kya Jane Pyar Ki Keemat kya Hoti Hai
Jab Nahi Milta Pyar To aankhe Kitni Roti Hain
Kbhi Na Kbhi To Vo Kisi Se Dil lagayegi
Karega Vo Bewafai To Meri wafa Ki Yaad Ayegi
Tab Vo Bedard Mere Dard Ko samajh Payegi
Is Aashiq Ki Chahat Ko Fir pana Vo Chahegi
Par Afsos Use Gale Se Main laga Na Pauga
Kyuki Jannat Se Vapas Main laut Na Pauga.
Boy : I Love you..
Pehli Nazar mein Hi
Tumhara Aashiq Ban Gaya Hu.. Do U Love me..?
Girl : Hmmmm Main Tumhe
Ek Sawal Puchti Hu
Agar Tum Jeet Gaye To Mai Tumhe Jawab De Dungi....?
Lakda "Muskurata Hai Aur Chup
Chap Jaane Lagta Hai..
Girl : Kya Hua Jawab Nai
Chahiye..
Ladka : (Palat Kar Kehta Hai) Mujhe Tumhara Pyar Chahiye.. Jeet mein mila Hua Inaam Nahi...!!
Sani>ek ladki ko love storyes likhna pasand tha
kajal>ek ladke ko story padhna pasand tha
sani>ladki sufi thi
kajal>ladka b sufi tha
sani>ladki ne ek din ladke ko leave kar diya or ladka bimar rehne lga
kajal>magar ladki ko ladke ki halat pta nhi thi
sani>or ladka mar gya ladki udas ho gayi or rone lagi
kajal>ladki ke sapne me ladka aaya or unki shadi ho gayi fir ladki kbi kisi se pyar na kar paayi.