Utra Hai Mere Dil Mein
Koi Chand Nagar Se;
Ab Khauf(Fear) Nahi Koi
Andheron Ke Safar
Main;
Woh Baat Hai Tujh
Mein, Koi Tujh Sa Nahi
Hai;
Kash Koi Dekhe Tujhe
Meri Nazar Se!
"FACEBOOK Ki Yadain.."
Woh Apne Status Ko Khud Hi LIKE Krna,
Woh Apni D.P Ko Khud Hi NICE Kehna,
Woh Apne LINK KO Khud Hi AWESOME Kehna,
Woh Raat Bhar CHAT Pe Baatain,
Woh Lover Of The Day Mai Jan Booj K Selection Karna.
Ab Na Wo Din Rahay Na Raatain,
Kuch Raha To Bas Aankhon Mai Apni PROFILE Or,
Chat Ki Yadain.
Please Comment
A girl msgs in whatsapp group:
Guys, if I install Windows-7 of 32 bit two times then will it become 64 bit???
Other Girl in group replied:
It will also become Windows-14.
All guys left group.
Chhu Le Aasman Zameen Ki Talash Na Kar Jee Le Zindagi Khushi Ki Talash Na Kar Taqdeer Badal Jaegi Khud Hi Mere Dost, Bus Muskurana Seekh Le Wajah Ki Talash Na Kar...:chicken::chicken::chicken:
Ye Ladkiyo Ki Fake ID Chalane Waale Laundey Wahi H Jinhe Bachpan Me Behan Ki Frock Or Apni Mummy Ki Bindi Lagane Ka Shauk Chadd Gya Tha. :slight_smile::slight_smile::slight_smile:
Sawmartinant Bola - Bhagwan Tu Mujhe 100rups Dejiyega Toh 50 Tumhe Chadhaunga. Thodi Dur Pe Usko 50 Ka Note Mila. Sawmartinant- Prabhu Itna Sa Bhi Bharosa Nhi,Pehle Hi Kaat Liya. :grinning::hibiscus::smiley:
Zindgi Se Bepanaah Mohhabat Thi hame tere Ishq Me Ujarne Se Pahale... aaj To Ye Aalam Hai"Aashiq"ka K Khud hi Bhatakta Hai... qatilo K Pichhe Qatal Hone K Liye :smile::laughing::smile:
वास्ता नही रखना .. तो फिर मुझपे .. नजर क्यूं रखती है … मैं किस हाल में जिंदा हूँ … तू ये सब खबर क्यूं रखती है …:heartbeat::grinning::heartbeat::grinning:
Zamane Se Alag Aap Me Sharafat Dekhi Hai, Aapke DiL Me Khub Mohabat Dekhi Hai, Aap Insan Ho Ya Koi Farishta, Aapki Dosti Me Rab Ki Ibadat Dekhi Hai.:smile::smile::smile::smile:
Bada Hi Pyara Ehsaas
Hota Hai
Jab Kisi Ko Kisi Se Pyar
Hota Hai,
Har Pal Yaado Me Wahi
Hota Hai,
Har Lamha Usi Ka
Khayal Hota Hai,
Aankhe Chahti Hai Har
Pal Usi Ko Dekhna,
Aanko Me Pyar
Beshumar Hota Hai,
Dil Ki Dhadkane Kabhi
Rukti Hai Kabhi Chalti
Hai Tez Tez,
Dil Ka Bada Hi Azab
Haal Hota Hai,
Only 10% Of Boys Are Talking With Girls On facebook ... .. .. .. .. .. .. .. .. .. .. .. .. .. .. .. Other 90% Of Boys Talking with Fake Accounts:smiley::smile::smile: