True love
subah uth ke ankhe kholne se pehle kisi
ka chehra dekhne ki ichha ho vo pyar hai,
mandir me darshan krte waqt kisi k
pas khade hone ka ehsas ho vo pyar hai,
pure din ki thakan jiske sath bethne ki
kalpna se hi dur ho jaye vo pyar hai,
sir kisi ki god me rakh k lage ki man
halka ho gya vo pyar hai,
lakh koshish kar k bhi jise nafrat
na kr sake,bhul na sake vo pyar hai,
or
ye padhte waqt jiska chehra nazar k samne
aaye to hi aapka pyar hai.
Yaad Nahi Woh Din Jab Tumse Baat Hui Thi,
Aur Humare Chehre Pe Muskan Chhayee Thi..
Ab Jo Dur Rehne Lagi Ho Tum,
Gam Ke Sagar Mein Poori Tarah Doob Gaye Hain Hum..
Pata Nahi Kab Humne Akhri Baar Hasa Tha,
Lekin Haan, Humare Dil Mein Bhi Khusiyon Ka Badal Barsa Tha..
Ab Yeh Badal Sirf Gam Barsaate Hain,
Har Pal Humein Rulate Hain..
Aye Jan-e-Man Ehsaan Kar Do Ek…
Humein Kabhi Na Bhulana,
2-dono me fir pyaar badha
pyaar me izhaar hua
izhar ka iqraar hua
sab kuch achha chal rha tha
dono khush the, Ladki k kai aur frnd the,
Kisi ne ladki ko kaha k wo ladka
bura
hai
ladki ko trust nahi hua
aur fir bhi ladke se pyar karne lagi par
us din k baad ladki k man me
shak
janam le chuka tha
Next page
Ye dil tujhe itna chahta kyu hai.....
Har saans ke sath tera hi naam aata kyu hai.....
Tu kitna bhi mujhse khafa ho.....
Zikr phir bhi tera meri zaban pe aata kyu hai.....
U to hai bahut duriya tere mere bich.....
Lgata phir bhi tu mujhko meri jaan sa kyu hai.....
Teri yaad main tadapne ki ho chuki hai adat meri.....
Tere dur hone ka phir bhi ehsaas mujko rulata kyu hai...;(
Interested LOVE STORY 1 LADKA
1 LADKi Aik Dusre Se Bahut
MOHABBAT Karte The Bad Qismati Se LADKi Mar Gai Marne K Bad LADKi Ne LADKE
Se Kaha: "Ek WADA Tha Tera
Har WADAY K Peeche Tu Milega Mujhe Har Gali
Har Darwaze K Peeche Par Tu Hi BEWAFA Nikla Ek Tu Hi Na Tha Mere JANAZE K
Peechy ". LADKA BOLA: "Ek WADA Tha Mera Har
WADAY K Peeche, Me Milunga Tujhe Har Gali Har
Darwaze K Peeche, Par Tune mud K Bhi Na Dekha, Ek Or JANAZA Tha,
Tere JANAZE K Peeche..
* Ramesh *
LOVE STORY.....
EK 14 SAAL K Ladke ko,...
10 Saal k Khubsurat ladki ki photo Raste me Mili,or us ladki ke liye pyaar dhire dhire badhane laga.wo us ladki se bahut pyar krne lga. Lekin woladka us ladki ko kbhi nhi dhund ska.
Kuchh saalo baad uski shadi ho gyi, 1 din uski
wife ne wo photo dekhi or pucha-"tumhe ye
photo kaha se mile.? Ladke ne kyu..."
Ladki ne kaha-"meri photo kho gyi thi jb me
10 saal ki thi
A TRUE LOVE ALWAYS WIN,
"3 dosto ki Kahani"
1 Gyan
2 Dhan
Or
3 Viswas
Teeno bahut Achhe Dost the
3no m Pyar b Bhut tha.
Ek aisa Waqt Aaya k
3no ko juda hona pada,
3no ne Ek Dusre s sawal kiye k
Koun kahan jayega.
Gyan bola: Mai Mandir,Masjid,
Church, Gurudware or Vidyalane jaunga.
Dhan ne kaha: MAI Mahal or
Ameero jaunga.
Lekin
Viswas chup tha
Dono ne Wajah puchhi
Toh Viswas ne
Thandi Aah bhar k kaha:
Me 1 Baar Chala Gaya
Toh phir kbi lout kr nhi Aunga
'EK andhi ladki thi jise sabne thukraya...
siway uske dost ke, wo use bahut like karta tha...
ladki roz kehti thi agar me tumhedekh sakti
to tumhi se shadi karti 1din kisi ne
us ladki ko aankhen donate ki jab ladki ne
dost ko dekha to wo andha tha
dost ne pucha 'kya tum ab mujhse shadi karogi?
To ladki ne inkar kar diya...
ladka chupke se muskuraya, aur usko 1 letter
dekar uski life se chala gaya..
Usme likha tha.
"PLZ TAKE CARE OF MY EYES"
page 3
.
ladke ke ghar pe jane ki sochti hai or himat karke ladke ki gali me aa jati hai tabhi ladke ka dost milta hai
.
.
ladki ladke ke dost se puchhti hai ki aap ka dost kaha hai ladke ka dost bolta hai ki aap yaha tak to aa hi gae ho
chalo me apko mere dost ki maa ke pas le jata hu aap unhi se puchh lena
.
.
ladki ladke ke ghar pe aa jati hai
ladke ki maa bolti hai kon ho ladki jese hi ladki apna naam leti hai
.
