Chalo Tum Chor Do Mujh Ko Main Wapis Loot Jata Hoon!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ Tumhain Manzil Mubarak Ho Nai Rahein Mubarak Hoon !♥ ♥ ♥ Magar Phir Ae Mere Humdum Mujhe Itna To Btla Do!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ K Wapis Kiss TarafJoun Kahan Se Sath Lai Thay!♥ ♥ ♥ !♥ ♥♥ Mujhe Itna To Smjha Do Agar Aisa Nahi Mumkin!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ To Mujh Ko Is Trha Toro K Mai Yaksar Bikhar Joun!♥♥ ♥ !♥ ♥ ♥ Bhatakne Se To Behter Hai Tumhary Pass Mar Joun
Prem Duniya Ka Sabse Khubsurat Ehsash Hai.
Jitani Paribhashaye Prem Ki Hai
Utani Duniya Me Kisi Bhi,
Dusare Manobhav Ki Nahi Hai.
Ye Vah Ehsash Hai Jise Manavi Nahi
Pashu-Panchhi Ped-Paudhe,
Bhi Samajhte Hai...
Prem Abhivyakti Hai-
Anand Ki,madhurta Ki,saundrya Ki,,
Prem Viyog Hai,Tyag Hai,Sampard Hai...
Prem Kabhi Anshuo Me Chhipi Muskan Jaisa Hai
To Kabhi Muskan Me Chhipi Anshuo Jaisa Hai.
Duniya ke 7 such
1) Aap apni ankho pe sabun nahi
laga sakte.
2) Aap apne baal nahi gin sakte.
3) Aap saans nahi le sakte jab aapki
jeeb bahar ho.
4) Aapne abhi abhi point 3 try kiya
hey.
5) Aapko laga ki aap point 3 kar sakte
ho.lakin aap sirf ek dog ki tarha lag
rahe the.
6) Ab aap muskura rahe ho kyoki aap
dog ke saath ullu bhi ban gay.
7) Ab aap soch rahe ho ki apna gussa
kisko share karke nikalu.
Always Happy...
Ek Din Mombatti Ke Andar Jalte Huye Dhage Ne Usse Kaha..
Jalta To Main Hoo.. Par Tere Aansun Kyu Nikal Aate Hain..
Mombatti Ne Kaha Jise Dil Mein Jagah Diya Ho.. Wo Agar Taklif Mein Ho To Aansu Nikal Hi Aate Hain
Waris ali*
Cute Story
A middle class boy asks His high class Girlfriend : "If i go very poor,will you Accept me?"
Girl hugs him and says I am always with you......
Boy: If a very rich boy Proposes you ?
Girl kissed the boy and says, "I am sure that would be you.."
BOY: Kya me tmhe pyara lgta hun?
GIRL . Nhi
BOY. kya tm mere 7 rhna chahti ho?
GIRL. Nhi
BOY. Agr me mar jaon to tm ro gi?
GIRL. Nhi
Larka bht udas ho gaya use bht dukh huwa or wo rone lga
Larki ne use apne qarib kiya Or kaha
Tm Pyare nhi bht Khubsurat ho
Me tmhare 7 rhna nhi blke Jeena chahti hun
Agr tmhe kch ho gya to me roun gi Nhi MAR jaon gi.!
What A Great msg for the All LOVER’s .
Story of MATH ...... :)
.
.
Aaj se 300 saal pehle MATH bohot masoom aur pyara tha.
Ek din kuch badmash students ne MATH ko bohot mara yahan tak ki
Math ki aakhri Sans thi marte marte sab students ko badua de gyi.
Aur
Ye keh ker is dunia se chala gya k mein to ja raha hoon lekin MATHS
.
M = Meri
A = Aatma
T = Tumhe
H = Hamesha
S = Satayegi
Aaj bhi math ki aatma bhatak rahi hai aur saare students ko sata rahi hai aur hamesha satati rahegi:P :D :O
Garibi. Ke kuchh pal
.
.
Pyaar se bada bana diya paisa ladka roj ki tarha school ja raha tha uski najar ek ladki par padti hai
.
Yaha se ek tarfa pyaar ki pal soru hote hai ladka us ladki ko roj dekhta
.
.
Ek din ladka himat karta hai or ladki se apne pyaar ka eajahr karta hai
Ladki kehti hai tere pas kya hai ladka bolta hai mai apko hames khus rakhuga par ladki fir se bolti hai tere pas kya hai ladka kuchh nhi bolta or chup
.
.
Chala jata hai
.
.
Abhi baki hai kuchh pal
1 LADKA or LADKi
ek Dusre Se Bahut
MOHABBAT Karte The
Bad Qismati Se LADKA Mar Gaya
Marne K Bad LADKE Ne LADKI SeKaha:
“Ek WADA Tha Tera
Har WADE K Piche
Tu Milegi Mujhe Har Gali
Har Darwaze K Piche
Par Tu Hi BEWAFA Nikli
Ek Tu Hi Na Thi Mere JANAZE K Pichy.
LADKI BOLI:
“Ek WADA Tha Mera Har WADE
K Peeche,
Me Milungi Tujhe Har Gali Har Darwaze K Piche,
Par Tune mud K Bhi Na Dekha,
Ek Or JANAZA Tha,
Tere JANAZE K Piche..!
Ye meri real story hai
ek larka tha jo humer apne mai khus raheta tha. Us e ek larki se pyar ho gaya. Us larke ko sahas nahi hua wo us larki ko prapos nahi kar paya. Phis usne us larki ke frnd ko kaha uski frnd ne usko sab kuch kaha diya. Us larkine NA kar diye. Ye bat sunke larka bohot dukhi hua. Wo larka aj bhi us larki se pyar karta hai ek hi asa lekar uska wo asa tha ki "agar kavi wo use pyar kare"........ye mari life ki real story hai.......
Love story
Dono ko pyar tha dono se...
Jamane se darte rehete the dono??????
Aapne kahin na rooth jayne.....
Isi waja se dur jane ki kasam khaliye donone....
Kuch shal wad
.
.
.
Ledka ledki dekhne geya to
pata chala ledki us ki masuka hi thi.
HEART TOUCHING STORY.
Ek Larki Janaza Dekh Kar.,
{Muskurany Lagi}
To.
Ek Buzurg Ne Kaha
Beti Jawan Mout Par Nahi Muskurate..??
Larki Ansu Ponch Kar Boli
Baba.
KYA KARU WADA KIYA THA
JAB BHI MILENGAY MUSKURA KAR MILENGAY.
Sweet
14 saal ke ladke ko, 10 saal ki khubsurat ladki ki photo raste mein mili,
aur us ladke ko ladki se pyar ho gya.
uska us ladki k liye pyar dhire-2 badne lga.
wo us ladki se bhut pyar karne lga.
Lekin wo ladka us ladki ko kbi nahi pa ska.
Kuch saal bad.
Uski wife ne wo photo dekha aur pucha:
tumhe ye photo kha se mila?
ladke ne pucha kyun?
Ladki boli: meri photo kho gya thi jab mein 10 saal ki thi.
kuch Sapne hain, kuch yaade hain AUR BHI
HAIN BOHuT KUCH.
tum ho,tumhari baate hain bas, AUR BHI
HAIN BOHT KUCH.
Per nahi chahte hum tum ko bhulana,
magar dooriya hain,
majbooriya hain AUR BHI HAIN BOHuT
KUCH.
yeh dooriya ek din kat jayegi, yah fasle ek
din simat jayegi,
phir hum karenge baate,waade,izhar AUR
BHI HAIN BOHuT KUCH.
main itni doori ke baadh bhi in hawaomein
Fizao mein,mehsoos karta houn,
tumhari khushboo, tumhari Aawaz,
tumhara Ehsas AUR BHI HAIN BOHuT
KUCH.
1 ldki jo pyr ko shayd smjhti b na thi
use 1 ldke se pyr hogya
wo 2no 1 dusre se bht pyr krne lge lekin 1din aisa hua dono ka milna or bate krna bnd ho gya vo ldki us ldke k yad me roti rhti or God se pray krti 1 bar muje usse mila do.
1 din god ne usse bola:- jis din ye msg sbi pyr krne walo ko mil jyega us din tera pyar tere sath hoga or jo isko rokega usko uska pyr kbi nhi milega. Snd dis to 10 ppl.
Kamzor dil wale plz ye post na perhein :D:P
.
Ek bohat khobsurt larki thi
Gali ka aik larka usay bohat pasand krta tha
1 bar us larki ki tabyat khrab hogai
usko ultiyan aane lagi
Usne ek glass mai ulti ki
or us larky se kaha ager muje sacha pyar krty ho to isy piyo
larka tayar ho jata hy
Wo adha glass peeny k bad ruk jata hy
To larki pochti hy kya hua ruk Q gaye?
.
Us larky ne hasrat bhari nigah se dekha or kaha
.
aalu aa gaya tha chaba raha hon...
Boy : I Love you..
Pehli Nazar mein Hi
Tumhara Aashiq Ban Gaya Hu.. Do
U Love me..?
Girl : Hmmmm Main Tumhe
Ek Sawal Puchti Hu
Agar Tum Jeet Gaye To Mai Tumhe
Jawab De Dungi....?
Lakda"Muskurata Hai Aur Chup
Chap Jaane Lagta Hai..
Girl : Kya Hua Jawab Nai
Chahiye..
Ladka : (Palat Kar Kehta Hai) Mujhe
Tumhara Pyar Chahiye.. Jeet mein
mila Hua Inaam Nahi......!!
Sad story-Ek dal pr ek tota aur ek maina rhte the. Ek din maina ne tote se pucha- Tm mjhe chor to nhi doge?Tota - nhi.Ek din jor se tufan aya aur tote ne maina se kha - tum ud jao. " apna khayal rkhana khkr maina ud gai. Tufan thamne k bad us ped pr ja kr dekha . Tota mr chuka tha aur ek dal pr likha tha" agr vo ek bar bhi ye khati kh mai tumhare bina nhi jaugi to mai tufan ane se phle n mrta"
Ek ladke ne ek ladki ko propose kiya,
to ladki ne uske praposel ko thukra diya,
uska dost ye sab dekh raha tha,
or dusre us ladke se kahta he ki us ladki ne tumhare praposel ko thukra diya fir bhi tum udas kyu nahi ho?
Wo ladka kahta he,
me udas kyu rahu,
jabki mai janta hu ki maine use khoya he,
jo mujhse pyar nahi karti thi,
udas to use hona chahiye kyuki usne use kho diya jo usase sachhi muhabbat karta tha.