.
bese hi ladke ki maa ne ladki ko ek kagj diya or bola
A Touchy Love Story..
A boy was tired of girlfriend’s msgs which always said: i love u, i miss u..
One night he received a msg from her but didn’t read it, insted he slept
Next day he got a call from his girlfriend’s mom who said:
that her daughter had a car accident & died last night.
He then read the msg in which it was written:
Dear plz come in front of your house, i met with an accident & its my last wish tosee u plz.
Friends never ignore anything in life.
Gandhi Ji Ki Ek Rishtedar Aurat
Ke Bete Par Qatal Ka Ilzam Laga.
Aurat Ne Gandhi Ji Se Request Ki
Ke Mere Begunah Bete Ko Bacha Lo.
Gandhi Ji Ne Muqadma Lada Aur Ladke Ko Bacha Liya
Aurat Badi Khush Hui, Par Usne Ek Sawal Kiya.
Aurat: “Aaj To Aap Hain Jo Bacha Liya, Kal
Jab Aap Nahi Honge To Hum Bekasoor Logo Ko
Kon Bachayega?”
Gandhi Ji Ne Muskurate Hue Bahut Hi
Khubsoorat Jawab Diya-
“Note Pe Lagi Meri Photo“
.
agree karte ho to thoko like...
Ek ladke ne ek ladki ko propose kiya,
to ladki ne uske praposel ko thukra diya,
uska dost ye sab dekh raha tha,
or dusre us ladke se kahta he ki us ladki ne tumhare praposel ko thukra diya fir bhi tum udas kyu nahi ho?
Wo ladka kahta he,
me udas kyu rahu,
jabki mai janta hu ki maine use khoya he,
jo mujhse pyar nahi karti thi,
udas to use hona chahiye kyuki usne use kho diya jo usase sachhi muhabbat karta tha.
A cute love story
Boy:Kya main tumhe pyara lagta hun?
Girl:Nai
Boy:Kya tum mere sath rehna chahti ho?
Girl:Nai
Boy:Agar main marr jaun to tum ro gi? Girl:Nai
Larka boht udas ho gya use boht dukh hua or wo
rone lga
Larki ne use apne kareeb kiya or kaha
Tum Pyare nai bohut Khubsurat ho
Main tumhare sath Rehna nai balki Jeena chahti hun
Agr tumhen kuch ho gya to mein Roun gi nai Marr
jaun gi
bcz i cant live without u........
Chalo Tum Chor Do Mujh Ko Main Wapis Loot Jata Hoon!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ Tumhain Manzil Mubarak Ho Nai Rahein Mubarak Hoon !♥ ♥ ♥ Magar Phir Ae Mere Humdum Mujhe Itna To Btla Do!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ K Wapis Kiss TarafJoun Kahan Se Sath Lai Thay!♥ ♥ ♥ !♥ ♥♥ Mujhe Itna To Smjha Do Agar Aisa Nahi Mumkin!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ To Mujh Ko Is Trha Toro K Mai Yaksar Bikhar Joun!♥♥ ♥ !♥ ♥ ♥ Bhatakne Se To Behter Hai Tumhary Pass Mar Joun
GirL ATM Pe SANTA Se.
.
Girl : BHAIYYA Mujhe Apna BALANCE
Check Karna Hai...
.
Aap Meri Help Kar Do..
.
.
.
.
.
SANTA Use Ek Zor Ki LAAT Maarta Hai
Aur
Ladki Gir Jaati Hai..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
SANTA : Tera BALANCE To Bahot
Kharab Hai.. LOLZ
BY-rahul
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay,
Banaa banaa k tamanna mitayeejaati hay,
Tarah tarah say wafa aazmayeejaati hay,
Hijaab un ko meri mohabbat ka aitbar nahin,
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jaati hay,
Hamaray dil ka pata wo hamain nahin daitay
Hamari chiz hum hi say chupai jaati hay,
Saqi, Doori-e-manzil say naa-umid na hoo
Manzil ab bus aa hi jaati hay
मेरे दिल कि आवाज है
कि बिछडा यार मिलेगा,
वो यार तेरी हर खुशी को गम मेँ मोड देगा,
जिस मोड पर तुझे तेरा प्यार मिलेगा,
मै तो क्या मुझसे भी,
अच्छा एक नया दिलदार मिलेगा,
आज नही तो कल तुझे,
तेरा प्यार मिलेगा,
दिल तो क्या दिलदार, भी तुझे तेरा साथ मिलेगा..!
Ek Ladke Ki Girlfriend Ka Birthday Tha, Par Ladka Business Ke Silsiley Mein Shahar Se Bahar Tha.
Isliye Usne 24 Rose Order Kiye Apni Girlfriend Ko Bhejne Ke Liye,
Rose Ke Saath Usne Likha: “Dear, Main Tumhare Liye Utne Rose Bhej Raha Hun Jitne Saal Ki Tum Ho Gayi Ho”
Bhejte Hue Florist Ne Socha Ki Ye Aaj Ka Mera Sabse Achha Customer Hai,
Chalo Ise 10 Rose Free Mein De Deta Hoon, To Usne 24 Ki Jagah 34 Rose De Diye,
Aur Aaj Tak Ladka Nahi Samajh Paya Ki Uska Break-Up Kyu Hua.
Jindgi me her kisi ko pyar hota nahi,
.
Jise hota hai vo sota nahi.
.
Pyar ko dekhne ke najriye sabke alag - alag hote hai,
.
Per jo dikta hai vo hakikat me hota nahi.